Scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?
    mera question ye hay key scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

    scalping trading ka method kesi had tak profitable be lagta hay aur kesi had tak risk be lagta hay, scalping trading ka kia koi extra advantage ho sakty hey ya nahi, jo traders scalping trading nahi karty un key mind me ye question zaror hota hay key scalping trading zeyda tar traders kinu karty hey aur es key faidy hey, jaha tak me ne scalping trading ko analysis kia hay ya es ka expernice hasil kia hay mujy to ye trading method bahot hi risky lagata hay, aur agar ham scalping method par depend kar key trades open karty be hey to apni trading aur apni investment ko risky bana dety hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Scalping ki wajah sy him logo ko bhot fida Hota ha is ky leya him logo ko bhot mhnat krni Hoti ha is leya him logo ko zayada sy Zayada mhant krni chaya phir him logo ko bahut Kafi acha profit bana sakte hain
    • #3 Collapse

      Dear bat ye hai k apko bus profit hona chahye. Method chahy koi b ho. Agar apko lagta hai k scalping se apko profit ho raha hai to ye best hai. Otherwise ap long time trade per b focus kar sakty hain koi problem nahin hai. Focus on your profit
      • #4 Collapse

        Dear ye to depend karta hai k ap ais market mai kaisy kaam karty hai aor ap ko ais makret mai kaam karny ka kitna pata hai kun k ais market mai ye hai k hum jab kaam karty hai to hum ko pata hota hai k hum ne ais mai kaisy kaam karna hai aor ais market mai jab hum ne kaam karna hai to ais mai hum kon si strategy par kaam kary to zayda behtar hai ais liay agar ap ne demo par scalping par kaam kia hai to ap ko pata ho ga k ap scalper achy hai ya ap long term par acha kaam kar sakty hai agar ap aisy try kar lety hai to aus k baad ap ko decide karna masla ni ho ga kun k aus mai ap ko pata chal jata hai k ap kon si type k trader hai aor ap ne ais market mai kaisy kaam karna hai.
        • #5 Collapse

          scalping bi trading ki ek kism ha ager him logo ki planning sae ha to phir him log acha profit hasil kr skty ha forex ma sy or him log kamyabi sy trading kr skty ha forex ma jis ka him logo ko bhot hi fida hota ha or him logo ko trading ma kamyabi milti ha or him log kafi acha kam kr skty ha forex ma
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            mera question ye hay key scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

            scalping trading ka method kesi had tak profitable be lagta hay aur kesi had tak risk be lagta hay, scalping trading ka kia koi extra advantage ho sakty hey ya nahi, jo traders scalping trading nahi karty un key mind me ye question zaror hota hay key scalping trading zeyda tar traders kinu karty hey aur es key faidy hey, jaha tak me ne scalping trading ko analysis kia hay ya es ka expernice hasil kia hay mujy to ye trading method bahot hi risky lagata hay, aur agar ham scalping method par depend kar key trades open karty be hey to apni trading aur apni investment ko risky bana dety hey.
            Salam alaikum bhai jaan aap mere yaar nahi scalping trading ke baare mein pooch rahe hain toh main aapko batata Janu Ye new members ke liye bahut jyada acchi hai Kyunki on hai agar kam profit hota hai to uske saath saath mein dost bhi bahut kam hota hai aur isme unko Jyada Ishq Bhi Nahi Dena Padta isliye Mai To Kehta Hoon ke new tenders ko scalping Sahi kaam karna chahiye Kyunki yeh ek accha Tarika hai Forex Mein surviva karne ke liye
            • #7 Collapse

              har kisi ki apni apni trading strategies hoti hain har koui trading ma apni priorities ko mad e nazar rakhty huy trading krta hai kch log
              long term traderz hain jo ky full time trading py depend krty hain
              kch part time traderz hain jo intraday aor scalping krna pasand krtay hain scalping ma tensionbahot hai lkn kam waqat ma kam lkn insta profit hota hai
              bonus py sub members i think scalping he krty hain sub new traders hain young peoples hain young generation hai lkn immaturity bhi bht hai bonus zaya bhi bahot krty hain to scalping ky leay apko pehly trading ko achi trah sekhna chye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                mera question ye hay key scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

                scalping trading ka method kesi had tak profitable be lagta hay aur kesi had tak risk be lagta hay, scalping trading ka kia koi extra advantage ho sakty hey ya nahi, jo traders scalping trading nahi karty un key mind me ye question zaror hota hay key scalping trading zeyda tar traders kinu karty hey aur es key faidy hey, jaha tak me ne scalping trading ko analysis kia hay ya es ka expernice hasil kia hay mujy to ye trading method bahot hi risky lagata hay, aur agar ham scalping method par depend kar key trades open karty be hey to apni trading aur apni investment ko risky bana dety hey.
                Traders go Trading Company experience or Apne account mein maujood capital ke hisab se Karni chahiye Agar traders new Hai To usse chahiye ke scalping Karke trading kar le aur thoda profit Bana kar apni trade ko Kaat kar de aur news ke time pe scalping Na Kare scout main balance already knowledge or experience ke hisab se training Kare Walke long term trading current hone ke liye Jyada bada hoga
                • #9 Collapse

                  scalping bahot achi trading strategy hai is ko use krna chye humen keun ky is ma kam waqa ma h7men bahot acha profit mil jata hai is ma apko trading ky leay confirm trade leni hoti hai apko market ka wait krna hota hai aksar trader reversal py scalping krna pasand krty hain
                  cjoty choty time frame use kr ky candles ki predictions py trade open close ki jati hai aor market ma sy profit utha ky side py ho jaya jata hai agr apky broker ka spread zeyada ho ya paor ka spread zeyada ho to scalping sy avoid kia kren
                  • #10 Collapse

                    Yes dear scalping boht risky type of trading hai jis me M5 se M30 tak ka time frame use ho sakta hai.Is time frame me akshar market me fake signals ziada banty hain is ley loss k imkanat ziada hotay hain.
                    Me yehi mashwra dun gi k is type ko avoid karn or big time frame me yani D1,H4 me hi trading kran is me ziada strong signals milty hain.
                    • #11 Collapse

                      scalpning trading:
                      forex trading main scalping aik tading techniques hain jis main log trading karty hain or scalpning main new trador zeyda trading karty hain q k es main jo trading ka ethod hota hai wo short term main hota hai or har newa trador k pass itna knowledge nahi hota hai k market ko zeyda der tak handle karty howe apni trading karen or es main wo kam time main choti lot ks ath kam se kam profit eran karny k bad market se nikal jaty hain.....
                      scalping main trading karni chahye k nahi???
                      es main method main trading karny main koi harj nahi hai or boht se trador es main trading kar k achi eraning gain kar rahy hain es main trading risk bhi kam hta hai or boht se trador kam riks ko face karny maina nilty rakhty hain jis k liye wo es method ko use karty hain es liye es main trading hmain proftable mil jati hai
                      • #12 Collapse

                        scalping in forex:
                        forex trading main scalping trading new trador trading karty hain q k es main short term main trading ki jati hai or jub hum trading karty hain tu es main hmain short time frame main apna order set karna hota hai oes main lot bhi choti lgai jati hai or forex trading main es technque main trading karny main risk kam hota hai or jub hmain trading main risk kam hota hai tu hmain acha profit milny k bhi kafi chances hoty hain or har trador es trading method main 80 percent main proft ly kar market se nikal jaty hain or es main jitny bhi new trador hoty hain wo es main trading ka start karty hain or jub wo trdaing skills increase kar lety hain tab wo apni trading main es method ks ath or bhi method use kar k trading karty hain es main hum boht aha profot hasil kar skty hain ir yah aik oroftable trading method hai
                        • #13 Collapse

                          Yes bro your question is good. But its depend on you. Agr apko lgta hy k ap scalping k through zyada earn kr lyty hain to very good. Other wise ap isy use na krain. Ya just ap k oopar depend krta hy. R agr ap isy axy treeky sa use ni kr skty to ap koi r ko apny liye choose kr lain. Ni to ao isi pr focus kro taa k ap bht aagy tak pohnch jain . wesy ya aik bht axa hy . ya hamain aca profit dyta hy.
                          • #14 Collapse

                            Dear Scalping trading strategy useful to hay magar some time hi agar daily ki jaye to zeyda acha hay, 24 hours market hamy scalping karny ki ejazat nahi deta kesi time market etny slow motion me chalti hay key scalping trading me to kia long term ki trading me be traders ko profit nahi hota es waja se daily agar ham 2 hour jo key evening time es key ley sab se best aur ideal hay agar ham scalping karen gey to zeyda acha profit earn kar sakty hey es me risk be bahot hi kam ho ga, otherwise har time traders ko scalping trading ka hi nahi sochna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

                              Scalping kay barey mai experts mukhtalif opinions rakhtay hain. Kuch experts scalping ko acha samajhtay hain aur Kuch experts isay sirf zarurat kay tehat istamaal kerna he munasib samajhtay hain. Scalping aik trading technique hai jiss mai short time kay liye trade open ker kay fori tore pay small profit kay saath close li jaati hai. Issi tarah baar baar kia Jata hai aur iss mai lot size ziada rakha Jata hai takay short time mai he ziada profit lay kay fori close ker Lia jaey. Scalping strategy sirf issi soorat mai achi hai jab tarders apnay uper control rakh saktay hain kiyu kay scalping ki khoobsurati ya interesting baat he yeh hai kay traders ko short profits kay saath trades close kerni hoti hai aur ziada profit hota nazar bhi araha ho tab bhi trade close kerni hoti hai kiyu kay ziada dair close rakh kay yaa tou profit Kamm ho Jaey ga ya lot size ziada honay ki wajah say loss ho jaey ga. Iss liye scalping bohat soch samajh kay kerni chaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X