Jaiza: risk management failures

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: risk management failures
    all traders Forex market me without any research aur without any analyzing key market me entry karny lagty hey, trades ko market me risk factor ko kam karny ki soch key sath entry karni chaye, risk management hi esy trades jo key market key unintended direction moves ki waja se big loss me kami la sakty hey, new traders ko risk ki properly management karni chaye esy traders ko 2% se zeyda ka risk nahi lena chaye jo key market ka knowledge aur es me risk factor ki information nahi rakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hum risk management failures ko tab tak control nahe ker sagty hain jab tak humera risk reward ratio ki ko samjh nahe lety hain our us main pher hum acha profit banany k leay money management nahe kerty hain app aik trade main 1% say zeada risk lety hain to dosto app risk pay hain app ksii aik din account wash ker dian gay app forex main fail ho jeain gay app ko rsik reward ratio jo hai wo 1:3 minimum rakhana ho ga pher he app 10 maim say 4 trades main bhe take profit lety hain our 6 man app k stop loss hit hoty hain to pher bhe app profit mmain over all hoon gay forex aik business hai jes main proper rules ko follow ker k he trade leni chahy
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: risk management failures

      Dear fellows jab bhi koi trading kar rha ho us ka main target apni trading ko risk free banana hona chahiye zyada say zyada usko try karna chahiye kay apny risk ko kam kary jab us ki risk management achi ho gi to wo achi trading kar pay ga low risk ap ko safe trading ki trf ly kar jata hai is liye ham high risk trading say avoid karty hain jab bhi trade karain kabi bhi lalach na karain aur zyada risk na lain loss kar kay ap kabi kamyab nai ho saky gay is liye apni risk management better banaen taky achi trading kar sakain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: risk management failures

        g han bhai apki bat sahi hai or amain apki bat se gare krta hun forex rading aik rsky buiness hai jis main hmain apni trading main risk ko mange kary howe trading karni hoti hai or yah hmari apni trading ability par depend hota hai k hum apni rading main kitna rks ly kar chlty hain trading main es liye jitna hos kay otna he apni trading main ris ko kam karen or apni trading ko market k agiast main move na karen market ko follow karen or apni trading main lot sze ko bhi smal rakhen q k jub apki lot size bara hota hai tu apko risk bhi bara e milta hai es liye har trador ko chahye k small lot ks ath trading karen ta k apka ccount save rahy or ap apni trading se achi earning gain kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: risk management failures

          risk management aor planning ky leay kch primary step lena zarori hai jin ma apko pehla step yeh lena hota hai ky apko trading ma market ka perfect analysis krna hota hai is ky leay apko technical analysis ky leay simple average air relative strength index aor different tyoe of indicators alr oscillators ko use kr ky market ki predictions aor confirmation for next target identification krni hoti hai tb ja ky apki trading ma management plan bna y ka moqa milta hai main failure ki reason yeh hai ky hum kisi kisam ki negligency krty hain aor fail ho jaty hai account ma loss ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: risk management failures

            yes brother aap kee tyeh baat to sahi hay kay bohat saaray log baghair kissi research kay baghair kssi learning ,kay woh kuch bhi nahin jaanaty hotay or woh log forex market main trading start ker detay hain aisay logo ko itna to pata hota hay kay risk wagherako manage kerna hay lekin woh iss baaray main kuch nahin jaanatay kay risk ko kesay manage kerna hay woh at the end apna account wash kerwa letay hain yaani bari bari lots use kertay hain max leverage ka volume use kertay hain or stop loss bhi close nahin rekhtay bara bara stop loss use kerta hain or aakhir manin 20-25 din to woh survive ker letay hain lekin month end honay say pehlay account wash kerwa letay hain to sab newbies ko pehlay risk management seekhni chaahiye taakay woh log apna ccount safe rekh sekkain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: risk management failures

              Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein Apne bahut accha question Pucha Hai Mere Khayal Mein him logo ko mhnat karne chahiye aur kam sy kam risk Lena chahiye Phir Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi accha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko kam Risk Lena chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: risk management failures

                humean dosto risk apnay account main zeada nahe lena chahy hum 1% say 2% tak maximum tak risk lena chahy us say zeada apny account chahy wo 100 usd ka ho ya 1000 usd ka ho us main risk jab bhe bharta hai to account 100 ka ya 1000 ka ya 5000 usd ka wo wash he ho jata hai or ager start say money management k mutabik trade ki jeay to pher us main app trade mini lot size k sath karein gay to pher app 100 k account ko bhe 1000 usd main convert ker sagty han jo bhe forex main knowledge our experience acha rakhta hai wo us main profit acha earn ker sagta hia risk management kerna zarori hai pher he forex main ap aik professional trader ban sagty hain koin k professional ka rule hai k 1% say zeada ka risk lena loss hona khety hain humesha risk ko manage ker k kaam kerna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: risk management failures

                  Dear asal mai bahot sari wajohat hoti hai jis ki waja se market mai banda loss karta hai aus mai se aik moeny management hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ais mai apny account k hisab se lot lagani chaye magar hum log lalch kar jaty hai aor ais market mai lot bari use karty hai jis ki waja se hum ko ais market mai loss ho jata hia agar hum ne ais market mai achy se kaam karna hai to hum ko ais mai lot apny account k hisab se use karni chaye agar hum ais mai lot choti use kary to hum ko ais mai ye dar kabi ni ho ga k humra account ais mai wash ho jaye ga kun k ais mai hamesha bari lot ki waja se account wash ho jata hai aor banda ais mai loss karta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: risk management failures

                    Hum logo ko market Mein risk nahi Lena chahiye Kyunki Hum Log Itna Ziada risk Lete Hain Hum Logon Ko Itna hi jyada nuksaan hota hai isliye Hum Logon Ko Agar acha profit Hasil Karna Hai To Phir Hum Logon Ko risk nahi Lena chahiye Hum logo ko hard work kar kar trading karne chahiye
                    Removed by Moderator.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: risk management failures

                      forex aik online business hain agar hum is mai kam karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna ho ga or hamy market ky up down ko dahk karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X