Only profit in forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Only profit in forex.
    Members mujhy lagta hy k forex market mein ye kehna mushkil hy k only profit hy han albta ye sahi rehta hy k only loss hy kiyon k bina experience k loss he hota hy aur kai bar kafi experienced trader bhi account stopout kra dety hein to members ap kiya kehty ho
    welcome to pak forum
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sab logo Ka Khayal Ye Hota Hai Kya wo Forex Mein kaam karne ke liye sabse Pehle Forex profit generate Kare jitne jyada ho yahan se Karenge business develop karne ke liye bahut jyada help mil Jayegi coaching coaching Karte Hain Hum Uske gas in kachiwala balance generate hokar bonus Milega aur uske sath of investment we increase kar sakte hai jitni Yadav ki investments Hogi aap ke andar karne ke chances bhi bahut zyada increase ho jayenge time ke saath saath
    • #3 Collapse

      Jnb main aap say agree ni karta forex aik aisi markeethai jis main barhi barhi hastianapna loss kar bethtihain aur I ka experience un k kaam ni aata q k market ksi ka wait ni karti aur nanhikisi ko daikh k chalti hai lehaza forex main loss say bachnanto bht mushkil hai han albata aap isko minimize kar saktay ho aurisko minimise karain k liye aapko in baat on pr amal karnan hoga
      Learn more and more knowledge from different sources
      Practice more and more on demo account
      Apply different stretgy on demo account
      apply best one on real account..
      • #4 Collapse

        my dear brother only profit to ho nhi skta loss bi ho skta ha kau forex market ma him logo ma sy akser ko is ma loss hota ha or akser ko profit hota ha to loss bi ho skta ha or ager him log mhnat kre gye to him logo ko profit bi ho skta ha
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Dear brother forex main sirf na aap ko profit ho sakta ha aur na he sirf loss ho sakta hai. Just aapko ye pata hona chahry kay aapne es tarha ke aik strategy bnaani hai jos main aapko sirf profit na ho balkay overall aapko us main profit he ho. Main cheez ye hai kay es main sirf loss bhe nahi hota hai aapko profit bhe hota hai kun k jab aap kise analysis kay bina trade lagaty hain to us main aapko aksar aik to profit nahi hota lekin kabhee kabhaar us main tukka lag jaata hai aur ap koo profit us mai mill jata ha. Lekin jo cheez main es main seekhny waali hai wo aapki strategy hai ka kis strategy main aapne reh kar kaam karna hai aur kon se strategy aapkay kaam ko suit karti hai. Jab 1 bar apko strategy ma maharat hasil ho jaay ge to aap kay liey us main kaam karna intehaai easy rehta hai.
          • #6 Collapse

            Forex market main na he sirf profit milta hai aur na he traders ko sirf loss hota hai . forex market apny routine kay mutabiq chalte rehte hai.

            Forex trading ka business totally traders per depend karta ha . aur traders khud he yeh deicide karty hain ke who woh profit earning karin gaay ya loss karna chatay hain. Profit and loss traders ke apny knowledge skill aur trading abilities aur trading strategy per bohot ziada depend karta hai. ager traders quality work Karin tu phir forex trading mai profit ho sakta hai warna loss ka chance he hota hai .
            Iss liye traders ko chaiye ke woh forex trading ko time daay kar learning Karin warna forex business mai time b waste ho ga aur paisay b.
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai Forex trading Mein 10% logo ko profit hota hai jabki and 90% logo ko loss hota hai isliye Hum logo ko iss Mein Dekhe training Ka Nahi Chahiye Kyunki Hum Log on the 10% logo Mein Aana Chahte Hain ok and it personally
              • #8 Collapse

                Jnb amin aapko baat say bilkul agree karta hun but dear it is impossible to take profit evrytime had waqat market main profit gain karann bht mushkil hi ni namumkin hai q k market main movement aisi hoti hai k yeah barhay hlbarhay trader ko dhokha day jaati hai forex main aap loss ko bilkul khatam ni kar Sakta balkay minimise zaror kar Sakta hain air minimise karnan chahtay hain aap to aap ko chaye k sub say pehlay apni knowledge and experience main izafa karain jub ap k pass knowledge air experience higa to aap ka loss bht kam ho ga air sub say ehm BT yeah hai k aap sub say best stretch tiyar karo..
                • #9 Collapse

                  Forex trdaing ak risky business hai as main zyda profit wo hi trader earn kar sakta hai jas ka pass experince ho aur wo zyda say zyda forex ka knowledge rakta ho aur kamyab hony ka lay forex ko zyda time dian parta hai jab koi new trader bnata hi to agher us nay proper learning ki hai to wo ak planing say trading kary ga lakn agher us ka pass forex ka knowledge hi na ho to wo kas trah trading main kamyab ho ga forex main loss hota lkan agher hum daily bass pay loss ko calculat karny ga to hum loss hi lagy ga lakn agher hum ya trading hum monthly bass pay calculat karty hai to ap ko us wqt pata chaly ga ap katny profit main hai aur katny loss main agher proper analysis aur planing ka sath trading ki jay to loss ka km chans hoty hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear Forex market se profit earn karna etna agar easy hota to expert aur senior traders 24 hours ki trading karty aur market key har move par big profit me kamyab ho sakty magar Forex market me esa bilkul be mumken nahi key traders ko siraf profit ho hota rahy aur loss us ko face na ho, expert traders esi waja se different type ki trading strategies key sath planing ko be bahot zeyda ehmeyat dety key key Forex market bahot hi some time risky ho jata hay aur agar achi planing key sath trades open be key jaye to per be zarori nahi key profit hi ho.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SAHO پيغام ديکھيے
                      Members mujhy lagta hy k forex market mein ye kehna mushkil hy k only profit hy han albta ye sahi rehta hy k only loss hy kiyon k bina experience k loss he hota hy aur kai bar kafi experienced trader bhi account stopout kra dety hein to members ap kiya kehty ho
                      Forex trading business made telescope profit or loss Dono hi hote hain Aisa Kehna bilkul bhi theek nahi hai ke Forex trading main sirf profit hi hota hai ya phir launch he hota hai Forex trading cake for difficult business start Mein Jab traders Forex trading co join Karte Hain Tumko Jyada girl loss Hai Hota Hai Aise Mein traded score decide nahi hona chahiye aur apne dost se learning Karni chahiye aur Purush loss code correct Karke successful trader banana chahiye
                      • #12 Collapse

                        Dear only profit ko dakh kar kabhy koi business start nhi hota hay koi bhy business karain is main profit and loss chlaty rahtay hian aor yah depend karta hay kah business karnay wala kaisa hay aor business main kis tarah work karna hay aor forex business aik international market hay aor is main business karna hay aor is ko smjhna hard hota hay aor jab trader is main laga rahta hay aor forex business ka knowledge aor experience kafi sara kar lata hay phr forex trading market say trader ko only profit hy earn hota hay aor trader loss nhy karta hay jab tak trader kay pass acha sara experience aor knowledge nhy hota us time tak trader say mistakes hoty rahty hian aor profit aor loss hota rahta hay is liay trader ko chhy kah market main time day aor forex market main thek planing set karay aor trading main account main stops ko smjhy aor high risk main na jaye aor safe trading ka jo tareeqa kar hota hay us ko follow kia karain is tarah say mara khyal say har trader ko only profit hy earn ho ga aor trading main losing kabhy nhy ho gy.
                        • #13 Collapse

                          Jo log kisi bhi business ko shoroo kerty hain aur wo apny zehn mein ye khayal kerty hain k un ko 100% munafa hi ho ga to wo ghalat hain. Q k duniya mein koi bhi karobar aisa nai hai jo ap ko 100% profit ki zamanat de. Is liyr jo log forex ko join kerny k baad ye sochty hain k un ko sirf munafa ho ga aur wo malamal ho jain ge to wo baad mein kafi disheart hoty hain. Kafi senior aur experienced traders ko bhi los hoty dekha hai. Is liye dil chota nai kerna chaye. Aur mehnat se kaam kerna chaye.
                          • #14 Collapse

                            Forex mein only profit ka koi concept nahi ha because forex trading loss aur profit ka combination ha aur ye dono forex mein har waqt present hotay hain. Agar ek trader mind mein sirf profit rakh k forex trading karay aur loss ko bilkul nazar andaz karay to wo long time forex trading mein survive nahi kar sakta. Forex trading ko ek business ki tarhan treat karna parta ha aur trader ko ek businessman ki tarhan forex mein approach rakhni parti ha tabhi ja k forex trading effectively seekhi ja sakti ha aur forex trading jitni effectively seekhi jaye gi, trading utni profitable hogi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear aisy ni hota k hum ko ais market mai her trade par profit hi ho kun k ais market mai kabi market ap k analysis par chalti hai aor kabi market ap k analysis k hisab se ni chalti ais mai ye hai k hum ko agar ais mai kisi trade par profit hota hai to hum ko ye pata hona chaye k market jitny bhi trader hai aun ki her trade profit mai ni jati ye hota hai k agar aik acha trader hai to aus ki kuch trades profit mai jati hai aor kuch trades loss mai jati hai magar wo over all profit mai hota hai kun k aus mai ye hai k risk reward ratio aisa use kia jata hai k aus mai agar ap k tp kam bhi hit ho to ap ko aus mai zayda faida hota hai ais liay ap aus mai kamyab ho jaty hai aor profit mai aaty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X