Lot size kis bunyaad py rakhna chahy???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot size kis bunyaad py rakhna chahy???

    Dear friend lots size sirf or sirf apny account k mutabiq open karny jtna account balance ho usi hessab sy trade open karny ta k ap ka account bi safe or ap ko ziada loss bi na ho ap ache earning bi kar sakeny gy
    Account balance ap agr 100 dollars ha to ap ko chae ha 0.03 sy ziada trade open na karny main aik time main aik pair main 0.01 ki lots lagany or aik time main different 3 pairs main trade open karny is sy risk bi both kam ho ga or agr aik he pair main 0.03 lagany gy to tab bi risk ziada ho ga or loss ho sakta ha is ley risk ko manage karny or small lots size sy ache trading karny ta k humy ziada sy ziada acha profit ho or hum forex trading main kamyab hon forex trading main kabi bi over trading na karny warna ap ko ziada loss ho sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot size kis bunyaad py rakhna chahy???

      Lot size ya trade volume traders kay liye aik paicheeda maamla raha hai. Traders. 01 pay bhi account wash kerwa laitay hain aur kabhi. 10 pay bhi bohat acha profit hojata hai. Ab ye 2 alag alag batain hain Jin ka traders ko samajh mai na Ana unkay liye bohat tension ka baaes hota hai. Account balances ko jab tak traders nahi samajhtay uss waqt tak iss Tarah kay problem atey hain. Real trading account mai trading kertay huay 3 cheezain nazar mai rakhnay say lot size ki selection asaan ho jaati hai. Sub say pehlay account balance hota hai jo total amount hoti hai. Uss kay baad equity hoti hai jo leverage ki buniyaad pay broker ki taraf say settled portion of main balance hota hai. 3rd sub say important free margin hota hai jo Adak mai trade kay lot size aur spread kay saath saath consume hota hai. Koi bhi trade open kernay say pehlay uss ka spread trader ko Pata Hona chaiye tab he trader ko lot size ki setting mai asaani rehti hai. Lot size hamesha balance kay free portion ya free margin aur spread ko daikhay kay baad select kia Jana he trader kay faiday mai rehta hai

      اب آن لائن

      Working...
      X