Only profit in forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G asslam o alaikum bhai. Mujhy lgta hy ap na axi baat ki hy k agar kisi k pass experions b ni hy to wo just loss hi ly ga .r haan ya sab all pakistan forex forum k member k oopar depend krta hy. K agr un k pass experions hain to wo unlimeted proffit earn kr rhy hain .R wo members b hain jo na hi kaheen sa kisi bary ki help laity hain. R na hee any videos daikhty hain. So ' unhon na just loss hi krna hota hy . you will be try i hope u will be success
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      me samjta hon key Forex me profit earn karny key ley hi traders different sources se trading tips lety hey magar per be koch traders profit earn karny me nakam ho jaty hey, Forex business me only profit expert ya profession traders be earn nahi kar sakty, es ki waja trading me mistakes karna hi nahi hay, market condition aur movement upset movement be show kar sakti hay es waja se professional traders apni behtar market analyzing key bawajood be profit hony ka 70% hi umeed hoti hay aur 30% upset movement ki waja se un ko loss ka dar be rehta hay.
      • #18 Collapse

        Dear Jese Ke Hum Jante Hain Ke Forex Aik Risky Business Hy. And Har Business Me Loss And Profit Dono Hota Hy? Ye Alag Baat Hy Ke Forex Risky Hy And Is Mke 60% Loss And 40% Profit Ke Chances Hota Hain. Baqi Rai Baat New User Ki Tu Wo Lazmi Hy Ke Loss Hee Krenge Q Ke New Bagair Knowledge And Experience Ke In Hte Hain Aur Chaten Hy Ke Bs Jadu Hojye Aur Earning Krlein Wo Aisa Nai Forex Me In Hone Lke Bad Loss Hta Hy And Gain Bhi Hota Hy Bht Kuch Magar Zarori Nai Ke Ap Sirf Money Gain Ko Hy Apni Sucess Smjhein Hoskta Hy Ke User Us Wqt Knowledge And Experience Gain Kraha Ho.
        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
        • #19 Collapse

          forex trading aik risky buiness hai or es main loss yakini hota hai hum loss ko rok nahi skty hain laken kam kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading ki leraning ko enhaces karen or jub trdaing karen tu os main risk ko kam se kam invole karen q k jub hmari trading main rsik hota hai tu hmain loss hota hai es liye apny expiernce ko enhacse karen or apni trading ko apny expiernce k hiasb se karen jis se apko loss na ho or apko acha profot mil skay frex trading main jitna risk kam hoga loss bhi otna he kam hoga or boht se expert trdaors ko bhi loss hota hai or un ka account bhi wash ho jata hai es liye main akhunga k loss hony par over react nahi karna chahye loss k bad loss ko recover karny ki palning ki jay tu boht faida mil skta hai
          • #20 Collapse

            dear aysa possible nahi ha kiyon kay agar ap kay account mein apki trading ki wja say loss howa ha to apki galti ki wja say hota ha apki thori mistake or apka proper knowledge na honay ki wja say ap market mein loss karty hein is liye apkay pass acha experience or acha knowledge hona bohat he zarori ha then he ap market mein kamyab or acha profit earn kar sakty hein is liye apka market kay sath touch rehna demo practice or posting kay sath ap market sy bohat he achi earning kar skaty hein or kamyab profit apki life change kar sakty hein is liye only profit to har trad pay hasil nahi kiya ja sakta ha lekin market mein apki achi say achi practice apki life change kar sakti ha or ap easy success hasil kar sakty hein or apni life ko easy behtar bna sakty hein or profit loss life ka ek partha is liye is mein narash hona nahi chaheye hamesha profit kay liye hard work zasrori ha
            • #21 Collapse

              Forex main only profit walay log hamesha disheart hi rehtay hain. aur 50 percent accuracy walay trader aik acha profit hasil ker rhay hotay hain. Forex trading main kuch positive chezen hoti hain in main say koe trader aik ya do ko bhi habit bana lay wo kamyab ho jata hay.
              aik trader ki ager strategy ager 50 trade positive aur 50 negative kerti hay. to ager wo risk reward ratio 1:3 minimum set kerta hay. aur wo trade lagata hay jis ka profit ratio loss ay 3 gunah zayda ho aur tp hit honay ka wait kerta hay to ager us ki 50 trade loss main aur 50 profit main tp hit hoe to ap us ka profit khud count ker satay ho kay un nay 100 percent profit earn ker lia. Is liye sirf profit wali trading strategy per hi focus na karen que kay 100 profit wali koe strategy nahi milay gi.
              • #22 Collapse

                forex trading aik risky business hai or es ka knowledge boht huge hai es liye hmain apni trading main aghr profit earn karna hai tu hmain boht leraning karni hogi es main jitna ho saky hmain otna he trading main apni grip mazbot bnani chahyee jub hum trading karty hain or risk ko mange karty hain aghr hmary apss rading ka acha knowlge hota hai tu hmain apni trading main profit eran kar skty hain or aghr hum apni trading main acha knowledge nahi rakhty hain tu hmain trading main loss hony k chances zeda hoty hain forex ki leraning k liye hmain boht se matreal hota hai os main hum apni trading ki learning kar skty hain es k ilwa or bhi boht se soureces hmain milty hain jis se hum apni trading ka knowledge gain akr skty hain tu hmain apni learning ki traf focus rakhna chahye jis se hmain acha profit milny k chances paida hun
                • #23 Collapse

                  Brother ye app kisi business k barey maen ye nahe khe sagty haen k us maen profit he hota hy app shop open ker lain poltary form open ker lain un karobar maen bhe app ko profit our loss dono he hoty haen forex maen humean jab us ko aik business khe rahy haen to ye k loss ka hona bhe business ka hisa hota hy koin k us maen humean loss say darna nahe ho ga our professional ko bhe stop loss hoty haen ye baat app ki theek hy koin k ye part of business hy
                  Our forex maen agar app ko loss hota hy no matter us say bhe app kafe khich learn kerty haen our un mistakes aay app future maen bachty haen our us say app ka profit increase kerta hy to app ka accoujt wash nahe hona chahy app k technical analysis fail ho sagty haen no matter app mehnat jare rakhean
                  • #24 Collapse

                    Ye to kisi k leay bhe mumkin nhe hy k wo apni her trade ko profit maen close karean koin k us maen new and old traders sab k stop loss hit hoty haen our us maen losskerty haen but ye app logoun ki baat theek hy k profit our loss her business ka hosa hota hy agar app forex maen kmayaabi chahty haen to pher seikhnay pay tawaja deni ho gee pher he app us maen Aik successful trader pher he ban pain gay jab app k pass taleem our tajarba dono he achy hooongay
                    • #25 Collapse

                      Yeh kehna to bilkul he ghalat hay kay forex main sirf munafa he munafa hay,kiyun kay ye boht risky business hay aur is main loss kay chances boht he ziada hain. dunya main koe bhi karobar aisa ni hay kay jis main sirf munafa he munafa ho. nafa aur nuqsan har karobar ka lazmi hissa hoty hain.jin say adjust karna har businessman ke zimmydari hoti hay. forex ka business baqi tamam karobaron say hat kar kuch ziada he mushkil aur intehayee mehnat talab business hay. Lehaza yahan par sirf profit ke umeed rakhna bewaqoofi hay.balky jo trader to is ka knowledge hasil kiye baghair aur practice karny kay baghair is ko shuru karty hain to wo to hamesha he loss main rehtan hain aur phr yeh keh kar is market ko hamesha kay liye chor jaty hain kay yahan to nuqsaan he nuqsaan hai.
                      • #26 Collapse

                        Assalamualaikum bhai Agar Hum logo ko Fresh Market Mein loss se bachna Hai To Phir uske liye Hum logo ko trend ko find karna chahiye trend ki wajah se hum Logon se bhej sakte hain Phir Hum logo ko Fresh Market me say profile mil sakta hai hum Lokmanya bol sakte hain
                        Pakistan zindabad
                        • #27 Collapse

                          Forex trading business ki market mein profit bhi hy aur forex trading business ki market mein loss bhi Hy market mein loss aur profit business ka hisaa han profit bhi hota hy aur loss bhi hota hy jo log forex trading business mein profit earn kartay han wo mehnat se learning knewledge aur experience hasil kar k kartay han kiok agr forex trading business mein learning knewledge aur experience ho ga tu ap profit earn karne k liye achi planning karain gay aur profit earn Karne k liye ap koi strategy use kartay han is liye profit tab hi ho ga jab hum planning se trading kartay han aur achi profit ki strategy use kartay han aur loss tab hota hy jab hum market mein trading mein koi mistake kartay han is mistake se loss ho jata hy forex trading business mein aik acha trader profit tab hi earn kar sakta hy jab wo planning se trading karta hy
                          • #28 Collapse

                            sir aisa kabi be mumkin nahi hai k only profit ye ek online business hai is mein mein lose be ho sakta hai our profit har time profit be na mumkin hai ye online business hai online tranding yani tajarat karny ka business hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Only profit in forex.

                              G han bilkal ap ny tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hi kya duniya m koi b kam ya business ham krty han us m sirf or sirf hamy profit kbi ni milta kbi kbi loss b ho jata hy ham forex m b experience hasil krty han knowledge hasil krty han mgr itny perfect traders b ban jany k bad kbi na kbi hamy loss b milta hy loss k bagar kbi b ham profit hasil ni kr skty aik successful trader jo k apna knowledge experience brahta rahta hy anylyses ko hmasha study kr k market ko sath ly kr chlta hy mgr phr b hmasha wo kbi b sirf or sirf profit hasil ni krta kbi kbi loss b hota hy to is liay loss sy dil harny k bjaiy hmasha ap ko postive soch rakh kr apni trading ko jari rakhna chaiy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Only profit in forex.

                                Ji ap nay bara important question kia hay bhai jan world main koi bhi aisa business nahen hay jis main only profit hi hota ho aor loss kabhi na howa ho maray khial main to aisa koi business nahen hay qun k agar kisi business main lagatar profit ho raha ho to kisi time kisi bhi mistake ya kisi dosri wajah say loss lazmi ho jata hay halan k in business main risks bohat kam hotay han kuch main to risk hota hi nahen jabk Forex trading aik aisa business hay jo sara ka sara hay hi risk jis main ksis kisam ki koi mistake ki gunjaysh nahen hoti zara si ghalti bhi qabl-e-qabool nahen hoti to is main kasay only profit hi ho ga loss nahen ho ga is main to first time ziada tar traders ko loss hi hota hay aor kai expert trader bhi ksis na kisi waja say loss ko face kartay han lehaza Forex trading main profit and loss dono sath sath chaltay han albta loss sau bachnay kay liay ziada tar profit hasil karnay kay liay acha knowledge, best learning and strong experience hona bay had zarori hay achi strategy banai jay aor market analysis zaror kiay jayn tab profit hasil honay kay ziada say ziada chances hotay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X