Jaiza: support aur resistance key level chart pattern me price action breakout

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: support aur resistance key level chart pattern me price action breakout
    Support and resistance key level chart pattern me price action breakout ki strategy traders key ley bahot hi useful ho sakti hay aur breakout ki identification be asani se ho sakti hay, support ya resistance key level chart me pin bar aur inside bar candles market key breakout ki clear identification kar sakty hey, pin bar aur inside bar ka ye combination market reversal ya breakout ka powerful signal hota hay, pin bar bar candle key bad agar 2 inside bar down movement ya bearish candles key hon to hamy resistance key chart level se market ka clear bearish signal mil sakta hay aur ye bearish movement bahot hi zeyda long be ho sakti hay.
    Click image for larger version

Name:	insidepinbar.png
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12462442
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost humery pass forex main easy bhe trader hian or khas toor pay banks hain wo support and resistance k oper kaam kerty han us main aik simple strategy use hoti hai k appp kisi bhe pair ka support and resistance area kisi bhe barey time frame main mark ker dain mean app na ager H4 man trading kerni hai to pher app oper k do time frame diekhaen ager wo app ko sell bta rahy hain to pher ap us main sell ki trade resistance say lain lekin us k sath app ko price action signal ager mil jata hai ya app VSA trader hain to pher app ko supply and demand pay trade kerna ho ge pher he us say app acha profit easily us simple strategy k oper professional k sath trading ker k ban pian gay
    • #3 Collapse

      Market trend key breakout hony ka andaza hamy candle stick chart me pin bar aur inside bar se be ho sakta hay ye 2 esy candles hoty hey jo key market key breakout hony key signals de sakty hey aur zeyda tar pin bar aur inside bar candles support aur resistance levels key nazdeek hi banty hey aur jesy hi support ya resistance level key nazdeek pin bar show ho to es ka matlab hota hay key market ye levels long points tak break kar sakta hay, expert traders esy hi trend aur pin bar ya inside bar key wait me trades open nahi karty.
      • #4 Collapse

        Breakout strategy mein kisi trend kay starting phase mein trade mein enter hona hota ha kyun kay breakout tab hota ha jab koi strong support ya resistance break ho aur usually breakout kay baad trend change ho jata ha. Breakout se pehlay kisi specific direction, long ya short, high volume se price move karti ha aur jesay hi support ya resistance break hota ha, price breakout kay direction mein jati ha, is liye ye aik bohot important trading strategy ha kyun is mein risk bohot kam hota ha aur profit margin bohot high hota ha. Breakout ko identify karnay kay liye Head and Shoulders, Triangle aur Flag pattern bohot helpful hotay hain.
        • #5 Collapse

          yes jab bhe koi range ya koi support ya koi strong resistance break hoti hai to us k bad humean kisi bhe price action signal ka wait kernna chahy pher us say hum ager signal milnay k bad market main enter hon gay to pher hum long term us ko hold rakh k us say acha profit bhe ker pain gay our dosra jab singal candle ki shakal main mil jeay ga to pher humean confirm bhe ho jeay ga k ye real break out ya fake break out tha or humeri trade us main safe open ho gee
          • #6 Collapse

            support and resistance py breakout price action strategy yeh hoti hai ky bahot sary members ya trader sny apni postions aik level tk hold ki hoti hain market ka trend temporary pause ho jata hai keun ky high liquidity provide ho rahi hoti hai apko maloom hai ky yeh aik liquidity market hai jdr traders ka rujhan ho ga udr market move krti jay gi lkn profit loss bhi circulate kr raha hota hai
            is leay price action ma postions jub close ki jati hain aor new trades open hoti hain to market ka flow usi side ho jata hai jub market aik certain level oy hold ho ky push back ho rahi hoti hai to wo market ka strong support ya resistance point hota hai aor jub wo break out hota hai to apko maloom hai ky logo ki postions open honjati hain pending aor market ka mazeed flow strong ho jata hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Support and resistance key level chart pattern me price action breakout ki strategy traders key ley bahot hi useful ho sakti hay aur breakout ki identification be asani se ho sakti hay, support ya resistance key level chart me pin bar aur inside bar candles market key breakout ki clear identification kar sakty hey, pin bar aur inside bar ka ye combination market reversal ya breakout ka powerful signal hota hay, pin bar bar candle key bad agar 2 inside bar down movement ya bearish candles key hon to hamy resistance key chart level se market ka clear bearish signal mil sakta hay aur ye bearish movement bahot hi zeyda long be ho sakti hay.
              [ATTACH=CONFIG]5543[/ATTACH]
              Dear ap ne jo picture mai dekhya hai ais mai resistance aor support ka to pata chal ni raha hai kun k ais chart mai ap ne candles bahot bari rakhi hoi hai magar ais mai ap ne jo pattern dekhya hai ais mai ye hai k ais ko makret ne break kar k acha move kia hai aor ais mai agar banda time se entry le leta hai to ais mai acha profit ho sakta hai kun k ais k baad market ne achi moment ki hai ais mai jaisy hi confrmation candle bany to aus time hum ko ais mai trade laga deni chaye phir zayda dair wait ni karna chaye ais mai ye hai k hum agar ais mai lalach kary gay to ais mai ye ho sakta hai k confrmation candle na banye aor market apny trend mai move start kar dy aor ap ko loss ho jaye.
              • #8 Collapse

                price action support aur resistance draw kernay kay bad support aur resistance kay area main kam kerta hay. jab tak supporta aur resistance no ho only price action per trade lagana dangerous hay. is liye pehlay ap ko support aur resistance draw kerni chaye aur phirs price action kay combo pattern show kerna chahye. is trah chart zayda clear ho jay ga aur dekhnay walay ko jaldi samag bhi aye ga.
                price action sirf canled kay chart per hi q kam kerta hay. its mean kay ye knowledge pora nhi hay. MT4 main to line chart aur bar chart bhi hotay hain. to un per kon sa knowlege apply karen gay. meray khayal main knowledge wo hona chahye jo tamam charts per chahye wo line chart hon, bar chart hon, ya canlde chart hon sab per kaam karen. Ager koe price action wala tader line chart per trade kerna chahey to wo price action ka knowledge line chart per app
                Last edited by ; 25-12-2018, 09:01 AM.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Support and resistance key level chart pattern me price action breakout ki strategy traders key ley bahot hi useful ho sakti hay aur breakout ki identification be asani se ho sakti hay, support ya resistance key level chart me pin bar aur inside bar candles market key breakout ki clear identification kar sakty hey, pin bar aur inside bar ka ye combination market reversal ya breakout ka powerful signal hota hay, pin bar bar candle key bad agar 2 inside bar down movement ya bearish candles key hon to hamy resistance key chart level se market ka clear bearish signal mil sakta hay aur ye bearish movement bahot hi zeyda long be ho sakti hay.
                  [ATTACH=CONFIG]5543[/ATTACH]
                  yes brother aap nay kaafi achi information dee hay or aisi information her trader kay paas hona laazmi hay ager woh acha profit haasil kerna chahtay hain iss main simple sse baat hay kay ager misaal kay tor per bohat zyaada strong downside trend chal raha hay market main or achanak say aik pin bar banti hay to iss ka matlab hay kay trend change honay waala hay lekin aap nay uss waqt entry nahin leni balkay aap nay wait kerna hay kiun kay ager uss kay baad aik do bar down candles ban jaati hay to iss ka matlab hay kay fake pin baar thi ya pin baar breakout ho gaya hay or aisay case main down tend continue rehay gay jo kay pehlay say bhi zyaada strong ho sekta hay,
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum bhai Hum logo ko indicators? Karke trading Karni chahiye Jiske Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log ka future profit bana sakte hai indicator kis wajah se hum logo ko Forex Market Mein kamyabi Milti Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: support aur resistance key level chart pattern me price action breakout

                      ​ Assalamualaikum mai apne bahut accha Sheher Mein Uske baare mein Aata Hoon ke hum logo ko chahiye mai apne bahut achha hai main uske baare mein Aata Hoon ke hum logo ko chahiye hum log Apne kaam ko bahut hi focus ke sath bahut ifocus ke saath Kare aur apne Hum logo ko Jyada Se Jyada hard work
                      Removed by Moderator.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X