Jaiza: Stop loss koin zarori hai our us ki kitnay pips pay hona cahhy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Stop loss koin zarori hai our us ki kitnay pips pay hona cahhy?
    Dear members aksar main nay ye question diekha hai bar bar aa raha hai our us barey main app bhe experience share kerna main apna knowledge our experience k mutabik app ko explain kerta hono
    1 stop loss iak to app ki investment pay depend ker raha hota hai mean app apny account pay kitna risk lay sagty hian
    2 Second ye app k time frame pay depend ker raha hota hai M15 main stop loss 15 say 25 pips ho ga our H4 main 70 to 90 pips our daily pay ap ka 120 pips bhe ho sagta hai
    main important app ko main formula share kerta hon app ka stop loss our take profit risk reward ratio k mutabik hota hia mean app nay ager 20 pips stop loss rakhna hai to phr app ko take profit 40 pips rakhna ho ga koin k ager 10 main say 6 trades profit main hoti hain to 4 loss ki jo hoon wo bhe un main recover hoo jain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Stop loss ki importance ka knowledge hamy tab hi ho sakta hay jab proper trading me hamy loss ho raha hota hay to es ko stop karny key ley es order ko ham use karny se hamehsa ki trading me loss se apny account ko bacha lety hey Stop loss ki important new traders aur sath me senior traders dono key ley hi same opportunities deta hay, money management aur risk management trading me without stop loss order key nahi ho sakty market me risk ko manage be traders stop loss orders se hi kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      haan jee stop loss ki forex maen humerey leay boht importance hai humean us ko proper use krena chahy hum tab tak stop loss use nahe kerian tab tak humera account kisi bhe trade main full risk pay ho ga stop loss ka istimaal time frame pay depend he hai koink main to short and long dono trade leti hoon agaer main scalping trade looon to pher main stop loss use he nahe kerti hoon our ager main long trade weekly ya daily pay krti hoon to pher sl 80 to 120 pips hoti hai our short term trade main mra sl 30 to 60 pips intraday trade main hota hia our main take profit our stop loss dono he apni her trade main use kerti hoon meri advice hai k koi bhe un expected move app ka account wash ker sagte hai so app ko sl must her trade main lagani chahy
      • #4 Collapse

        Asslam o aliakum dear forex forum members . i hope you will be good. Bhai jaisa k ap k sawaal k mutaabik k stop loss q zaroori hota hy.? To friends main apko btara hoon k ya stop loss trading main kio zaroori hota hy. Kio k friends har wo trader jo achi trade krta hy wo apny methode k mutaabik hi trade lgata hy. Aour ya ap k oopar hi depend karta hy. K ap log kitna zyada ya phir kitna kam loss ko bardasht kar skty hain. Ya to tradr main bahot zaroori matllab k bahot laazmi samjha jata hy. Hamain ya acha khasaa lga kar aik acha r baraa proffit earn karna chaheye . thanks
        • #5 Collapse

          Ya bhot zeada zarrli hota hy kio k sinmy phr ham zeada bry loss sy bch jatyhy chota sa hi loss hita hy our ya pips dykh kr nai balky sprt restance dykh k lgany chiya hamati trade pr ya demnd krta hy k who kaha sy lgi hoi hy phr us hesab sy ham ko ya lgana chiya
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
            Dear members aksar main nay ye question diekha hai bar bar aa raha hai our us barey main app bhe experience share kerna main apna knowledge our experience k mutabik app ko explain kerta hono
            1 stop loss iak to app ki investment pay depend ker raha hota hai mean app apny account pay kitna risk lay sagty hian
            2 Second ye app k time frame pay depend ker raha hota hai M15 main stop loss 15 say 25 pips ho ga our H4 main 70 to 90 pips our daily pay ap ka 120 pips bhe ho sagta hai
            main important app ko main formula share kerta hon app ka stop loss our take profit risk reward ratio k mutabik hota hia mean app nay ager 20 pips stop loss rakhna hai to phr app ko take profit 40 pips rakhna ho ga koin k ager 10 main say 6 trades profit main hoti hain to 4 loss ki jo hoon wo bhe un main recover hoo jain
            Trading Mein stop loss bahut jyada important Hota Hai Hame trading karte huye Hamesha stop loss use karna chahiye aur Star Plus Hamesha Apne capital ke hisab se hi Lagana chahiye Jab Bhi trade kare so small stop loss lagakar Kabhi B trade Na Kare Kyunki Agar Hum smallville stop loss lagayenge to go jaldi se Hit Ho Jayega aur Tha Main lost se jaldi hokar Hamari trade Bhi Karte Ho Jayegi stop loss use karne se Hamara account kabhi bhi wash nahi hoga aur Hamare trade small loss Mein Hi karte ho jayegi
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
              Dear members aksar main nay ye question diekha hai bar bar aa raha hai our us barey main app bhe experience share kerna main apna knowledge our experience k mutabik app ko explain kerta hono
              1 stop loss iak to app ki investment pay depend ker raha hota hai mean app apny account pay kitna risk lay sagty hian
              2 Second ye app k time frame pay depend ker raha hota hai M15 main stop loss 15 say 25 pips ho ga our H4 main 70 to 90 pips our daily pay ap ka 120 pips bhe ho sagta hai
              main important app ko main formula share kerta hon app ka stop loss our take profit risk reward ratio k mutabik hota hia mean app nay ager 20 pips stop loss rakhna hai to phr app ko take profit 40 pips rakhna ho ga koin k ager 10 main say 6 trades profit main hoti hain to 4 loss ki jo hoon wo bhe un main recover hoo jain
              trading vs stop loss bahut jyada important Hota Hai Hame trading Karte Hai Hamesha stop loss use karna chahiye aur Star Plus Hamesha Apne capital ke hisab se hi Lagana chahiye Jab We trade kare so small stop loss lagakar Kabhi B trade Na Kare Kyunki Agar Hum smallville stop loss lagayenge Toba jaldi se Hit Ho Jayega aur Hume loss jaldi Hoga Hamari trade Bhi Karte Ho Jayegi stop loss use karne se Hamara account Habibi wash nahi hoga aur Hamare tradesman loss nahi karte ho jayegi
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                forex trading main stop loss ki boht ahmiyat hai q k trading main stop loss lgaty hain tu hum apni trading main risk ko kafi had tak mange kar skty hain q k stop loss sub se pahly tu hmain trdaing main stop loss ko set karty hain tu hum aik trah se trading main loss ko lock kar dety hain or es k ilwa hmain apni trading main loss hony se account bhi wsah nahi hota hai trading main stop loss or take profit ko lazmi set krna chahye ta k hum apni rading main money mangmnt k sath trading ko kar skty hain jis ka hmain faida he ota hai or aghr yah bat ki jay k stop loss kitny pips tak lena chahye tu main percentage k hisab se kahunga k hmain apni trading main stop loss ko 30 % tak set krna chahye ta k hmain loss k bad hum osko achi trah se recover kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Stop loss boht zarori hay. ager koe trader chahta hay kay wo forex main kamayab ho jay to hamesha stop loss use karen. stop loss use kernay say us ka account kabi wash nahi ho ga wo kabi bhi trading say bahir nahi ho ga. aur na hi kabi us ka account wash ho ga. jab wo market main ho ga to kabi na kabi wo zaror kamayab ho jay ga. stop loss ki value us trader ki strategy say pata chalta hay jis kay teht wo trading ker raha hota. jab ap apni riks ki amount set ker letay ho to per lot risk aur stop loss say aik pip ki value naklti hay jis say lot size set kia jata hay. que kay stop loss aur risk ki value kay ilawa lot size sahi set nahi ho ga.
                  • #10 Collapse

                    jee dear aap nay theek kaha hai stop loss basic thing hai trade ky liye aor her trader ko ais ko use karna hoota hia aor stop loss ko select karty hooee aik trade ko boht see chezain dekhna hooti hai balance kitna hai aor phir us py risk kitan liya hooaa hai ua ky lot size kiya hia aor ais ky ilawa kis time frame main wo trade kar raha hia ye sari cheezain deekhien aor phir us hisaab sy apna stop loss select kiya jata hia aik he methode her lot size py nahin use kiya jata ye deekhna parta hia ky aap long term trade kar rahe hai ya ky short term likin aik ratio zaroo stop loss ki rakhe ja sakty hai profit margin double rakhien ya 1 . 3 ki ratio sy apna stop loss select karien likin stop loss ko set zaroor karna chahyee
                    • #11 Collapse

                      G Han Dear Apne Thek Kahan Dono Key Barey Me Stop Loss And Pips Ke Barey Me.
                      Me Sajmhta Hun Ke Stop Loss Bohat Zarrori Hy Aur Aik Bohat Hy Acha Tool Hy Hame Apne Order Par Stop Loss Lagane Sey Risk And Un Expected Ya Huge Loss Se Bach Jate Hain Market Against Bhi Jati Hy Tou Hamary Set Kiye Stop Ke Mutabiq Hee Hamey Loss Hota Hy 100, 200, 50,20 Pips Jo Ham Ne Set Kia Hota Hy. Use Risk And Unexpected Condition And Account Wash Ka Dar Nai Hotaa.
                      Pips Ki Baat Karein Tou Pips Meri Naza Me Account Balance And User Ki Bardash Pe Depend Karte Hy Ke Wo Kitna Risk Le Ska Hy Us Hissab Se Wo Normally I Think 80 Se 150 Pips Hy.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        stop loss is liye zaruri hay kay agar market hamari lagayee hoe trade kay mukhalif simat main chali jay to hamara sary ka sara balance zaya na ho aur hamara account wash hony say bach jay. aur us makhsoos point pay jahan ham ny stop loss lagaya hoa hay jab market pohnchy to hamari trade close ho jay.ya agar ham farz karen trade laga kar trading terminal par ni beth sakty aur kahin kam kay silsily main chaly jaty hain to jab market negative side pay move karti hay to kam az kam us point par ja kar hamari trade close ho jay ge jahan par stop loss laga hoa ho ga. stop loss mery khyal main to amooman 30 pips ka lagana chahye.kiyun kay is trah say account loss hony kay bawajood bhi achi tarah say manage ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Dear jaha tak baat hai stop loss ki to ais mai ye hai k ap ne jo trading strategy banai hoti hai aus k hisab se ap ne ais mai stop loss lagana hota hai agar ap ne ais mai long term par kaam karna hai to aus mai ap ka stop loss bhi zayda hota hai aor take profit bhi zayda hota hai ais mai ap time frame k hisab se trade lagaty hai to aus k hisab se hi ap ka stop loss ban raha hota hai aor aus k hisab se agar ap risk reward ratio use kary to aus mai ap ka stop loss jitna banta hai aus k hisab se ap ka take profit double ho jata hai jaisy agar ap ki trading strategy k hisab se stop loss 50 pips ban raha ho to aus mai ap ka take profit 100 pips hona chaye ya ais se bhi zayda hona chaye tab ja k ap ko ais mai faida hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading m stop loss lazmi use karny ye ap ko trading ziada loss sy save rakhta ha ap is ko apni investment or apny analysis ki bunyad pe rakh sakty han ziada ya kam ap ki apni setting ha
                            Stop loss sy ap ko trading m big loss sy save karta ha jasa k ap agr bagar stop loss k trading kar rehe han to wo ap ka sara balance uhtra sakta ha or ap ka account wash kar sakta ha
                            Jab k ap jab stop loss laga lan gy to wo loss fix ho jata ha aik limit lag jati ha us sy ziada ni ho ga is sy ap ka account wash ni ho ga or trading main successful ho saken gy easily
                            Stop loss ka maqsad ha ap ko loss na ho or ap acha profit hasil kar saken stop loss analysis k baad lagana chae ha jahan ap ka analysis keh rehe hon k yahan sy upar ya nechy market ni jay ge wahan pe ap stop loss laga lan ta k loss na ho or ap successful ho saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agar Hum Log stop loss and take profit istemaal Karte Hai To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum logo ko bahut hi kamyabi Milti Hai Yeh Hum logo ko nuksaan se bajate hain aur hum logo ko badlo se Bieber Chahte Hain is Dono Ko Hum logo ko istemal karna chahiye 1 Hamara account wash ho sakta hai aur hum Logo Ko Kuch Bhi Nahi bachega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X