Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jab tak dear app k pass forex main us ka proper knowledge our demo experience nahe ho ga ga tab tak us main trader apni personal money ho ya bonus ho wo us ka loss kerty rahean gay koin k forex diekhnay main asaaan hain lekin aik baat clear ker doon ye world ka mushkil business hai jes ko app iak week ki learning say ya aik month ki learning our practice say nahe seikh sagty hain ap ko dialy us ko 8 say 10 hours practice our learning main dina hooon gay pher he ap un traders main tab he shamil hoon gay jab app forex ko time dain gay our pher he return main ye ap ko acha profit day ga jab app demo main samjhain k expert ban geay hain pher he live account main trade karein gay to pher he app acha profit bana pain gay our apni money ko safe ker pain gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear forex trading main money loss karny ki boht si wajoohaat hain aik to ye sooch rakhna ky aap her wakt market main sy kuch earn kar sakty hai doosra ye ky aap baghair experience ky market main earning kar sakty hai koi bhi trader market main sirf tuky base py earning nahin kar sakta ais liye sab ko chahyee apny dreams zaroor poory karien likin ais ko short cut sy poora karna mushkil hai ais ky liye proper knowledge practice and skills ki zaroorat ky saath saath wisely decisions leena bhi aik trader ko aana chahyee aor ais ko as a profession lain aor ye field bhi deep knowledge chahti hia aor ais main jitna koi time spend karta hia utna seekhta baghiar seeky aor unserious attitude sy her trade apni investment loss he karta hai
      • #18 Collapse

        forex trader ky asani say apni raqam loss kar bethny ke boht c wajoohaat hain.Kiyun kay ye traders ke ghaltiyun py depend karta hy kay kis trader ny kon c ghalti ke jis waja say os ke raqam ka loss hoa. agay phr loss ka bhi volume hota hay kay loss na qabil.e.bardasht hay ya qabil.e.bardasht hay. aksar traders to boht ziada munafa ek he waqt main kamany kay lalach main apni raqam ka loss kr lety hain. aur aksar traders to knowledge hasil kiye baghair he bas buy aur sell lagana seekh kar he trading start kar dety hain.jis ke waja say wo loss kar bethty hain. aur aksar trader practice kiye baghair is field main enter ho jaty hain. kuch traders apni ghalat trading strategies aur wrong market analysis ke bunyad par apna loss kar lety hain.
        • #19 Collapse

          Forex Trader asani say apni money ko is liye loss ker letay hian que kay wo laluch aur emotional ho ker trade kertay hian aur un ki soch aik boht hi big profit per atki hoti hay aur loss say be khabar ho kay wo trading start kertay hain. is ki waja say in ko loss hota hay. ye insan ki aik nature hoti hay kay wo aik bari amount hasil ker kay ya kernay kay liye bari amount ka bara risk leta hay. wo kabi sahi say plane nahi kerta kay ager koe loss ya koe trade mistakely lag jati hay to us ko kaisy manage kerna hay. wo risk ko plane nahi kerta aur na hi money management kerta hay jis ki waja say wo apna sara account loss ker leta hay. ager wo planing say aye ga aur apnay mind main ye lay ker aye ga kay us nay earning na bhi ki to account save kerna hay wo kamyab ho jaye ga.
          • #20 Collapse

            Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

            isan jub bhi koe karobar karta hy to us karobar main us insan ka khayal taraqi or kamyabi ki traf hi rehta hy to us kam main kamyabi ky lie har waqt kuch na kuch planing karta rehta hy ab chon keh us ny lia hy resk woh resk us ko naffah ki traf bhi ly kar ja sakta hy aur wohi resk us ko nuqsan ki traf bhi ly kar ja sakta hy to jub us kam sy us resk jo meambar ny liea hy agr naffah aue ga to traders ko us ka bhi pta ni chalna or na hi naffy ny bta kar ana hy keh main a rha hon ise trah agr us kam main traders ko nuqsan ho ga to us py bhi taim ni lagna or na hi koe nuqsan ni a kr pehly btana hy keh main a rha hon to koe banda bhi nuqsan apni shwq or tamnna sy ni karta balky us ki la ilmi main ho jata hy ab woh us par koe hila ni kar sakta keh us ko wapas kar saky to nuqsan sy bashny ki wajjah sy agr banda trading bhi chor dy to tub bhi banda kam yab ni ho sakta to log kehty hain kuch pany ky lie kuch khona parhta hy
            • #21 Collapse

              Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

              Friend ap ny bot acha question kea ha forex m new trader is liay loss kr bythty han k un k pas knowledge or experience km hota hy strt m hr user k sath asa hota hy k wo knowledge ni rakhty or account loss kr bythty han new user ko chaiy k phly forex k mutaliq knowledge Karan or demo account bna kr achi tra practice kr k experience hasil Karny phr trading Karan account chlain or successful hon agr ham hardworking Karan gy or soch smj kr trading Karan gy to profit hasil ho ga greed kr k ham forex sy kuch ni hasil kr skty loss hi hota hy
              • #22 Collapse

                Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                yes dear forex ek bohat he acha business ha is mein acha work bohat he zarori ha is ilye hard work he apko kamyabi dilwa sakta ha is liye bohat say log isi wja say loss kartay hein kionn kay un kay pass acha experience honay kay bawjood unkay pass achi equity nahi ho pati jiski wja say wo apna balance loss kar bethty hen is liye basic ko learn karna bohat he zarori ha or achi equity ka bhe hona bohat he zarori ha so is liye us say ap achi earning kari ja sakti ha jis say aap kamyab achi earning kar sakty hein is liye experiene trader bh kabhi kabhi lalich mein a kay bari lot lga dyty hein or koi ek trade bhe loss mein apka account wash kar sakti ha
                • #23 Collapse

                  Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                  Knowledge kay hasool kay liay ap ka yeh sawal bohat zarori hay k Forextraders apni money ko kasay asani say loss kar letay han? to janab arz yeh hay keh aksar log trading start karnay say pehlay demo account main practice nahen kartay jis say unahen Forex trading karna nahen aati aor na hi woh poori taran Forex ka knowledge hasil kartay han bas jaldi main trading start kar datay han jis say woh bohat sari mistakes kar letay jis say un ko loss ho jata hay is kay elawa woh market ki movement ko analysis bil kul nahen kartay aor trade laga datay han jis say woh apni money ko loss kar letay han senior trader apnay experience aor knowledge say bari careful trade kartay han aor apni money ko loss honay say mehfoz rakhtay han agar loss ho bhi jay to un ko loss recover karnay ka knowledge bhi hota hay/
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                    Forex traders asani say is liye apni raqam ka loss kar lety hain kay knowledge hasil kaiye baghair he is field main qadam rakh lety hain. aur phr pehly say demo account par jo practice nihayat he zaruri hoti hay us ke zehmat bhi gawara ni karty aur direct he live account main deposit karwa kar apny ap ko forex trader samajh kar kici experienced trader say guidance liye baghair he trading start kar dety hain. Na unko market ky fundamental analysis ka pta hota hay aur na he technical analysis ke abc janty hain aur na he market ky trend ko talash karna janty hain aur na he trend ko follow karty hain. Wo is field main qadam rakhty he blind trading start kar dety hain. aur nateejy kay taur par apni sari investment zaya kar kay beth jaty hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                      je ap ki baat ma main hundred percent itefaq karta houn k forex market ma 90 percent trader professional skill na honay ki wajah se loss karta hain aur apni money ko waste kartay hian aur is ki kahin wajoohat hain jaisay k
                      == Learning ka na hona: sab se pehli baat loss kranay ki wajah ha forex ki proper learning na hona, forex ko ashi tarah se na seekhna
                      == Demo pe practice ka na hona: loss karnay ki wajah demo pe practice ka na hona ha, jis ki wajah se real ma loss hota ha
                      == proper plan ka na hona: loss ki sab se badi wajah ha k aik plan k mutabiq trading na karna jis ki wajah se loss hota ha
                      == greed, emotions, jalbazi bhi loss ka sab se ahm wajah ha trading ma, trader thoday time ma ameer hona chahtay hain jis ki waja se woh loss kartay hain is lye hamain chaye k aram aur sakoon se trading karain
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Many traders ka dream ye hota hay key wo bahot zeyda profit earn kar len es key ley traders higher level ka expernice be hasil kar lety hey aur es business me qualified be ho jaty hey magar per be trading ki techniques ko samaj nahi paty aur apni money ko loss kar lety hey, 1 survey key mutabeq 90% traders expert hoty howy be apni money ko loss kar lety hey jab key 10% traders hi esy hey jo key kamal maharat se profit earn karny me kamyab ho jaty hey, mery expernice aur survey key mutabeq jo 90% traders loss kar lety hey esy traders ka control apny emotions, greeds, aur jald bazi par nahi hota esi waja se trading business me fail ho jaty hey.
                        Assalamu alaikum bhai Forex trading Mein Logon Ko loss face karna padta hai Iske bahut Sare reasons ho sakti hain lekin jahan tak mujhe lagta hai ya Mera experience hai to Uske mutabik logo ko apni Jyada money Carlos isliye ho jata hai Forex Mein kyon keva laalach karte hain aur lalach bahut Buri Bala Hai Log laalach karte hain Agar Unhe profit jyada ho raha ho to Hua Bajaye Iske company trade co close kar den balke risk lete hain aur apni trade co open Hi Rehne Dete Hain jisse Unki trade loss mein agar points can loss ho raha ho to pure dollars Carlos hota hai aur ek do ek do Uske loss ko avoid karte karte hua achha Khasa loss kar Baithe Hain apna so Kisi bhi member Ko lalach Nahin Karna chahi Agar Uske trade Jyada profit Mein ja rahi hai 2 Baje Iske ke wala lach Kare wo apni trade close Karte Shukriya
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                          Loss business ka hisah hota h Lakin ziadah loss bhi karobar k lye Asha ni hota h is lye loss ki wajah se him at ni harni chaye, forex aik risky business h jis m bohat hi care karni padti h, ziadah tar traders jo loss kartay hain on ki wajah darj zail h maslan
                          == ziadah tar log yeh samjhtay hain k woh forex se jaldi se ameer ho Jayain Lakin woh is chakar MA forex ko sahi Tarah se sekkhtay ni hain jis ki wajah se woh loss kartay hain
                          == demo ki practice intehi zaruri hoti h Lakin ziadah tar traders practice na honay ki waja se forex me loss Kar jatay hain
                          == no trading plan: ziadah traders k pass koi Asha trading plan ni hota h jis se woh ghalti trading kartay hain aur loss kartay hain
                          == lalach sab se ahm cheez h forex m loss karnay ki, traders ziadah profit k chakar me loss kartay hain
                          == ziadah tar traders market ko underestimate kartay hain jis ki wajah se bhi loss kartay hain
                          == professional trader Wali khoi Ian na hona bhi jaisay emotions, jaldbazi, cleverness yeh chezain bhi loss ka sabab Banta h
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Many traders ka dream ye hota hay key wo bahot zeyda profit earn kar len es key ley traders higher level ka expernice be hasil kar lety hey aur es business me qualified be ho jaty hey magar per be trading ki techniques ko samaj nahi paty aur apni money ko loss kar lety hey, 1 survey key mutabeq 90% traders expert hoty howy be apni money ko loss kar lety hey jab key 10% traders hi esy hey jo key kamal maharat se profit earn karny me kamyab ho jaty hey, mery expernice aur survey key mutabeq jo 90% traders loss kar lety hey esy traders ka control apny emotions, greeds, aur jald bazi par nahi hota esi waja se trading business me fail ho jaty hey.
                            Ji sir.. Ye aik bht Badi hakekat hai l log bht greed krte hain.. Greed is a curse.. Imandari se kam kre or zyada se zyada trading kre or mhnat se kam kre""
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain lakin jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex traders apni money ko kinu asani se loss kar lety hey?

                                Forex trading mai jo traders big profits kay liye atey hain unkay kay dreams bohat barey hotay hain. Forex business mai aik bohat Bara issue jo trader ko face kerna parta hai woh yeh hai kay traders big profits accounts daikhtay hain aur unn mai investments nahi daikhtay bulkay profits daikhtay hain. Aur unn profits ko khud bhi haasil kernay ka khawb daikhtay hain jinn say nuqsaan utha laitay hain. Aur yu apni money invest ker kay loss ker laitay hain. Jinn accounts mai big profits hotay hain unn ki investments bhi big hoti hain. Ab Agar aik normal aur average trader ko daikha jaey tou daily 50 ya 100 $ profit ka sochta hai laikin yeh nahi sochta kay daily itna profit kitni investment say aey ga. Ab Agar trader ka account balance 100 ya 200 dollar hoto uss ka Matlab Pakistani Kamm say Kamm bhi 35000 Pakistani rupees ki investment hai. Itnay paisoo say aik acha mobile ajata hai laikin trader itni investment say 2 4 lakh kamany ka soch laita hai. Aur issi tarah apni money ko asaani say zaya ker laitay hain. Traders ko zameeni haqaiq ko daikh kay planning kenri chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X