Scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    mera question ye hay key scalping trading karni chaye ya nahi karni chaye?

    scalping trading ka method kesi had tak profitable be lagta hay aur kesi had tak risk be lagta hay, scalping trading ka kia koi extra advantage ho sakty hey ya nahi, jo traders scalping trading nahi karty un key mind me ye question zaror hota hay key scalping trading zeyda tar traders kinu karty hey aur es key faidy hey, jaha tak me ne scalping trading ko analysis kia hay ya es ka expernice hasil kia hay mujy to ye trading method bahot hi risky lagata hay, aur agar ham scalping method par depend kar key trades open karty be hey to apni trading aur apni investment ko risky bana dety hey.
    Mere Khyal Mein scalping strategy Ek bahut hi difficult strategy hai agar Ham is Samay proper work nahin kar sakte to bahut hi jald Hamara account Khali ho jata hai mai aap ko Yahi Baat kahunga ke pahle is bar ki acchi Jankari ko Hasil kar le aur FIR Aisi strategy use Karen Kyunki strategy Mein simply Ham thodi der ke liye apni trade ko Bade lot size mein open karte hain aur thoda sa profit hone ke bad trade close kar dete Hain ISI tarike se Ham Bar Bar kam karte hain aur profit on kar lete hain lekin kabhi kabhi Hamare Sath Iske ulte bhi ho jata hai Hamare capital bahut jaldi kha Li bhi ho jata hai
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
      Scalping ki wajah sy him logo ko bhot fida Hota ha is ky leya him logo ko bhot mhnat krni Hoti ha is leya him logo ko zayada sy Zayada mhant krni chaya phir him logo ko bahut Kafi acha profit bana sakte hain
      Janab Trading main Scalping aik strategy hai jis ko ap news kay time he kar sakty hain. Ap kay jo trading pairs hoty hain un sub ki news daily or 1 ya 2 din kay gap kay sath release hoti hai or woh chart ap ko instaforex ki website sy be mil jaye ga jis mai news ati hai. Ap in news ko study kar kay news sy pehly trade bary volume kay sath kar kay jis ka time frame just M5 ka hota hai woh use kar kay ap bhout kam time bhout achi earning scalping ki madad sy kar sakty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X