Re: Newbies key ley short term trading behtar hay ya long term?
Newbies kay liye currencies mai small lots kay saath short term trading strategies theek rehti hai. Forex mai short term trading ya scalping aik aur cheez hai aur new Traders ko jiss short time trading ka mashwara Dia Jata hai woh kuch aur cheez hai. Traders ko mashwara daitay huay clear zarur ker laina chaiye. New bies ko chaiye trading terminal pay time frame ziada time ka set kia karain jo kay Kamm say Kamm bhi M30 hona chaiye. Uss kay trading kay liye currencies kay pairs ko select kerna chaiye aur lot size bhi average mai he rakhna chaiye uss kay baad small profits kay saath apni trades ko close kertay rehna chaiye iss tarah jab baar baar trade open karengay aur close karengay tou experience aur skills bohat improve ho jaen gay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим