scalping
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping
    Forex trading business mein scalping bhi aik trading strategy hy kiya new trader scalping kar saktay han aur new trader ko scalping karni cahaiye kiya hum scalping kar k ziada profit earn kar saktay han aur scalping kin ko karni cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Iss mai shak wali koi b baat nai hai ek scalping aik achi trading strategy hai aur scalping mai traders ko achi profit earning b mumkin hoti hai.
    Lakin ap ke baat say thora sa ikhtilaf karon ga ke scalping shaid new traders kay liye ziada munasib nai hai. aur scalping new traders kay liye kafi risky sabit ho sakti hai.
    Scalping kay liye bohot he achi , accurate aur quick decision making chaiye hoti hai aur yeh qualities tab he traders kay pas ate hain jab in ka trading ka aur market ko observe karny ka kafi acha experience ho warna new traders kay pas aksar yeh qualities aur improved trading skill nai hoti hai. jis ke waja say scalping say profit earn karna muskil ban jata hai.
    • #3 Collapse

      My dear friend news user bi scalping KR skty ha or wo log scalping krty Howe apny achi planning ki bena per acha profit hasil KR skty ha just ka in logo ko bhot fida Hota ha or wo log kamyabi sy trading KR skty ha or acha profit banana skty ha forex ma sy
      • #4 Collapse

        scapling trading ka fida bi ha or nuksan bi ha laken ma yaha per fidy ki bath kro ga ager him log ya phir new user scalping trading krty ha to phir wo log is ki wajah sy acha profit hasil kr skty ha or kamyabi trading kr skty ha forex ma sy
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Dear scalper jitny bhi hoty hai wo hamesha market mai short time frame use karty hai aor aun ki lot size zayda hoti hai jaisy ap ne dekha ho ga k market mai hum agar M15 use kary to asu mai hum ko bahot sary pattren milty hai aun par scalpers trade karty hai aor jab bhi koi pattren banta hai to aus mai wo trade laga lety hai aor jab market koi aor pattren banati hai to wo phli trade se exit ho jaty hai ais mai ye hai k scalper aik din mai bahot sari trades lagaty hai aor thora thora profit kar k jama karty rehty hai aro end of the day aun ko acha khasa profit ho jata hai aor ais tarha wo ais market mai kaam karty hai aor scalper ki khas baat k wo jaisy hi market profit mai aye wo stop loss ko entry point par kar dety hai.
          • #6 Collapse

            Scalping traders koi be new ya senior trader kar sakta hay kesi par pabandi nahi hoti hay magar koshish karni chaye key har time hi ham scalping trading na hi karen to acha hay, es ki 1 simple si waja ye hay key market kabi be every time swing position me nahi rehti, some times big one side movement be dekny me a sakti hay jesy key ajkal crude oil ki big bearish movement hay, agar crude oil me kesi ne buy ka order scalping ka soch kar open kia be ho ga to us ka account wash ho chuka ho ga, me agar apni bat karo to 2 month me mujy kabi be crude oil me buy key order me profit nahi howa hay es ki waja hay market ka one side move karna.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahim27 پيغام ديکھيے
              Forex trading business mein scalping bhi aik trading strategy hy kiya new trader scalping kar saktay han aur new trader ko scalping karni cahaiye kiya hum scalping kar k ziada profit earn kar saktay han aur scalping kin ko karni cahaiye
              Scalping traders traders ki ek strategy hoti hai jis mein traders in trading Karke small profit banate hain aur apni trade pocket Karde Ne traders ko chahiye Ke Jab Bhi news car time hota hai to market Bol Tere se move Karti Hai old raiders score profit or loss bahut tezi se hota hai credit score chahiye ke trading karte huye scalping kar rahe ho Tu Kabhi Bhi Vadi trades open Na Kare aur scalping Zee News ke time pe Karne Se Kare Kare
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bht achi BT ko hai market main su waqat do tarah k trader kaam kar rahay hain in main say aik short term aur doosray long term trader hotay hain short term trader ko him scalper kehtay hain q k woh market main enter hotay hain aik acha entry point say aur barhi lot k sath trade lagatay hain aur jub bhi market thori c move karti hai to woh apni trade profit main close kar deta hain aisay trade hamesha SL kam pips ka rakhaty hain aur is k badlay main profit ziada pips k hota hai ta k aik trade agar loss main close ho to doosri isko recover bhi kar lay ..
                • #9 Collapse

                  Re: scalping

                  Scalping aik aisi trading strategy hai jiss say traders bohat achi trading ker saktay hain aur scalping say earning bhi bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hain aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hain.

                  Forex traders ko bohat si strategies seekhni hoti hain jinn ko real trading mai apply ker kay acha business kia Jata hai aur achi earnings ker kay apnay business ko grow kia Jata hai. Scalping kay liye experience aur skills ka bohat acha hona bohat zaruri hai kiyu kay scalping say acha profit ya ziada loss dononhe ho saktay hain. Scalping market mai tez movement kay doraan ki jaati hai takay trades jaldi close ki jaa sakey
                  • #10 Collapse

                    Re: scalping

                    Muqa dake kar agar scalping trading ki jaye to zaror successful scalping trading karny me kamyabi hasil ki ja sakti hay magar every time agar traders ki soch ye ho key wo scalping kar sakty hey to ye ghalat hay esy traders jo scalping trading karna chahty hey un ko market ki condition aur market ki movement ko short time key base par samjna ho ga, deka jaye to har trader hi daily scalping karta nazar ata hay magar bahot kam time key ley esi trading ki ja sakti hay, morning time me agar long term trading ki jaye aur evening time me siraf 30 mints key ley scalping trading to ye strategy zaror kamyab ho sakti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: scalping

                      Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Shakal Pinky Kasa trading tarike kar Hai jisse traders bahut acchi trading kar sakte hain aur scalping se earning bhi bahut hi acchi Hoti Hai scalping tarike Karma traders bahut kam Hua Patra mein bahut hi acchi earning se bhi kar lete hain Kyunki scalping ki madad se short time mein short trade Jyada lot size ke sath Lagai jaati hai aur Jiske bad per feet hota hai aur apni train ko close kar liya Jata Hai scalping Mein loss ko chance bhi bahut hi jyada hote hain Kyunki load size big Rakhe Jaate Hain aur Agar Mar ki ki movement Achanak reversal Ho Jaati Hai To usse lost hota hai aur vah loss bhi bahut jyada ho jata hai

                      Forex training ko bahut se tarike ka sikhane hote hain aur Jisko rail trading Mein apply kar lete hain aur accha business Kiya jata hai aur acchi earning ke liye Apne bonus ko group Kiya Jata Hai scalping Ke Liye experience a aur skills ka bahut hi acche Hona bahut hi jaruri hai Kyunki scalping Se Achcha profit yah Jyada Logon se donon hi ho sakte hain aur scalping Market Mein Tej movement ke Darmiyaan ki Jaati Hai Taake trade se jaldi close ki Ja sake
                      • #12 Collapse

                        Re: scalping

                        forex aik real business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey forex mai hamy stochastics or bollinger bands ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading be kar sakty hain conformation tab hogi jab market red moving average sy cross kary gi or indicator k oper ya neechy touch kary to ham tab trading kary gy is sy loss hony k chances bohat kam hai.
                        Bollinger band ki Jo strategy Hy would ye use kerte Hoon k jab uper line k sath market touch kerte Hy to sell kerte Hoon our us k sath maen stochastic ko bhe follow kerte Hoon would oper say 80 ko touch ker Raha hota Hy our same nechy say buy kerte Hoon jab wo 20 line ko stochastic buy kahey our Bollinger band ki lower leg ko touch candles kerrahe hoti Hain to yedo strategies main un do indicators k oper use ker k easily avha profit bna lete hon
                        Forex main jab to app trend ki favour main trade nahe kertay haen tb to app us say acha profit nahe ker patay haen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: scalping

                          market mai short time frame use karty hai aor aun ki lot size zayda hoti hai jaisy ap ne dekha ho ga k market mai hum agar M15 use kary to asu mai hum ko bahot sary pattren milty hai aun par scalpers trade karty hai aor jab bhi koi pattren banta hai to aus mai wo trade laga lety hai aor jab market koi aor pattren banati hai to wo phli trade se exit ho jaty hai ais mai ye hai k scalper aik din mai bahot sari trades lagaty hai aor thora thora profit kar k jama karty rehty hai aro end of the day aun ko acha khasa profit ho jata hai aor ais tarha wo ais market mai kaam karty hai aor scalper ki khas baat k wo jaisy hi market profit mai aye wo stop loss ko entry point par kar dety hai bahot shukriya apka.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X