Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bilkul Apke Eino Point Right Hain Dear. In 3 Ke Ilawa Mene Jo Observe Ki Hain Wo Share Karte Hun.
    1. Lack Of Experience.
    New User Trading Ki Bagair Samjhey Bagair Learn Kiye Aur Bagair Demo Wo Working Karey Direct Real Account Me In Hote Hain Trading Krte Hain Loss Hota Hy Ya Account Wash Then Wo Quit Krte Hain Aur Khete Hain Forex Me Loss Hy Profit Nai Jabke Forex And Her Business Me Loss And Profit Both Hy.
    2. Lalach And Jaldbazi.
    Sidhi Baat Hy Ke Forex Me Traders Kisi Hal Me Khush Nai Hy Aisa Mje Lgta Hy Ke Jab Usey Loss Hta Hy Tab Wo Apna Ab Par Control Nai Kar Pata Trader Us Loss Ku Buhale Ke Hosla Kho Kar Mazedd Loss Krta Hy And Jab Profit Hota Hy Jab Wo Control Nai Krpata Over Confidence Hojata Hy.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

      assalam O alaikum dotoon forex mei hmeshhaa he nuqsaan honaai ke wajhaa sbb se ziadaa yeh he rhee hai k humm apnai emotions pr controle nhee kr pataii ahaain jisss ke wajhaa se hmaain nuqsaan uthana prhtaa hai ...aur insaan ko is bussiness k liye sb se ziada yeh he zarori hai k uss k andrrr sabaar hoo.warna wo forex k is bussiness mein kabhi bhe kamyaab nhe hoo paiyaaiin gyy ..nuqsaan honai k ziada wajah lack of knowledge haaai agaar hum isko kaam ko sahee se sekhain gyy tb he hmaaain pta chlaai ga graph ko kaisay read krna hai aur hmaainn kaisey pta chlaai ka k treend kia hai aur ab buyy ya sell ke trade lgnee haaaii...is k alawa hm aisa krtai hain agaarlosss ho rhaaa to sochtaaii k trade nhe off krtaii kia pta profit mein move krnaii lg prhai pr koi bhe khass confirmation nhe hote hai isse hmara accnt wash ho jata hai yeh bhe bhht bare bewakoofi haai
      • #18 Collapse

        Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

        Forex my own logo ko loss hota hai jo log hardwork nahi karte Jo Log manate nahi karta Jo log market ko baat nahi karte Jo log experience Quest Mall nahi karte Jo log demo account practice nahi karte in Logon Ko Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

          Respected forum members forex trading aik jung ki manid hey aor is main kamyab wohi hota hey jidko hathiar istimal kerna atey hain.
          Trading main ager loss ki wajohat per debat ki jaey to post bahut hi lengthy ho jaey gi is leay main concise tareqy se bast pori kerta hon.
          1. Indicators:
          Her trader indicator use kerta hey trading main leken inka perfect use jisko ata hey wohi in se faida ley sekta hey. Indicator ki basic ko samjhna chaey phir hi inka faida hey.
          2. Market kis terhan kaam kerti hey:

          Market key working pattern ka pta hona chaey. Kis session main pair ka kia behavior hota hey usko semjhana zarori hey.
          3. Munasib waqt ka intizar:
          Her waqt bhi market trading ki favour main nhen hoti. Munasib time ka intizar kerain. Perfect entry aor exit kerain.
          4. Training:
          Forex trading main seb se jo chez ziada aser andaz hoti hey woh hey munasib training ka na hona. Different time frame main mukhtalif inficators ko istimal ker key apny liey aik fool prof strategy banain.
          5. Lack of Risk management:
          Trade lagany se phly risk ko nazer main rekhain sor usi hisab se trade lagain. Risk management na kerny ki badolat account wash hoty hain.
          6. Emotions:
          Apny emotions ko vontrol kerain aor alert mind key sath trading kerain. Emotion bhi loss ki aik reason hain.
          7. Trend key againt:
          Trend ko follow kerna zarori hey jo nhen kery. Woh loss main jaty hain.
          Ager in seb baaton ka khial rekha jaey to loss se bech sekty hain.
          • #20 Collapse

            Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

            Agar Hum Log market Mein laalach Karte Hain Tu pheria Hi Wajah Hai Hamare loss ki isliye Hum Logon Ko forex market mein laalach nahi karna chahiye Hum logo ko laalach Se Dur Rehna chahiye Agar Hum Logon Ne forex market Mein achha profit Hasil karna hai to
            Removed by Moderator.
            • #21 Collapse

              Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

              forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hamy apny ander ky lalach ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain forex pakistan mai legal ban cuka hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                forex main jo bhai bhi kaam karta hy us ko loss chund wajohat ki wajjah sy hota hy woh forex main kaam karny wala ya to forex main any sy pehly forex ka ilam hasel ni karta jo ilam us forex main kaamkarny waly ko loss sy buchny ka tariqah btae or woh forex membur loss sy buch saky ya pher is ky ilawa forex ko jowaen karny wala jub forex ky tmam qwanin ko samny ni rakhta us waqt loss ka shikar ho jata hy or is ky sath sath forex main kaam karty waqt agr koe mestik ho gae to us wajjah sy bhi loss ho sakta hy agr forex main trade karty waqt juld bazi sy kaam ly lia to tub bhi nuqsan ky chans bun jaty hain lehaza loss sy buchny ky lie in sari chizon ko samny rukh kar forex main kaam karna parhy ga agr loss sy buchna hy to warna kamyabi mushkel hy
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                  Forex trading kay start main aksar new traders ko loss hi hota hay aor un ko loss say bachnay kay liay kafi mehnat karni parti hay aor kai dafa trade main loss honay kay bad unahan loss ki wajohat ka knowledge hota hay tab ja kay woh un wajohat ko dor kartay han aor phir trading main kamyab hotay han Forex main loss ki kai wajohat han jin main say sab say bari wajah Forex ka knowledge poori taran na hona aor Forex ki learning na hona jo k dono Forex kay liay zarori han dosra traders ka Forex trading main experience na hona bhi loss ki aik wajah hay ziada profit ka lalach bhi loss ka sabab hay aksar traders apni kisi kamzori ki waja say daray howay hotay han aor bad ehtamadi un main fear paida kar deti hay jis say woh trading sahi nahen karrtay aor loss ko face karna un ka muqadar ban jata hay ziada jald bazi bhi loss ki aik wajah han aor bhi kai wajohat hon gi jo maray senior member bhi achi taran jantay hon gay jo maray knowledge main thi woh to yehi han.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                    Forex m loss ki bot c wjohat han jasa k forex new traders k liay difficult business hy is liay new traders ko sari chezon ko ly kr chlna chaiy new traders jb trade open krty han to wo juldbazi sy kam lyty han jaldi sy trade open kr lyty han dosry hi pal ya thori dar m trade wapis ho jati ha to loss ki wja sy foran close b kr lyty han jis ki waja sy unan zyada loss ho jata ha wo smjty han k ham jaldi ameer ban jain gy mgr ye in ka lalich hota hy jo loss ki wja banta hy kam knowledge b hamary loss ka sabab bnta hy q k hamy Trading k mutaliq kam knowledge hota ha or ham trade galt open kr lyty han ham market ko samj ni paty market k mutabiq ni chlty or apna loss kr bythty han forex m experience knowledge or emotions sb ko sath sath ly kr chlna hota hy tbi ham profit hasil krny m successful ho paty han
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                      Forex trading mai loss ki mukhtalif wajoohaat ho sakti hai. Mairay experience kay mutabiq market ki movement aur situation loss kay reasons ko change kerti rehti hai. Jab market mai tez movement hoti hai aur market volatile hoti hai tou jald baazi aur laalach loss ki wajah hoti hai. Forex trading mai jab account balance Kamm hota hai tou over trading aur lot size ki ghalat selection loss ki wajah hoti hai. Issi tarah jab traders ko ziada.achi trades ki wajah say ziada achay profit mill rahey hotay hain tou over confidence loss ki wajah hoti hai.

                      Forex trading aik aisa business hai jisay seekhnay kay liye traders ko poora time daina chaiye aur kabhi bhi yeh nahi samajhna chaiye kay learning aur knowledge complete kiye baghair he real trading start ki jaa sakti hai. Forex aik unlimited earning dainay wala business hai laikin uss say pehlay yeh zarur samajh laina chaiye kay iss business mai loss bhi unlimited hotay hain. Forex mai loss ko study kernay waley traders jaldi successful hojatey hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                        Dear forex treding m loss ki wjohat treding ko bagear sekhy start krna hy jb tk hmy kisi b cheez ka mukml knoliged hasil nhi ho ga hm us m kamyabi hasil nhi kr saken gy esi trha forex treding m export bnna etna asan nhi es m boht zyada hard work krna prta hy boht zyda learning demo acount py b prectis zrori hy jo log forex ko bagear sekhy start krty hen wo hi loss zyda face krty hen new member demo acount py prectis kiye bagear real acount m treading start kr dety hen jis sy loss face krna prta hy r ye hi loss ki wjohat hy k hm experience r knoliged ko incres kiy bagear treding start kr dety hen r loss hi face krty rhty hen treading sekhen r phr treding start karen.
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                          Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                          Doston Forex trading Mein loss ki bahut sari vajah Sath ho sakte hain doston is main knowledge or experience Ka Hona bahut hi jaruri hai agar aap new member Hain To aapko old members ki post ko acchi Tarah read karna chahie Taki aap Achcha knowledge gain kar sake aur acchi post kar sake aur aap accha profit Hasil kar sake doston is Mein mehnat ki bahut hi jyada jarurat hoti hai agar aap minut Nahin Karenge to aapko loss bhi ho sakta hai jo ki acchi baat nahin hai Kyunki Forex Hamari help ke liye Banai gai hai Hamen iska Ek schedule banaa Lena Chahunga doston Agar Ham use schedule ke mutabik planning Karke post Karenge To Ham Dhyan se aur mehnat se post kar Sakenge aur Hamen Achcha profit Bhi Hoga.THANKX
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                            dear friend,is markeet main kaam karnay aur isay samjhnay k liye zaruri hay k ham is main ziada say ziada practicaly main time spend karain,agar ham markeet ko samjhay baghair he is main interest laitay hain to hamko markeet main lose hoga jis say hmara bach pana bahut he mushkil aur na mumkin hay,forex markeet main agar ham har profit aur lose ko divide kartay huvay agay barhatay hain to ham aik propper aur professional traders k tour pay kaam karnay walay sabit hongay jis say hamko kam say kam lose hoga aur hamko markeet ki achi samjh ki wajha say lose say bhi chutkara milta jayega.
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                              Forex trading Mein loss hone ke Boss audition so sakte hain Forex trading Mein traders ball loss is vajah se bhi hota hai ki vah Bina soche samjhe aur Bina market ko analyse ke trading karne lag Jaate Hain Iske alava Jab traders bahut jyada profit banane ki lalach Karte Hain To tab bhi unko nuksan hota hai traders Ko lalach Nahin Karna chahie Hamesha reasonable profit banane ki koshish Karni chahie Jab lalach Karte Hain To nuksan Jyada Hota Hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                                Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                                Ji han doston aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki is form per Hamen mehnat ki jarurat hai Ham Jitna Achcha knowledge or experience share Karenge aur fresh mind ke sath Yahan per kam Karenge to main utna hi Achcha knowledge bhi Hasil Hoga aur accha profit bhi Hasil Hoga aur doston ISI ke sath Achcha bonus bhi Hasil kar Sakenge doston Yahan per kam Karke loose hone Ki Sabse Badi waja ye hai ki Ham Apna Kam imandari aur mehnat se nahin kar rahe hain doston Jab Ham active hokar is form per Kam Nahin Karte Hain To Hamen loss ka Samna karna padta hai aur doston isi ke sath Hamare Sath A pass Achcha knowledge or experience bhi Hona chahiye doston Hamen Chahe ke old member se knowledge or experience gain Karen Kyunki unke knowledge or experience ko gain karke hi Ham Loss se bch sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain.THANKX

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X