Jaiza: most common trading approaches kia hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: most common trading approaches kia hey
    Most common trading approaches ka newbies ko knowledge hona bahot zarori hay ham esi ka jaiza lety hey.

    1. Rang trading: Rang trading ko time honored (wakt ki ezaat) trading method be kaha jata hay, jes me time ko bahot ehmeyat di jati hay, buying orders market key lowest point par aur selling orders market key highest point par place hoty hey.

    2. Day trading: Day trading ki information be common approach me se 1 hay jes me trading ki limit 1 day ki market analyzing par hoti hay aur trades ki time limit be 1 day ki honi zarori hoti hay.

    3. Swing trading: Swing trading esi trading approach hay jo key scalping trading key ley best samji jati hay, market ki daily swing position scalping trading key ley best hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bilkul trading approaches ka knowledge mery jesy kam experience waly traders key ley bahot hi zarori hay, rang trading aur swing trading ko me sab se best approaches samjta hon es ki waja ye hay key rang trading bahot hi easy hay aur es strategy se hamy acha profit kam se kam risk le kar hasil ho sakta hay aur agar swing trading ki bat ki jaye to esy traders jo key risk le sath hey aur jen ka big capital ho to esy trader swing trading me scalping trading strategy se acha faida leny me kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      most common trading approaches
      1. basic knowledge aor experience
      apky pas trading ka basic knowledge aor experience ho ga to je ap koi bhi trading approach apply kr sko gay apko knowledge ky bad he demo practice bhi krni aa skti hai
      2. market ka analysis
      fundamental and technical analysis

      market ka analysis krna bahot zarori hai technical analysis ky leay chart ka smjhna indicators aor oscillators ka istemal krna zarori hai
      jub ky fundamental analysis ky leay apko economic calendar ka istemal zaroori hai
      3. strategy and planning
      analysis ky bad apko market ma trading planning krni chye buy krna hai ya sell krna hai kon si strategy use krni hai
      account management
      is ky bad apko apny account ko manage krna chye stoploss take profit lgana chye support aor resistance ky hisab sy
      • #4 Collapse

        humery pass most trading approches ye teen hain koin k market un three main he move kerti hai but forex market k baerey main ye kaha jata hai k ye 80% time us k pairs range kerty hain to hmean us main tab he market main enter hhona chahy ya k un pairs main trade kerni chahy jab ye trending main move ker rahy hoon pound k pairs aksar ksi na ksi up ya down trend main move kerty hain
        Bullish trend: jab bhe currency ya commodity pair up move main higher highs bana raha hoo to wo up trend main ho ga her retracement k oper app buy kren us ko sell kabhe bhe na kreian
        Bearish trend: jab bhe koi market pair lower lows bana raha hota hia to wo down trend mani hota hai our us main pher humean sell k orders k leay market swing pakarnay chahin pher he us main hum ache trades say profit ker sagty hian
        Range trading : ranging market main barey time frame k mutabik ksii bhe do support and resistance ko follow ker rahi hoti hai to us main resistance say sell our support say buy ker k ap us range k break honay tak daily profit ker sagty hian
        • #5 Collapse

          Dear no doubt ap ne boht he achi aur faida wali post ki ahi waqat boht trading ki kisamain hain es liey ap ko chaiye k es busienss mai ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga lehaza ap ko behtreen faida haisl karne k liye mazeed bethar achaur acha earn karna ho ga lehaz aap ko mehant karni ho gii aur acha enjoy karna ho ga...
          • #6 Collapse

            g han bhai apki bat shia hai or ap ny boht achi post ki hai jis main ap ny trading ki common apprach ko expalin kiya hai jis main hum achi trah se dekh ksty hain k kis kis cotegary main trading ki ja skti hain jesa k hum sub janty hain k hum apni trading main apny expiernce k hisab se trading karty hain jis main kuj trdaor apny trading main rang tradoing ko trajeh dety hain jub k kuj tador day trading karty hain es liye hmain apni trding main os appraoch main trading karni chahye jis main hum apni trdaing main acha kam kar k trdaing karen q k hari trading main har os point par hmain prfit milta hai jis main hmara expiernce acha ho osi main hmain acha profit milta hai new trador ko day trading karni chahye yah un k liye zetda prfitable hota hai
            • #7 Collapse

              mery dosto yahan hum market main trade ki baat kerty hain to pher us main humean us ko trade kerny ki currency pairs hon ya pher commodities pairs hoon us main ya to up trend main hoty hian jes ko bullish our ya pher down trend main hoty haen jes ko bearish move khety hain ya pher pairs range ker rahy hoty hain to us main app ksii bhe time kise bhe pair ko trade ker sagty hain us main bus app ko ager kisi bhe pair ka down trend milta hai mean lower lows say lower high market nay bneaya hai to pher app sell he kraien buy na karein our jab bullish trend ho to pher buy he kreain against the trend app trade lain gay to ap ko loss ho gaa
              • #8 Collapse

                Yes dear ais market mai zayda profit wala trader swing trader count hota hai magar ais mai agar ap aik trade laga lety hai to ho sakta hai k ap ko kafi din sabar karna pary tab ja k ap ka tp hit ho kun k ais mai hum ne aik swing se trade pakarni hoti hai aor aus ko close tab karna hota hai jab hum ko confrom ho raha hota hai k market ne ab yaha se wapis jana hai aus time hum agar trade close karty hai to aus mai ye faida hai k humri trades hum ko kafi zayda profit dy jati hai, aor dosry no par best traders intraday traders hai ain ki sab se achi baat ye hai k ye rat ko sari trades close kar k soty hai ais mai ye hai k hum agar ais mai kaam karty hai to ais mai hum ko select karna parta hai k hum ne ais market mai kaisy kaam karna hai aor ais mai kon se plan k sath chalna hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: most common trading approaches kia hey

                  Mere Khayal mein agar Hum Log train ke baare mein baat karte hain to hum Logon Ko iska bahut jyada fayda Hota Hai Hum logo ko train ke baare mein baat karne chahiye Phir Hum logo ko bahut fayda Hoga Aur Hum logo ko kamyabi Milegi isliye Hum logo ko trade ke baare mein hi baat kar nahi chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: most common trading approaches kia hey

                    bhai ap ny boht achi information hmary sath shre ki hai jis main ap ny trading aproches ka hmary sath share kiya hai jis main hum asani se dekh ksty hain k hmain 3 qism ki aproches milti hai jis main hmain trading karni hoti hai jis main rang trading hai day trading hai or swing trading hai tu mera khyal hai k forex main zeyda k hisab se jo trading ki jati hai wo day trading hai jis main bht se trador achi traing k bad achi income ban rahy hain es liye hmain sub he aprooches main trading karny ak knowledge hona zarori hai jis main hum apni trading ko boht achi tarah smjhny bad kar k achi eraning gain kar skty hain tu sub k bary main knowledge hona zarori hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: most common trading approaches kia hey

                      Agar Hum log swing trading karte hain uska Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai aur hum log is se Kafi achha profitable kar sakte hain usse Hum logo ko bahut fayda ho sakta hai iska bohot hi zyada fayda hota hai
                      Removed by Moderator.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X