Jaiza: Margin call kia hoti hai our hum us say kesy bauch sagty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Margin call kia hoti hai our hum us say kesy bauch sagty hain?
    Dear members forex main margin call kai hoti hai our us say hum account main kesay bauch sagty hain abhe mery aik current demo account main margin call running main hai jes ka screen short main app logoun k sath send ker raha hoon our ye to demo account hai:1f60e: but ager ap k account main live main ager margin call aa jeay to pher app ki condition khuch us tarha ho ge:1f633:
    hum live account main aik he way main margin call say bauch sagty hain jab hum apny account capital ko diekh k trade krean gay our pher app us main money management through out karien our over trading bhe sath nahe keran gay to pher he app mery opinion main forex main survive ker pain gay app apna experience us barey main share karein
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Margin call over trading ki waja se hi ati hay margin call any se pehly traders ko apny koch kam lot size key orders ko close karna ho ga es tarha lot size me kami any se traders ko kesi had tak umeed ho sakti hay key wo margin call se bach saken, margin call any key bad be traders ko 1 ya 2 orders ko close karna chaye, market agar per be opposite direction me move kary to ye traders ki over trading ka esa result hota hay jo key us ko account ki taraf le kar jata hay, sab se pehly to over trading karni hi nahi chaye agar over trading na ki jaye to account kabi be margin call ki taraf nahi ja sakta hay otherwise over trading ka end margin call ana hi hay jes se bachna namumken hay.
    • #3 Collapse

      Margin call jesa kay nam say hi zahir hay kay margin mean limit, had. aur call mean indication ya alarm. Ager in dono word ko akatha karen to is ka matlab banta hay limit indication. Matalb kay ap ki jo limit ya had thi jo ap nay set ki hoe thi wo anay wali hay. is ka aik alarm dia jata hay jo ap kay trading orders walay panel main red clour say show ho raha hay. ab main ap ko ye detail main samjata hon.
      Jab ap nay trade lagai tab ap ka account balance 500 doller tha trade loss main chali gai sari aur ap ka loss 450 ho gia. ab baki ka 50 doller broker kay pas hain jo kay us nay apny pas leverage kay tor per rakhay hovay hain ap ki trades kay evwaz. ab jesay hi ap ka loss 450 say kam ho ga total profit loss wali bar green ho jay gi aur jesay 450 ya oper loss chala jay ga ye red ho jaye ga. isi ko margin cal kehtay hain kay ap ka free margin kam hay. jesay hi total loss 500 kay qareeb aye ga account wash ho jay.
      • #4 Collapse

        Forex main margin call dosto tab ati hai jab app forex main over confident hoty hain our apny bonus capital ko deikhty bagheer trade lety hian or aik din main app 4 say zeada trades lety han app forex main jab tak apny lalauch ko control rakhty hian app us main mehnat kerty hain our pher he app us main money management tak jab tak trade kerty hain to app ko kabhe bhe margin call ka samna nahe ho ga app forex main tab he kamyaab hoon gay jab ap hard work ker k us k merits our demarits sb khuch seikhty hain mean app us k positive our negative dono side ko diekh k kaam karo gay phr he professional trader ban pao gay
        • #5 Collapse

          Margin call traders key ley alert alarm hota hay jo key trading margin kam hony ki waja se dia jata hay, trading margin jo key traders ko leverage key base par provide kia jata hay loss hony par agar es me kami ati jaye to terminal me margin call ana start ho jati hay jo key es bat ki taraf eshara karti hay key account wash hony wala hay, single trade open na kia jaye to different lot size key koch trades open key jaye to margin call se bachny key ley 1 technique use ki ja sakti hay magar es ka 1% hi chance hota hay key traders ka account wash na ho aur wo ye hey key big lot size ka 1 order margin call key bad big loss me hi close kar dia jaye.
          • #6 Collapse

            Margin call:
            Margin call tab ati hai jab ap ka account wash hony lagta hai. Jaha total loss likha ho wo line red ho jati hai.
            Margin call any ki waja:
            jab ham trade market bgair dekhy open karty hai.
            Margin call sy kesy bacha jaye:
            Agar ap margin call sy bachna chahty hai to sab sy pehly stop loss use kary stop loss jab b lga ho apko margin call ka samna nahi karna pary ga.
            Us k ilawa agar ap market ko achi tarha dekh kar or analysis kar k trade open kary gy to margin call ki nobat nahi aye gi.
            Ap lot size jitna ho saky kam rakhy
            Agar ap ye do teen baty man k in par amal kary gy to ap margin call sy kafi had tak bachy rahy gy.
            or sab sy main baat lalach na kary trading k doran.
            • #7 Collapse

              G mery pyary bhai asslam o alaikum. I hope k ap bilkul theek hongy .To main aj ya kahna chahta hoon k ya margin call is not good. R ya us waqt mattlab k ya us time show hoti hay jab hamara account bilkul wash hony lgta hy. and jahan hamara loss write hotta hy wo place laal mattlab k red hona start ho jati hy. Hamain chaheye hamajn is sa bachna chaheye. Or ham is sa aysy bachaun gy k jab b ham trade lgain to phly stop loss ka istamaal ko mumkin bnain. Ap jab b stop loss ka istamaal kro gy to marden call kabhi b ap k account par show ni hogi. R main baat k ya ati kaisy hai. Mattlab k margen call ki aany ki wajah kia hoti hy ya Q ati hy. To doston yq tab aati hy jab ham jo trade lgaty hain usy bina daikhai hi open karty hain . ya is ki main wajah thi. R hamain traiding main b koi jaldbaazi ni karni chaheye.
              • #8 Collapse

                Hum logo ko Is Tarah trading Karni chahiye ke hum logo ko isme nuksaan Na Ho Aur Agar Hum logo ko nuksaan se bachna Hai To Phir iske liye Hum logo ko Jyada Se Jyada hardwork karna chahiye Jiske Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log hard work ki wajah se kamyabi milti hai
                • #9 Collapse

                  ​ Assalamualaikum bhai aapne location kya hai bhai aapne location kya hai main uske baare mein aap se Yeh Kehna Jaunga sabse pahle Tu Hamar trading sabse pahle Tu Hamar trading Nahi Chahiye Hame Itni hi trading karna chahiye Itni he trading karna chahiye hum aasani se kar sake Nawaz Jis Se Hame loss Peena ho raha Mein Uske baare mein knowledge knowledge Bihu
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Margin call kia hoti hai our hum us say kesy bauch sagty hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                    Dear members forex main margin call kai hoti hai our us say hum account main kesay bauch sagty hain abhe mery aik current demo account main margin call running main hai jes ka screen short main app logoun k sath send ker raha hoon our ye to demo account hai:1f60e: but ager ap k account main live main ager margin call aa jeay to pher app ki condition khuch us tarha ho ge:1f633:
                    hum live account main aik he way main margin call say bauch sagty hain jab hum apny account capital ko diekh k trade krean gay our pher app us main money management through out karien our over trading bhe sath nahe keran gay to pher he app mery opinion main forex main survive ker pain gay app apna experience us barey main share karein
                    Dear jaisy ap ne baat ki hai margin call ki to ais mai ye hai k hum ne agar account par bahot sari trades lagai hoi hai aor wo loss mai chal rahe hai to humra account kuch time trades auto par loss mai close karna start kar deta hai ye ab depend karta hai ap k broker par k wo ap ki trades kitny % par close karna start karta hai ais liay behtar hai k ap ais mai kam trades lagye aor her trade k sath stop loss use kary ta k agar ap ko loss hota hai to atna zayda na ho k ap k account par margin call aa jaye ap ne jab bhi account par trade lagani hai to apny account ka 2 ya 3% tak risk ley ais se ap ka account safe rahy ga aor kabi bhi wash ni ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Margin call kia hoti hai our hum us say kesy bauch sagty hain?

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy margin call aa jate hain yai hamy loss ky bary mai aga karte hain hamy is sy bahna chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar saky hain forex aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Margin call kia hoti hai our hum us say kesy bauch sagty hain?

                        MARGIN CALL:

                        margin call ko smjhna trader ko zarori ha trader ko margin call sy bachna hota hay aor trader ko trading main account capital ko dakh kar trading krni hoti ha trader market main high risky trading na krain aor trading main margin call ko smjhain kion kah jb margin call ati hay to trader ki sb trades losses main system auto cut kr data hay is liay trader ko trading main account management ka experience ho trader ko aisi trading krni hay jis say trader ko margin call na aye aor trader ki trades loss main close na hon aor trader market main safe aor low lots size ki trades positions open karay takah trader ko margin call sy bacha ja sky aor trading main margin call sy bachna trader kay liay fiadamnd hay jb trader margin call na ae gi to trader ko profit ho ga aor trader wait kry ga market jb right trend main aye gi to trader ki open trades positions profit main jati hay jb trader high lots ka use krta hay aor trader margin ka khyal nhi krta hay phr trader ko margin call ati hay aor trader loss krta hay is laiy trader ko margin call sy bachna must hay aor safe trading krain high risk main na jaein phr trading main profit earn hota hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Margin call kia hoti hai our hum us say kesy bauch sagty hain?

                          AP aapne theek Baat kahi hai kya Jab Tak Hum Apne seniour say help nahi lete senior scho Pehle nahi karte hain toh main bhi yahan par long time kaam karne se Kuch Nahi Milta Hai long time kam karne ke liye Hame Apne seniour score for loan karte rehna chahiye in se Hamesha Apne account ke liye guideline lete Rahna chahiye iski wajah se main apne account ko Kafi Jyada stronge and stable bana sakte hain without any type of risk analysis Kyunki Agar Hum accha kaam Karenge to acchi minute Hogi Yahan Par

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X