Jaiza: Follow only one technique at a time.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear main ap ki bat say agree karta hon ka humy trading main bagher technique ka trading nai karni chahaiy kamyab trader apni uss technique ko follow karta hai jas say uss profit ho rah ho agher ap ko ak trading strategy ya technique say ap kamybi say trading kar rahy ho to aur kasi technique ko use na hi kary to asch hai bad dafa jab ap news strategy use karty hai to ko ya canfrom nai hota ka as say ap ko koi fyda bai ho ga ka nai as lay agher kasi kasm ki koi strategy use karna bai chahty hai to ap demo accoint pay use kary aur jab ap ko as ka bary main hukaml yaken ho jay ka as say ap ko koi loss nai ho ga to pher as ko apny real account pay use kary as trah ap ki strategy bai chak ho jay gi aur ap ka account bai safe rahy ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ap nay bikul thek aur informative bat ki hay boht say trader kabi aik aur kabi dosri technique azmatay rehtay hain. Ye aik boht wrong idea hota hay. koe aik technique ko len aur us ko demo per kam say kam 100 say zyada trade laga kay check karen kay kia is ka result ap kay target result say milta hay ya nahi ager nahi milta to us ko mazeed acha karen ya us technique ko change ker den aur phir dobara demo per practice ker kay 2nd technique ko bhi test kar len. aur us technique ko apnay liye choose karen jo ap ki apni tawaka per pora utray. Testing kay bad hi tested technique ko live account per apply kia jaye.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Follow only one technique at a time.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
        Brothers trading start kernay say pehlay sab say zaroori hay kay aap iss ko seekhain ab ager aap apni saari zindagi bhi learning main laga dain to forex ko completely nahin seekh sektay to aap iss ki learning kay liye aik best technique choose kerain uss ko achay say seekhain or practice kay baad real per apply kerain jab aap us main expert ho jaaein to aap new technique seekhain lekin forex main aisa kabhi nahin kerna chaahiye kay 2 techhniques at a time apply kerain iss tarah aap ko profit to nahin hoga albata heavy loss ho sakta hay to at a time aik hi trick comlpletely follow kerain or mixture nah bannain.
        Agar Hum Log ek time mein sirf ek hi technique ko follow Karte Hai To iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko ek time mein sirf ek hi tech Nahi Koi istemal karna chahiye
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Follow only one technique at a time.

          Hamesha 1 hi technique nahi use ki ja sakti. Preferably 1 waqt mein 1 strategy ka use sahi ha magar volatile market mein 1 technique sahi kam nahi karti. For example, technical analysis mein agar 1 hi indicator use kiya jaye, to accurate data nahi milta. Agar news aa rahi ha to phir fundamental analysis hi kafi hoti ha. Trading kay doran expert traders ka nukta e nazar bhi dekhna hota ha kay wo market ko kahan dekh rahay hain. Expert traders ki strategy kay sath apni strategy compare kar kay market ki wazeh situation mil sakti ha.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Follow only one technique at a time.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
            Brothers trading start kernay say pehlay sab say zaroori hay kay aap iss ko seekhain ab ager aap apni saari zindagi bhi learning main laga dain to forex ko completely nahin seekh sektay to aap iss ki learning kay liye aik best technique choose kerain uss ko achay say seekhain or practice kay baad real per apply kerain jab aap us main expert ho jaaein to aap new technique seekhain lekin forex main aisa kabhi nahin kerna chaahiye kay 2 techhniques at a time apply kerain iss tarah aap ko profit to nahin hoga albata heavy loss ho sakta hay to at a time aik hi trick comlpletely follow kerain or mixture nah bannain.
            Assalamualaikum bilkul bhai main aap ki baat se Safar Karti Hoon aapne bilkul theek kaha ke Hame Ek Waqt Mein Ek Hi technique use Karni chahiye Agar Hum Ek Hai Waqt Mein Do Ya tin techniques small Karenge toh Woh Kisi bhi Surat Mein Hame mophet nahi dega Kyonki Ek technique Kisi Aur Tarah Ki hoti hai dusri technique Polytechnic se ek cheez hoti hai aur Teesri technique Dono techniques se change hoty hai Jiski wajah se Hame profit Nahi balke loss ka Samna karna padta hai isliye Hum Sab Ko chahiye ke Ek Waqt Mein Ek Hi technique use karne ki technique use karne ke bahut Sare fayde hain aur sabse bada benefit Yeh Hota Hai ke hum confident Hote Hain aur Teen techniques at a time use karne ka sabse bada disadvantage Yeh Hota Hai ke hum confuse Hote Hain Shukriya
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Follow only one technique at a time.

              Brothers trading start kernay say pehlay sab say zaroori hay kay aap iss ko seekhain ab ager aap apni saari zindagi bhi mastering important laga dain to foreign exchange ko absolutely nahin seekh sektay to aap iss ki learning kay liye aik nice technique pick out kerain u.s.a.ko achay say seekhain or exercise kay baad real consistent with apply kerain jab aap us major professional ho jaaein to aap new technique seekhain lekin forex essential aisa kabhi nahin kerna chaahiye kay 2 techhniques at a time practice kerain iss tarah aap ko income to nahin hoga albata heavy loss ho sakta hay to at a time aik hi trick comlpletely comply with kerain or aggregate nah bannain.

              اب آن لائن

              Working...
              X