For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main both c baatun ka khayal rakhna chae ha
    1. Forex trading main jab trade open karny to market ka analysis karny pehly
    2. Jis pair main trading karni ho us k analysis kar lan us k trend m trading karny
    3. Jtna ap ka account ho us hessab sy trading karny means chota account ho to choti lots use karny agr bara account ho to usi hessab sy use karny
    4. Trade open karny ya close karny main juldbazi na karny
    5. Lalach kabi na karny
    6. Stop loss or take profit ka use karny
    7. Apna account manage kar k trading karny
    8. Low risk trading karny
    9. Rat o rat ameer hony ki try na karny
    Dear in baatun pe amal kar k ap easily forex trading main successful ho sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ​ Assalamualaikum bhai Bhai Main aapko invite Bhai Main aapko invite karna chahiye Hamesha khush karna chahiye Ke Hum Uske baare mein hum hum Aur Hame chahiye market ki Har moment ko seriously le RRB ki hum trading RRB ki hum trading Kare to Hame kya profit ho sakta hai
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

        Knowledge traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab lalaj karne mein to traders ka profit and loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahi Ge trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki grade na Karen Israel ossc Agencies badh Jaate Hain
        • #19 Collapse

          Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

          dear jab b ap trading start krain tu is bat ka b khyal rahe k ap k pas internet acha lga hona chayia yeh na ho kay ap trade lagao udr ap ka net dis connect ho jaye jis ki waja se apko loss ka samna krna pray.or jb b trade krni tu full confidence se krni hai apny mind ko bilkul fresh rakhin or na tu kisi kism ka koi lalch krna hai koi achi startgy ka intikhab krain apna ek target rakin or usi target par hamsha kam krain.
          • #20 Collapse

            Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

            Forex trading kay doran bohat si baato ka dhiyaan rakhna bohat zaroori hai jis ki madad say forex trading mai kaamyabi apnay liye asaan banai jaa sakti hai.Sub say pehlay forex kay barey mai learning or knowledge bohat zaroori hai takay achi trading achay tareekay say ki jaa sakey. Forex trading mai demo account pay practise kerna bohat zaroori hai takay mt4 terminal or uss kay tools ka use pata ho or unhain sahi waqt per use kerna ata ho.Forex trading mai apnay account ko handle kerna sahi tor pay ata ho jaisay kay apna balance ,equity or margins ka pata ho takay lot size or trades open kernay ka sahi waqt or tareeka pata chal sakay.Agar inn sub points ko zehan nasheen ker kay trading ki jaey to kaamyab hua ja sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
              Salaam to fourm members. Mujhay ziyada experience nai ha trading ka so me yeh pochna chahta hun k trading k doran hmain kin kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?
              Assam Alaikum sabse Pehli Baat To Ye hai ki aap ko yeh jaroor Pata hona chahiye ki Forex trading business Duniya ke mushkil tareen business place a 1 business hai agar Hum iss Mein kamyabi Hasil karna chahte hain tu sabse Pahale Apne Andar Se laalach ko Khatam karna hoga aur apne andar Sabar Paida karna hoga Kyunki Jab aapko profit hone lagta hai aap ke andar Lala Chahta Hai Ki $10 Nahin $20 is chij ko Khatam Karke aap Forex trading business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain trade Lagane se pahle market ke proper analyse Karle aur ek accha entry point find karne ke bad apni tradeco open Karen zaroor acche earning kar Sakenge
              • #22 Collapse

                Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

                Trading k liye zarori hai k pahly ap metatrader software ko samajh lo us k bhd ap ko currencies pair ki tamam kisssam ki malomat honi chaye aur es k sath sath ap ko risk reward ratio se pori tarah agah hona zarori hai
                • #23 Collapse

                  Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

                  forex trading main trading karty waqt sub se pahly tu hmain loss se bachny ka dehan rkhna cahhye or har os factors ko avoide krna cahhye jis main hmain loss hony k chahces zyda hoty ahin tu apko aghr apni trading karni hai tu soch smjh kar karen or market ko achi trha smjh kar karenq k jub hum market ko smjh kar karty hain tab he acha profit gain kar skty hain
                  es k ilwa hmain apni trading main money mangemnt ka khas khyal rakhna chahye q k money mangemnt se apko boht se faidy milty hain jis se ap apni trading kar skty hain es liye apko chahye k ap apni trading ko risk free kar k karen or es k ilwa stop loss or take proft ko ahitiayt k sath set karen ta k apko loss na ho or ap apni trading ko achi trha profit main ly ja skaen
                  • #24 Collapse

                    Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                    Salaam to fourm members. Mujhay ziyada experience nai ha trading ka so me yeh pochna chahta hun k trading k doran hmain kin kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?
                    Dear friend forex trading main kamyab hona ha to humy forex trading ko proper time da k seekena ho ga maximum knowledge or experience hasil karna ho ga jtni ziada ho sakey to humy demo account main practice karni chae ha or us main different planning or strategy banani ho ge or in pe kam karna ho ga jtni hum mehnat karny gy practice karny gy to humy utna he profit ho ga is ley humy ziada sy ziada mehnat karni chae ha or ziada sy ziada behtar trading karni chae ha jtni ziada mehnat karny gy utny he kamyab hon gy forex trading main jab bi trading karny to proper stop loss or take profit istamal karny or or proper money management or risk management sy trading karny ta k humara account bi safe ho or hum ache trading kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny
                    • #25 Collapse

                      Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

                      forex trading main trade karty hoay ap ko sb sy pehly order lgany sya pehly ye dekhna chahey ky jiss par ap order lga rahy hain kia a nay us ky achi tara say analysis bhi kieay hain kyon ky ziada tar log bgair loic ky order laga daity hain jiss ky bad loss ho jata hai pehly apne analysis karain uss ky bad uss ka stop loss aur take profit lgain aur jiss trade ka ziada stop loss ho uss ko trade ko leave kar daina he behter hota ha kyon ky ager wo stop loss hit ho gea tu ap ko ziada loss ho skata ahi jiss ki waja say ap ko wo trade he leave kar daini chaheay aur dosri bat jiss chez ka ap ko khyal rakhna chheay wo ha money mangment order laity wakt ap ko chahy jitna bhi confidence ho tu apni trade main kabhi rules ky khilaf trade na lgain yehi suiccess hony ky lea ap ko help karain aur kabhi forex main short cut na apply na karain.
                      • #26 Collapse

                        Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

                        trading ky doran ap ko forex rules ka khyal rakhna chaheay sb sy pehly ap ka ju plan hai uss ko samney note pad main likh kar rakhain ky aj ka ap ka target kia hai aur uss ky bad ap nay market main kitna risk laina hai aur kitna reward laina ha achi tara say plan kar ky samny rakhain aur kabhi bhi forex main bgair plan ky trade na karain iss say ap ko loss ho sakta hai kyon ky ager forex main ap ka koi plan nahi ha tu kehty hain ky phir ap ka fail hony ka plan hai es lea ap ko bgair plan ky kam nahi karna chahey ager ap ky pas acha experience nahi ha tab bhi ap ko yeh plan karna chaheay ky ap kisi or ko account mange ky lea da sakty hain ye sari batin ap ko plan ky tehat pehly say deside karni parti hai phir he forex main success ho ja sakta hai aur earn ho sakta hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: For trading k doran kin bato ka khayal rakhna zaruri ha?

                          Detaining Mein sabse pahle to aapke pass Achcha experience aur knowledge Hona bahut hi jaruri hai aur uske bad aapke pass Achcha balance backup phone na bahut hi jaruri hai aur FIR aap tools ko Sath rakhkar work Karen aur Khud Ke experience ko control Kar Ke HOD mein lalach Na Ho Khud Ko experience ke sath aur bagair grade ke aap is main work Karenge to aap is bahut hi acchi earning Hasil kar sakte hain aur French word what business has come your profit and kar sakta hai aur Sabse Badi Baat agar aap form ke account ke sath work kar rahe hain to aap frax mein jyada Se Jyada Rul ko follow Karen aur ek hi account ko use Karen aap isase bahut hi acchi aur kamyabi earning Hasil kar sakte hain Hamen chahie Hamen Jyada bar karna chahie aur mehnat Karni chahie
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X