Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?
    Boss main app logoun k sath aik reality share ker rahi hoon jesa k app jantay hain k forex main news ati hain our high impact news pay professional trader ka yahi mashwara hota hai k app apni trades close rakaen lekin main to ye kahoun gee k forex main fundamental analysis us main news mean our technical analysis aik dosary ko he follow kerty hain raat jab eurusd technical aik acha set up sell ka day raha tha to us time jo news aei hai wo bhe us k muatibik aei hai our us man usd strong hoa hai our wo sell hoa hia our us say app acha profit earn ker sagty thy to app us co-ordination k barey main kai kahean gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G asslamo alaikum .ap na achi baat share ki hy .K forex main news atti to hain r expert trader ka yahe mashwra hotta hy k ham apni trade ko usi time band yani close ker dain r jaisa k ap na kaha hy k forex main fundmental analysis main news r technical analysis hi aik doesry ko zaroor follow krty hain.
    • #3 Collapse

      my trading fellow main to is baat pay believe rakhta hon k news market k trend ko change naeh ker sagti hain market technical ko over all follow kerti hai jesa k abhe ye December ka fundamental month hai to us main market news ko follow ker k technical ko fail ker rahi hain our us main to pher professional jo foreign ya pakistani teachers hain wo mana kerty hain k trading un dino main nahe kerni chahy all banks ny data close kerna hota hai market ka ajeeb he behaviour hota hia to app technical ko seikhain our market main jab bhe trade open karein usi ki base pay karein bus high impact news aa rahi hoo to us time us pair main app ki koi trade open na ho
      • #4 Collapse

        forex trading main sub se zeyda jis analsis main trading ki jati hai wo technical trading ki jati hai q k es main hmain market ko follow karna hota hai jis main aghr achi trah se analysis ko use karen tu hum boht acha proft earn kar skty hain es liye hmain apni trading main jis bhi analysis main trading ki jay tu hum achi trading kar skty hain or aghr news par trading ki jay tu os k liye hmain fundamntal analysis ko use krna hota hai q k fundamntal main hum kisi bhi molk ki siyasi or iqtsadi halat ko madhe nazr rkhty howe trading ki jati hai es liye hmain chahye k hyum jis bhi analysis main trading ki jay os main hmain loss ka factor kam se kam ho or hum acha profit eran kar skaen
        • #5 Collapse

          Dear me hamesha market ko technical base par be aur news base par be analysis karny ko importance deta hon es ki bahot si wajoohat esi hey jo key hamari trading me kamyabi ka reasons ban sakti hey, technical analysis me agar ko mistake ya ghalti ho jaye to news hamari news analyzing es kami ko koch had tak recover kar sakta hay esi tarha agar market me bad news ki waja se upset ho jaye to be hamari technical analysis hamari es mistake ko be recover kar sakti hay dono techniques ko combine karna zarori hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

            Agar Hum Log technical analysis ko istemal Karte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut fayda hota hai in ke bahut zyada benefit Hote Hain ke in ki wajah se hum Logon Ko Bahut Yaad Aata Hai Hum logo ko Kisko istemal karna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

              Agar dear baat ki jaye best ki to ais market mai her cheaz apny lehaz se best hai kun k agar ap ne sirf fundamental par kaam karna hai to aus mai bhi ap ko profit hota rehta hai aor agar ap ne ais mai sirf technical par trade karni hai to ap ko ais mai bhi profit hota hai ye sab depend karta hai k ap ais market mai kaisy kaam karty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye pata ho k ais market mai jab ap ne trade lagani ho to aus mai ap ko apni trading strategy k hisab se entry mil rahe ho to aus mai ap trade lagaye aus k ilwa ap ais market mai koi trade na lagye kun k ais mai aisy hi trade lagany ka faida ni hai ap ka stop loss zayda ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

                Technical analysis or fundamental analysis different situation ma alag alag ya same time par bhi use ho sakti hain. Technical analysis ma charts ki madad se market ki moves ko dekha jata ha jis ma charts k different patterns bantay hain, jinahain samajh kar currency ya commodity ki price movement judge ki jati ha. Jab k fundamental analysis ma financial events ka market par asar dekhtay huay trading ki jati ha. News k different impacts hotay hain, kuch news short time k liye market ko move kartay hain or kuch long time k liye, jin ko judge kar k trading ki jati ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

                  bhai apki bat sahi hai forex trading main hum analysis ko use kar k achi trading kar skty hain or mera khyal hai k trading main analysis ki choosing hum market k hisab se zayda best kar skty hain jesa k forex main sub se zayada jo analysis use hoty hain wo technical or fundamntal he hain yah ayse analysis hain jis main aghr hum acha expiernce gain arny k bad trading karen tu hmain boht acha profot milny k cahances hoty hain es liye humain technical main bhi acha profot mil jskta hai or fundamntal se bhi q k hum news ko bhi nazar andaz nahi kar skty hain apni trading main tu bahtr yahi hai k hmain jis kam main faida mily hmain wohi karna chahye dosra koi nahi karna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

                    Trading ko start karny ke liye , trading ke basics ko learning karna bohot zaroori ho jate ha. Traders ager start mai forex trading ke basics ko proper tareeqay say learning na Karin tu phir traders ko baad mai advance level ke learning mai tu bohot he ziada problem face karna parhta hai aur iss kay sath sath market ka b khas idea nai hota hai.
                    Traders ko chaiye ke woh forex trading ke learning ka start hamesha basics ke learning say Karin aur phir sath demo per trading ke practice start Karin . aur demo per trading kay doran he advance level ke learning b start kar daina chaiye. Ta kaay traders ko jab real account mai trading start karne ho tu in ke pas trading ka experience aur advance level ka knowledge dono he majood hon.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

                      Hum logo ko technical analysis ko follow Kar Ke trading karne chahiye technical analysis ka bahut hi jyada fayda hota hai technical analysis ki wajah se hum log Kafi achha profit bana sakte hain forex market mein
                      Removed by Moderator.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: News trading vs technical analysis kon kis ko follow kerta hai?

                        Mere Khayal mei to trading strategy or trading plan Mein Kuch Khaas defence nahi hota 10 Hussain aur satellite ji bhi hoti hai jo traders trading karne ke liye Bullet Hain trading karne ke liye plan bahut Jada important hai ISI Tarah citrate ji day trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab day trading current to 1 crore per trading Ka Plan Banaya usse aap acchi trading kar Sakenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X