Kia Forex business se global economy ko strong ho sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Forex business se global economy ko strong ho sakti hay?
    Forex market ki bat ho ya other financial markets ki many traders investment karty hey aur acha profit earn karny me hamesha hi kamyab hoty hey kia esy traders ki earning se all over global economy ko strong karny me help ki ja sakti hay, agar Pakistan ki bat ki jaye to bahot se Pakistani traders be expert hey kia Forex business ki earning se Pakistan country ki economy strong hony me ye traders help kar sakty hey?

    economy ko strong karny ka jawab senior expert traders hi de sakty hey agar Pakistan ki economy hamari Forex me earning se strong ho sakti hay to hamy mazeed mehnat karni ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market main trader ka he pesa jo investment kerty hain wohi movement kerta hai kabhe aik trader k pass kabhe dosarey ko profit our humean loss hota hai to humera un k pass chala jata hai but ager app k country jesay pakistan main ager successful our professional trader zeada hooon gay to pher ap us main acha profit easily earn ker pain gay our us say humery ya kisi bhe other country ki economy un traders ka pesay ya hum pesa bahir say dollar ki shakal main pakistan lain gay to humeri economy strong ho gee our hum us k leay kafi mehnat darkar hai nahe to 50 trillion her month trader money forex mian loss ker rahy hain
    • #3 Collapse

      Hum dear us maen global economy k aik sath baat nahe ker sagty haen haan hum ye khe sagtay haen k kisi aik country like USA like Pakistan ki economy strong ho sagte hy agar hum us ki learning ker k our successful traders ban k bank withdraw lain to pher he Tax pay hoom gay jes say humery country ki economy mazboot hp gee agar kisi bhe our country k traders forex maen professional hain to un ki economy bhe strong aik sath ho sagte hy but agar traders apna pesa forex main loose kerty haen to pher us say us country ki economy pay bad effects bje partay haen to dosto hum sab ko koshsh kerni chahy k forex ko achy say seikh k karean pher he forex say hum khud bhe ache earning ker pain gay our us say economy bhe Pakistan ki strong ho gee
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Forex market ki bat ho ya other financial markets ki many traders investment karty hey aur acha profit earn karny me hamesha hi kamyab hoty hey kia esy traders ki earning se all over global economy ko strong karny me help ki ja sakti hay, agar Pakistan ki bat ki jaye to bahot se Pakistani traders be expert hey kia Forex business ki earning se Pakistan country ki economy strong hony me ye traders help kar sakty hey?

        economy ko strong karny ka jawab senior expert traders hi de sakty hey agar Pakistan ki economy hamari Forex me earning se strong ho sakti hay to hamy mazeed mehnat karni ho gi.
        Ji bilkul Forex trading se Global economic cost on Kiya Ja sakta hai UK Forex trading unemployment ko control karne mein Kafi help kar raha hai aur instaforex some countries Mein facility de raha hai kya Wahan Ke Log sirf post Karke bonus Bana kar dena Investment Trading kar sakte hai Jaise poor people SBI Forex trading ke Business mein aa raha hai Oasis unemployment make me ho rahi hai aur bahut saare log employed ho raha hai aur kaam kar rahe hai Jis Se economy strongly hoti hai
        • #5 Collapse

          dear is kay bary mein to govt bta sakti ha lekin gar ap forex mein acha profit earn karty hein to wait kar kay ap market say chi earning hasil kar sakty hein is liye forex mein ap strong ho sakty hein kiyon kay forex mein global economy mein ap bohat he acha or mazboot tabhi ho paty hein jab ap kay pass experience ho or agar hammary account mein achi earning ho to pakistan mein he income hasil hogi is liye ap is mein bohat he achi earning kar sakty hein or hammary pakistan ko mazboot bna sakty hein is liye is mein market mein apka acha work he apko success dilwa sakta ha or ap jitna mazboot hoty jayen gay pakistan mein profit earn kar kay laty jayeen gay to ap profit he profit earn kar sakty hein is liye hard work to get success easy in forex
          • #6 Collapse

            g han bhai apki bat sahi hai forex trading main oht se ayse tradors hain jo daily base par boht he zaberdast earning kama rahy hain or jub aik molk main kam karny waly tradors jub wo forex se eraning gain karty hain tu so molk ki bhi economy strong ho jati hai tu aghr over all hum tradors ki income ki list ban akr dekh len tu hmain andaza ho jay ga k pori duniya ki econmy strong ho rahi hai forex main tading kar k es liye hmain apny apny molkl ki econmy ks ath pory world ki econmy ko bhi starong karna chahye or mera hyil hai k forex koa ghr hum aik trha se ayse use karen k har member he es main trading karen tu pori duniya maina ik zabrdast inklab ho skta hai apki trading se or pver all he econmy strong ho skti hai apki trading se
            • #7 Collapse

              Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to aik din mai trillion $ k hisab se kaam ho raha hota hai ais mai agar ap dekhy to ais mai bahot zayda paisa hai magar ais market mai kaam karny k liay ap ko experince hona chaye agar ap ne ais market mai acha kaam kar lia to ap ko ais market mai atna zayda profit ho sakta hai k ap ais mai aik hi din mai kafi zayda profit bana sakty hai kun k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai ye faida hai k ap ais se jab bhi withdraw ley to apny country k bank mai paisa mangwaye ais se faida ye hota hai k ap ko jab bhi withdraw mily ga $ mai aye ga jis se ap k country ki economy strong ho jati hai aor ap k mulk ko ais ka faida hota hai.
              • #8 Collapse

                g han forex trading jitni popular or satrong bsuiness hai jis main hum apni trading kar k apny molk ki econmy ko kafi had tak strong kar skty hain q k jub har molk main yah business aghr sub kary tu hum over all he har molk ki econmy ko satrong kar skty hain es ka yahi mtlab hota hai k os molk ki berozgari he khtm ho jati hai qk jub tak ap apni trading se earning nahi lety hain tab tak hum apny molk ki econmy strong nahi kar skty hain aik tu apni trading main hard work karen ta k ap eraning ahsil kars kaen or dosra har trador ka yah farz hai k ap apny ird gird logon ko bhi motiwate karen k wo bhi forex ko join karen aik mok main jitny tradors kam karengy otna he faida ho ga os molk ki econmy ko satrong hony main help mily gi
                • #9 Collapse

                  is main koe shak aur shoby wali baat he ni hay kay forex business say global economy kafi ziada had tak strong hoti hay. kiyun kay forex trading main dunya ke powerful taqreeban tmam countries hissa leti hain aur un kay traders jitna bhi profit kamaty hain us ka fayda foreign exchange ke surat main un kay countries ko he mosool hota hay.aur is tarah say sab khushhaal hoty hain.agar tmam countries ky hukmaran is baat ka promise kar lain kay dunya say ghurbat khtam karni hay to forex trading jaisy shandar business ke badolat ye sab kuch mumkin banaya ja sakta hay aur dunya say ghurbat kay khatmy ka khawb sharminda.e.tabeer ho sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    As-salamu alaykum Bhai Jaan aap ne bahut acchi baat ki hai agar Hum Log Is Tarah Se trading Karte Hain To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log ka future plan bana sakte hai mai aap ki baat se bilkul agri karta hoon Hum logo ko Usi Tarah Se trading Karni Chahiye Pyar Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Asalam o alikum brother ny bilkal tek kaha ha forex trading main hum ache earning kar k apny or apni family ki help k sath sath hum apni country ki economy ko bi support karty han
                      Hum log jtni earning kar rehe hoty han is ka direct profit humari government ko bi ho raha hota ha is ley friends humy trading seek k karni chae ha ta k humy Jo profit milna ha wo to mily ga or humari government ki economy bi behtar hoti jay he
                      Is ley dear humy trading main knowledge or experience hasil karna chae ha or is k baad trading start karni chae han ta k humy maximum profit ho loss na ho
                      Dear friends Mara maswara ha sab friends ko please please pehly ache tahra forex trading ko seeken samjny us k baad forex trading main real account main trading start karny jab tak ap forex trading ko samj ni jaty han tab tak trading na karny
                      • #12 Collapse

                        Yeh Apne Ek acchi baat Humse discuss Ki Hai Jab Hum economic cost of karna chahte hain Thomas seniors ke sabse Pehle experts ko watch kar lena chahiye ke Pakistan ki economic Kaise chal rahi hai Jab Pakistan me investment Aayegi Log Yahan Par Accha kaam Karenge to Yahan Par Pakistan ki definitely economics strong Hogi Aur Hum yahan se bahut jyada confidence ke sath kaam kar sakte hai Jaise Jaise Hamare Yahan Par confidence increase Ho Jayega kam karne ke liye interest paper Zyada increase Ho Jayega isliye Jitna ho sake Hum Aise Mein Kaam ko easy method ke sath karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia Forex business se global economy ko strong ho sakti hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Forex market ki bat ho ya other financial markets ki many traders investment karty hey aur acha profit earn karny me hamesha hi kamyab hoty hey kia esy traders ki earning se all over global economy ko strong karny me help ki ja sakti hay, agar Pakistan ki bat ki jaye to bahot se Pakistani traders be expert hey kia Forex business ki earning se Pakistan country ki economy strong hony me ye traders help kar sakty hey?

                          economy ko strong karny ka jawab senior expert traders hi de sakty hey agar Pakistan ki economy hamari Forex me earning se strong ho sakti hay to hamy mazeed mehnat karni ho gi.
                          Yeh Mere Samne forex market se Global economic position ko bahut hi jyada stronge Kiya Ja sakta hai iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log iski madad se Kafi acha proper bana sakte hain
                          Removed by Moderator.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia Forex business se global economy ko strong ho sakti hay?

                            forex market ki bat ho ya different monetary markets ki many investors investment karty hey aur acha earnings earn karny me hamesha hello kamyab hoty hey kia esy buyers ki earning se throughout international financial system ko strong karny me assist ki ja sakti hay, agar Pakistan ki bat ki jaye to bahot se Pakistani investors be expert whats up kia forex enterprise ki incomes se Pakistan united states of america ki financial system strong hony me ye traders help kar sakty hi there?

                            financial system ko strong karny ka jawab senior professional buyers hello de sakty hello agar Pakistan ki economic system hamari forex me earning se strong ho sakti hay to hamy mazeed mehnat karni ho gi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X