Trading main apny analysis kernay chahin ya kisi ko follow ker sagty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main apny analysis kernay chahin ya kisi ko follow ker sagty hain?
    dear forex main main nay aj pher bad experience kia hai k main nay 2 trades lagai hain our main nay wo trades trend main lagai theen pher aik dost nay signal deaya to main nay apni trades close kr k to us k signal ko follow kai to mujhey kafi loss ho geaya to pher main nay diekha k main trades ko open rakhta to mujhey kafi acha profit ho jata.
    dosto main bar bar us ko note ker raha hoon k hum jab tak forex market main jab tak kisi ko follow karty rhety hin humean aik din to profit ho ga but 4 diin week maen loss he hota hai our ye first time nahe ho raha hia
    to meri advice hai khud technical anlaysis karen our pher usi pay trade lain kisi ko bhe follow na karein us say ap ko loss he ho ga app apna experience share kearn app us barey main kia kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex business me market analyzing agar traders khud karen gey to es se us ka market me experience developed ho ga jo key bad me us key ley bahot useful sabit ho sakta hay, Forex business me apna career banany key ley market ki analyzing jes type ki be ho, technical aur fundamental analysis traders ko expert hona chaye aur us ka experience es level ka hona zarori hay key wo jes time be trading karen to market ki har move se wo faida le saken, es key market analysis karny key ley traders ko mehnat karni ho gi.
    • #3 Collapse

      asslam o alikam ferinds main ap ki bat se agree krrta hun bohat se log esa kam krte hein hume kisi k signal py yaqeen nai krna chaiye khud market k bhre main experince hasil krna chaiye ur phr koi trade lagni chaiye aksar esa hota hai hum trading kr rhy hote hein ur kuch dost hume signal dete hein ap ne market ko sell kiya hota hai ur wo khete hein sell nai buy karo ur hum os trade ko close kr k buy krte hein dobra market sell main chali jati hai loser ho jata hai dost ki waja se is liye hume is main khud kam krna chaiye agr hume koi signal deta hai tu hume check krna chaiye k waqi ye signal thek hein ya dhoka hein agr hume forex main success hasil krni hai tu sab se phaly apne ap py itbar hona chaiye k hum forex main success hasil kr sakte hein kuch dost phaly se hi dar rhy hote hein hume forex main lose hi kew hota hai
      • #4 Collapse

        main to bhae yahi kahoun ge k us main humean ksi ko bhe follow nahe kerna chahy main to un signal providers our account manage kernay waloun k bahot khelaaf hon koin k ager un logoun ko itne forex ati hai to wo apny account open ker k us ko utha lain mean easay signal sell kernay waloun ko khud trading nahe atai hai our nahe he wo itna confidence rakhty hain k wo apny account main trade ker sagain us leay wo kisi ki money say kheelty hain our pher un k account wash ker k bhag jaty hain to humean humesha apny technical analysis k oper he trade kerni chahy kisi ko bhe follow nahe kernay chahy
        • #5 Collapse

          bhai forex trading iak yasa buisness hai jis main hum apni zat main rahty howe trading karty hain es main jo hmain fida milta hai wo bhi hmary tak hota hai or aghr loss hota hai tu osk bhi zimy dar hoty hain es liye mera khyal hai k aghr hum loss or profot khud e face karty hain tu hmain es kam ko bhi khud karna chahye jo trador apni trading main expert se help lety hain tu un ko chahye k wo aik limit tak un ki he;lp len jub tak un ko forex k bary main knowledge nahi mil jata tab tak lakem jald he apni trdaing ak khud he expiernce gain karna chahye ta k ap apni trading ko khud he mange kar k karen es se bahtr yah nahi hota hai k koi apko trdaings kgnal de q k yah risky hota hai q k har trador apko aghr guide kary ga tu wo apny account k mutabik hota hai jub k apka account mange karny k liye or setting hoti hai jis se apko loss ho jata hai tu apko apni trading khud karni chahye
          • #6 Collapse

            Dear agar traders market ko khud analysis karen gey to 1 tarha se wo future key ley apna expernice developed karny ki koshish karty hey, other kesi trader ko follow karna be some time acha profit ka result de sakty hey magar es tarha karny se ham future key ley Forex business ka expernice nahi nahi kar sakty, traders ko expernice ki development karni chaye aur market ko technical aur fundamental analysis karny key ley self base par learning karni chaye ye mehnat traders key future me achi help kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              dear trading ek world wide or ek acha business ha jo k puri duniya mein kiya jata ha is liye agar to ap isko life time ek acha work kar karna chahty hein to ap is mein kisi ko follow kr k work mat kareen q k apna khud ka experience apko life time change kr sakty ha agar ap kisi ko follow kr sirf tabhi tk work kr sakty hein jab tak ap usko follow kr sakty hein lekein agar ap k pass khud ka epxerience or knowledge hoga tabhi ap jab tak marzi or life time tak earning kr sakty hein is liye hard work k sath ap forum sy acha experience or knowledge hasil kr k apni life change kr sakty hein or rich ban sakty hein is liye kisi ko follow krny sy behtar ha k ap forex mein khud ka experience hasil kreen or then ap kamyab or acha profit earn kr sakty hein or behtar trading kr sakty hein
              • #8 Collapse

                jee haan bahi aap na boht achi apni practicallay exampal di hai aor ye aik hakeekat hai jo ky hum mai sy her trader ko face karna parta hia aor ye aik cheez hai ky hum apni ghaltion ko note karien aor jab hum apni ghaltion ko note karein to humin pata chalta hia ky humin apny analysis ki kitni zaroorat hai personal analysis py aap ko start main loss zaroor hoota hia likin ais sy aap forever market main decisions nahien lay sakty ais liye humin chahyee ky hum dosroon ky analysis ko follow karny sy door rahee dosry trader sy mashwara zaroor lain likin analysis apny he py depend karien doosroon ky analysis py depend karny sy hum khud kabi achy trader nahin ban sakty
                • #9 Collapse

                  Trading market ka experience aor knowledge sub ko hona bahot zarori hai is leay apko independent market understanding aor analysis krna chye ta ky apko market ma confidence ay aor behtr tor py trading ko experience kr sko
                  kisi ko follow krny sy ap ma kabi bhi trading confidence nhi achieve ho skta hai is business ko life time ky leay agr ap ny join krna hai ro apko is market ma self analysis krna bahot zarori hai market ko fundamental aor technical levels ky hisab sy smjhna hota hai is ma apko support aor resistance ky hisab sy he trade open krni hoti hai aor stoploss aor take profit lgana chye
                  knowledge to apko basically Pakistan Forex forum main mil jata hai keun ky agr ap kam kren gay ro automatically apko knowledge ma izafa ata jay ga
                  signals py trading krna apko waqati faida deta hai lkn apko leverage aor lot size understand aor manage krna bhi bahot zarori hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                    dear forex main main nay aj pher bad experience kia hai k main nay 2 trades lagai hain our main nay wo trades trend main lagai theen pher aik dost nay signal deaya to main nay apni trades close kr k to us k signal ko follow kai to mujhey kafi loss ho geaya to pher main nay diekha k main trades ko open rakhta to mujhey kafi acha profit ho jata.
                    dosto main bar bar us ko note ker raha hoon k hum jab tak forex market main jab tak kisi ko follow karty rhety hin humean aik din to profit ho ga but 4 diin week maen loss he hota hai our ye first time nahe ho raha hia
                    to meri advice hai khud technical anlaysis karen our pher usi pay trade lain kisi ko bhe follow na karein us say ap ko loss he ho ga app apna experience share kearn app us barey main kia kehty hain
                    Mere Haal Mein Tu Agar Hum trading karne ke liye Khud Se analysis Karenge Tobo Jyada bada hoga aur Agar Hum Kisi Ko follow Karenge to wo Itna Saha nahi hoga Kyuki Jab Hum trading hood Karenge to acchi Tarah learning bhi kar lenge aur acche tarike Se Maar Peet ko Samajh Mein Bhi lag Jayenge Jis Se Hum permanently acche traders Ban Jayenge aur achi trading Karke achha Crawford be permanently Tor pe gain kar Sakenge Is liye Khud analysis aur Khud trading Karna Jahan baithe hai
                    • #11 Collapse

                      bhai apko sub se pahly tu main kahunga k apny analyis khud karen q k ju ap apni tradng k liye khud analyse karty hain tu apko apny expiernce ko judge or test karny ka moka milta hai q k jub hum khud apni trdaing ko mange karty hain tu hmain anadza hota hai k hmain kis chez ko bahtr bnana hai or abhi kis point main hmari skills weak hai q k jub tak hum khud apny apko chek nahi karty hain tab tak hmary kam main kbhi perfection nahi ati hai or rahi bat signals par trading karny ka tu apko boht achi trah se andza ho gya hga k ap apni trading k liye kisi bhi signal par yakeen nahi kr skty hain q k signals fake hoty hain or fake ayse nahi hoty hain k apka trador dost apko galat signal deta hai ayse fake hota hai k signal deny wala apko apny account k hisab se signal deta hai jub k apk account ki psychology or hoti hai es liye apko loss ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Dear agar ap ais market mai new hai aor ap ko ais market mai kaam karna ni aata to aus mai ye hai k hum ko ais mai trade lagany k liay kisi se poch lena chyae ya kisi k signal ko follow kar lena chyae aor aus k sath sath learning karni chaye jab banda ais market ko achy se sekh jaye to aus time hum ko ais makret mai khud analysis karny chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye ais mai ye hai k ho sakta hai k kuch din loss ho jaye magar ais mai time k sath saht experince ho jata hai aor analsysi achy hoty jaty hai aor banda market mai se achi trades authata jata hai agar hum ais mai kuch achi trades laga lety hai to aus k baad confidence aa jata hai aor banda trade lagaty waqat darta ni hai aor achi trades laga leta hai.
                        • #13 Collapse

                          Assalamualaikum bhaijaan Agar Hum Logon Ko Fresh Market Mein Se Acha profit banana hai to uske liye Hum logo ko technical analysis karna chahiye Phir Hum logo ko trading Ka Pata Chalta Hai Aur Hum Log trading Karke HR trading kar sakte hai Jiska Hum logo ko fayda Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main apny analysis kernay chahin ya kisi ko follow ker sagty hain?

                            ​ Assalamualaikum Apne bahut accha Sawal kya yaar mein aapko Uske baare Apne bahut accha Sawal kya yaar mein aapko Uske baare mein address Dena Chahta Hoon ke hum logo ko Apne analyse Apne bahut accha Sawal kya yaar main aapko Uske baare mein advise Dena chahte ho ke hum logo ko Apne analyse use karne chahiye Agar Hum Logo Ko Kisi cheez ki samajh nahi aa rahi To Agar Hum Logo Ko Kisi cheez ki samajh nahi aa rahi To Phir Hum Log kisi se nahi aaya Tere Dar se help Agar Hum Logo Ko Kisi cheez ki samajh nahi aa rahi To Phir Hum Log kisi se nahi aaya Chaitrada say help me le sakte hain
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main apny analysis kernay chahin ya kisi ko follow ker sagty hain?

                              Dear asalam o alikum ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab b trading karny to pehly analysis kar lan or market k trend main trading karny or apny analysis pe trading karny dosrun ko follow na karny ho sakta ha k aik do week ap ko profit ho par next week double loss karwa da ap ko samj b ni ay ge
                              Is ley dear ap ko chae ha ap apny analysis karny ye ap us waqat kar sakeny gy jab ap k pass knowledge or experience ho ga or ap ko knowledge or experience demo account main practice sy mily ga
                              Is key dear forex trading main successful hony k ley demo account main practice karny ta k ap ko maximum knowledge or experience hasil ho or ap easily forex trading ko samj sakeny or ache earning kar sakeny

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X