Jaiza: Forex economic calendar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex economic calendar
    Forex economic calendar

    Forex economic calendar ko es ley designed kia gia hay key traders ko different news events ki information real time me min saky es events se traders ko currency pairs par effect karny waly bahot se esy news hoty hey jes se trading key decision leny me hamy asani be hoti hay aur ham profit be earn kar sakty hey, investors key ley major economic information be hoti hay jes se wo learning be kar sakty hey aur news data be hasil kar sakty hey, traders ko kesi be event key start hony ki timing ki information be economic calendar se ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ap ki baat theek hai forex calendar different sites pay available hai our aj kal indicators bhe aa geay hain jin ko use ker k app mt4 k oper he anay wali high impact news ko diekh k trade ko manage ker sagty hain.
    Economic calendar main high our medium impact news khas important rakhti hain our jo bhe trader forex main news ko nazar andaz kerty haen wo us main kabhe bhe kamyaabi nahe ker sagty hain koin k news kisi bhe achy say achy technical set up ko fail ker diti hai to main app logoun k sath us ko screen short main bhe samjha doon gee k high impact medium our low kon c news hoti hain our us main high news say pehlay app ki trades close honi chain pher he app secure trade ker k acha profit earn ker paain gaya
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      gee bhai aap kee baat bilkull sahi hay forex trading main economic celendar bohat ziyaada important hay.FOrex main khaa tor per fundamental trader kay liye bohat zyaada imortant hay economic celendar is main aao ko aanay waalay saaray events ke details dee jaati hain jo kay forex market ko effect ker saktay hain iss main aap ko news ka previous outcome bhi dya hota hay or next waalay kee prediction bhi dee hoti hay iss kay saath saath news ka orignal output aata hay yeh celendar aap ko news kay impact key baaray main bhi bataa hay kay jo news aanay waali hay iss ka impact kya hoga or kesa hoga yeh bhi bataa hay
      • #4 Collapse

        Economic calendar

        Economic calendar main Forex se related Geo News Forex se related Geo News Aati Hai on news schedule economic calendar ke andar Diya Jata Hai jis mein economic se related all news Shamil hoti hai

        Elements of economic calendar

        1: Time
        ji Hame news ke time ko batata hai ki kis time news Aane Wali Hai Is Tarah aap news ke time kahan se easily dekh sakte hain

        2: Currency
        Yeh aapko currency ke types batata hai ki konsi type ki currency se related news Aane wali hai aur kaun se currencies par Jyada effect karegi

        3: Importance
        Yeh aapko Forex news ki volatility ke baare mein batata Hai Ke Forex news ki importance Kitni Zyada hai aur woh market ko Kitni Zyada effect kar sakti hai

        4: Event
        Yeh aapko event ke baare mein batata hai ki kis event se related news aa rahi hai history of event easily yahan se dekh sakte hey

        5: Forecast

        Yeah market ki news related to forecast data Hota Hai Uske baare mein information De Jati Hai Oriya forecast data Mein Hamare Paas number sote Hain and percentage hoti hai

        6: Previous

        Yeah previous news ke Daata ke baare mein information deta hai ki past may-june use it uska data kya tha Uske se related of information ko previous data Mein dekh sakte hain
        • #5 Collapse

          Forex economic calendar aik aisa chart hota ha, jis mein forex ki economical news ati hain. Jesa kay forex market currencies, commodities ki movement se chalti ha, aur ye movement kisi country ki economy ki condition se relate hoti ha, to jab bhi kisi major currency country ki koi economical news anay wali ho to wo pehlay se economic calendar par darj hotay hain. News kay impact 3 types kay hotay hain, High, Medium aur Low. News kay anay ka Time bhi listed hota ha. Is kay ilawa 3 option calendar kay Top par hotay hain, Previous, Consensus aur Actual Previous ka matlab last news ka data, Consensus means expected data aur actual mein real data hota ha, in 3 ki base par traders news ka impact analyse kartay hain.
          • #6 Collapse

            Economic calendar investors aur traders key ley esa platform hay jes me complete market news information include ki jati hay, Economic calendar me yearly base par events ki information traders key ley time key sath update hoti rehti hey, currencies se related market forecast data traders ko market ko analysis karny me help de sakty hey, jo be news event start ho to traders ko chaye key trades open karny key ley wo apni strategy bana len aur achi planing key sath news ko follow karna us key trades ko bahot profitable bana sakty hey.
            • #7 Collapse

              hum forex main kabhe bhe economic news ko leave ker k us forex main kabhe bhe profit nahe ker sagty hain koin k humery technical analysis wrong nhe hoty hain lekin koi bhe red news jo bhe aa rahi hoti hai us sy phelay humeri sab trades close honi chahin human forex main technical our fundamental analysis dono ko he siekhna ho ga pher he forex market main trade ker k hum us say profit bna sagty hain app ko her anay wali high our low asar rakhny wali news pay nazar rakhna ho ge ta k us time market say exit hoo hain ta k hum kisi bhe barey he nuksaan say bauch sagain
              • #8 Collapse

                Economic calendar forex trading main bahut ziyada ehtiyat ka hamil ha aur ic economic calender ki ehmiyat say koi bhi inkaar nak kr skta. Me samjhta hun k economic calender ko samjhna aur ic ka istamaal aur ic main kia kia maloomat hoti hain aik trdaer k leay jan,na bahut he ziyada zaruri ha. Economic calender men hmai pori dunia main forex k realted news events wagira miltay hain jin ka directly forex ki market pay assar hota ha. Lehaza economic calender ka sahe istmaal jb tak na ay forex ki dunia main kamyabi hasil krna mushkil ha aur blind trading say ziyada tar loss hota ha. Jitna ho skay economic calender ko samjhna chaheay aur ic main anay wali forex news aur events pay nazar rakhni chaheay ta k trading men ghalt order lganay sat bacha ja skay.
                • #9 Collapse

                  Dear Forex trading members economic calendar request option hai Jisne aapko news update daily basis pe weekly basis pay or monthly basis pe mil rahi hoti
                  apko trading ma market ma uncertainty hoti hai hundred factors hain jo market ko affect krty hain
                  economic calendar ma apko news schedule dia jata hai
                  apko is ma news ki previous history currently reading aor forcast aor next jo release hoti hai news us time ki reading btai jati hai ta ky apko market ki achi trah sy smjh aa sky aor ap market ko understand krty ho us py trading kr sken agr apko news read krni ajay to apko yahan sy pending orders sy kafi profit ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Dear ais market mai kaam karny k 2 tareeky hai aik to hum technical par kaam karty hai aus mai hum ne sirf chart ko dekh k kaam karna hota hai aor aus mai hum ko help k liay indicator use kar lety hai aor aus k sath hum kaam kar lety hai magar kuch log hai jo fundamenatal par kaam karty hai wo log sath news ko bhi dekhty hai aor kuch log hai jo news par kaam karty hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko ye pata hona chaye k kon se time par kon si news aa rahe hai aor ais mai hum ne kai karna hai aor ais news se market par kai faraq par sakta hai agar hum ne aus par trade karni hai to hum ko aus mai economic calender se pata chal jata hai k kon si news aa rahe hai aor aus ki waja se market kitni volatile ho sakti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex economic calendar

                      Agar Hum Log Forex economic calendar Ko Dekhkar trading Karte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut fayda hota hai iske sath sath Hum logo ko Apne experience ko istemal karna chahiye Hum logo ko bahut jyada fayda hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex economic calendar

                        An economic calendar (also called a forex calendar) is one which is designed to help traders and investors learn about forthcoming major economic information, such as the consumer price index, private medical insurance rates, and the nonfarm payroll. Even government reports are included.
                        Removed by Moderator.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X