Jaiza : indice futures kai hain our un main trade ker sagty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : indice futures kai hain our un main trade ker sagty hain?
    jesay humery pass forex main currency pairs ko forex kehty hian metals hain our oil hai same humery pass indice futures hain jin main DAX30 NAS gass hai our bhe kafi pairs hain to hum un main trade to ker sagty hain likin kia humean us main trade leni chhay ya ye zeada dangerous hoo gee koin k forum main hum sab mostly learner hain to pher humean us main trade leni chahy ya nahe
    mera to point of view yahi hai k nahe leni chahy koin k currency pairs trading k leay secure hain our metal bhe hai oil bhe to pher hum account ko our zeada risky piars main koin trade karein ap apna behtareen jawab daen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My trading fellow humean instaforex jin main allow kerta hoon mean jab app mt4 open kerty hian our jahan currency pairs drop down button main show ho rahy hoty hain us main sab commodities bhe hain us main futures bhe hain us main CFDs bhe hain jo bhe app k pass availble hai like Youtube google apply SP500 SP300 Dax30 un sab ko app apny mt4 main un k chart set kerain our pher app un main trade lay sagty hian our jab app ko un k technical analysis kerna ho gaay our jes main bhe app ko ap ki strategy k mutabik trade milay gee app lain gay to app us main profit ker sgty hain forex aik risky business to mera mashwara to yahi ho ga k app currency main he trading karein yahi app k leay best hia
    • #3 Collapse

      G han bilkul index futures me trading contract base par hoti hay aur es ki delivery bad me ki jati hay, index futures me investment bahot hi zeyda profitable ho sakta hay, Index future ka contract hota hay aur ki expiry date be hoti hay, Crude oil traders es bat ko achi tarha samaj sakty hey some time ham crude oil me trades open kar lety hey aur koch din ya 1 month guzar jany key bad hamara ye order contract khatam hony ki waja se khud hi close ho jata hay some time ye order profit me be close ho sakta hay aur loss me be close ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : indice futures kai hain our un main trade ker sagty hain?

        Jitni Hasi Hamari planning Hogi Hum Log itna hi accha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko sabse Pehle achi se achi planning Karni chahiye Phir Hum Logon Ko trading karna chahiye Phir Hum logo ko kamyabi Milegi Aur Hum Kya bana sakte hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : indice futures kai hain our un main trade ker sagty hain?

          Agar Hum Log forex market Mein hard work Karte Hai To Phir Hum Logon Ko is ka bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log Kafi kamyabi Hasil kar sakte hai agar Hum Log Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain toh phir Hum Logon Ko itne Zyada Se Zyada kaam karna Hota Hai Itna Jyada Hum Log kaam karte hain Hum Logo Ko Itna hi jyada fayda ho sakta hai
          Removed by Moderator.

          اب آن لائن

          Working...
          X