Only profit in forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Only profit in forex.

    jo insan bhi kam kary us maam main insan ki koshesh to yahi hoti hy keh woh us kaam sy profet hi kmaeor us kaam sy us ko loss ka samna na karna parhy but kuch kaam hoty hain keh un main serf hota hi profet hy yaeni un main nuqsan ni hota hy or kuch kaam woh hoty hain keh un ko agr tariqy sy kia jae ga to woh naffah din gy or agr un ko mehnut or dil lagi sy ni kia jae ga to us kaam main naffy ki bjae nuqsan ka moe dikhna parhy ga forex ka bhi yahi haal hy is main bhi jo member dil lagi or mehnut ky sath kaam karta hy woh to is sy naafy kma lita hy or jo insan is kaam main mehnut ni karta or dil lagi sy kaam ni karta or forex ky tmam qwanin ko samny rakhty howy kaam ni karta to us ko loss ka samna karna parhta hy to pta chala keh forex sy paisa kmany ky lie us main mehnut ki zarorut hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Only profit in forex.

      g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trading only one bsuiness hai jis main hum gher beth kar he eraning kar skty hain q k es k liye hmain kahen jana bhi nahi parhta hai hum gher bethy he es main paisa kma skty hain or yah dunua ka wahad bsuiness hai jis main har insan he paisa kma skta hai es liye hmain sub ko forex ki traf ly kar ana chahye q k jitny bhi log hain jo forex ko nahi janty hain or un ko bhi forex k bary main btana chahye ta k wo bhi forex k bsuiness se faida otha skaen q k forex boht zaberdast palce hai gher bethy online bsuiness karny or achi eraning ka karny tu hmain es bsuiness se zyda se zyda faoda othana chaye
      • #33 Collapse

        Re: Only profit in forex.

        Forex trading tukkay aur andaazoo ka business bilkul bhi nahi hai. Forex trading aik baqayda economic based aur real market business hai. Iss mai yeh kehna kay yeh profit based business hai tou yeh ghalat hoga aur issi tarah iss business ko yeh kehna hai iss mai sirf loss he hota hai dononhe ghalat hain. Forex trading business aik proper aur solid business hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay yeh aisa business nahi hai jiss mai traders ko kaam na kerna ho aur sirf interests ya sood ka business ho. Forex trading ki international markets Monday say friday tak 5 din takk lagataar 120 ghantay open hoti hai aur world wide traders iss mai business kertay hain.

        Forex mai profits bhi unlimited hain aur Loss bhi unlimited he hotay hain kiyu kay iss business mai market mai movements mukhtalif wajuhaat ki wajah say ho rahi hoti hai jinn ka directly taaluq demand aur supply say he hota hai. Aur demand aur supply ki ratio ki wajah say prices Kamm ya ziada aur profits ya loss ho jatey hain
        • #34 Collapse

          Re: Only profit in forex.

          Assalamu Alaikum dosto.
          Business koi bhi ho kabhi profit usmein sirf Hasil Nahin ho sakta loss ka Bhi Samna karna padta hai yahi Tarika is platform ka bhi hai ismein sirf profit hi Aasan Nahin Hota balki Hamen loss ko bhi dekhna padta hai ismein jitne investment ki Jaaye Kabhi usmein profit Ho Jata Hai Kabhi usse dugna profit Mil Jata Hai. Is platform Mein Kabhi Bhi Koi Aisa Mauka Nahin Aaya koi aisa time nahin Aaya Jab Hamen sirf aur sirf profit Ho Har chij ko do najriya se dekhna chahie Ek vo najriya jisse Hamen fayda ho sakta hai ek vo najriya jisse hmen nuksan ho sakta hai Agar Ham to sirf fayde Ki Nazron Se Dekhte Hain To Ham lalchi Ban Jaate Hain aur Agar Ham usmein nuksan ke Najar se Dekhte Hain To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte.RHANKX
          • #35 Collapse

            Re: Only profit in forex.

            Dear forex m onliy profit na mumkin hy q k ye ak beznus hy r hr beznus m insan ko loss hota hy r loss sy hi insan sekhta hy esi trha forex beznus hy forex treding m b loss phly hy r profit bad m es m jitna koi mrzi export tredrr ho sub ko loss hota hy sub ko loss sy hi sekhny ko milta hy es liye hmy es m onliy profit nhi hasil ho skta dill brdashta nhi hona chaiye q k loss beznus ka hisa hy sekhna chaiye experience incres krna chaiye ta k treading m kamyabi hasil kr saky.
            • #36 Collapse

              Re: Only profit in forex.

              Forex trading Mein Har member Yahi Chahta Hai Ki vah profit Hasil Karen lekin friends koi bhi business Aisa Nahin Hota jismein sirf profit ho aur loss ke chances hi Na hun Hamen loss aur profit donon ko zahan Mein rakhkar hi forex business Mein enter Hona chahie Agar Ham acche aur profitable trader Banna Chahte Hain To Hamen Forex trading ka vah bahut Achcha experience Hasil karna hoga
              • #37 Collapse

                Re: Only profit in forex.

                Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan frocks main sirf na aapko profit ho sakta hai aur na hi sirf loss ho sakta hai just aapko yah Pata Hona chahie ki aap apne se Tarah Ke 1 tarike kar banani hai aur Jis main aapko sirf profit Hi Na Ho Sakta Hai balki avar all Aankhon usmein profit Bhi Ho Sakta Hai Pyare bhai jaan yah iske sath is main sirf lost bhi nahin Hota aapko profit bhi hota hai aur Kyon Kiya Jab aap Kisi Ke Bina train Lagate Hain To usmein aap ko Aksar kick to profit Nahin Hota aur lekin kabhi kbar usmein aap alag Jaate Hain aur aapko per feet usne Mil Jata Hai lekin jo chij mein ismein se sikhane wali hoti hai vah aapki tarike Khar Hoti Hai is tarike Khar Mein Apne rahakar kam karna hota hai aur kaun sa tarike kar aapke Khwab ko suit Karta Hai Jab Ke Ek Bar aapko tarike ka aur Main acchi kamyabi Hasil Ho Jati Hai
                • #38 Collapse

                  Re: Only profit in forex.

                  forex main sirf na aap ko profit ho sakta ha aur na he sirf loss ho sakta hai. Just aapko ye pata hona chahry kay aapne es tarha ke aik strategy bnaani hai jos main aapko sirf profit na ho balkay overall aapko us main profit he ho. Main cheez ye hai kay es main sirf loss bhe nahi hota hai aapko profit bhe hota hai kun k jab aap kise analysis kay bina trade lagaty hain to us main aapko aksar aik to profit nahi hota lekin kabhee kabhaar us main tukka lag jaata hai aur ap koo profit us mai mill jata ha. Lekin jo cheez main es main see khny waali hai wo aapki strategy hai ka kis strategy main aapne reh kar kaam karna hai aur kon se strategy aapkay kaam ko suit karti hai. Jab 1 bar apko strategy ma maharat hasil ho jaay ge
                  • #39 Collapse

                    Re: Only profit in forex.

                    dear forex member forex k baaray mein agar koi bhi shakhs ye raaye rakhta hai k forex mein sirf profit hay to yeh baat hundred percent wrong hay aur oski wajah ye hai k forex aik business hay aur jaisa k aap sb log jantay hongay k chahy koi bhi business ho os mein kabhi bhi 100% percent profit mumkin nahi hai aur har busniess mein profit aur loss yeh donu sath chalty hain.aur mn to yeh kehna chahunga keh business ki to defenition bhi yehi hai k jis mein profit amd loss donu sath sath hon.koi agr sirf profit ka soch kr forex join krta hay to wo be wawoof hay.forex business ko jahan tak mainy apnay experience k mutabiq observe kiya hay to mn yeh btana chahunga k forex aik aisa karobaar hay jis ko samjhna kabhi bhi aasan nahi hai aur yehi wajah hai k forex mein kam krnay walay aksar trader ziada nuqsan krtay hain aur kabhi kabhaar profit bhi hasil kr letay hain.
                    forex ka chahy koi jitna senior aur jitna bhi expert trader q na ho osay bji har vaqt profit nahi milta aur woh bhi apni trade mein nuqsan ka samna krta hai. hum log aisa to keh saktay hain k forex mein nuqsan ki ratio ziada hay aur oski wajoohaat bhi yehi hain k jub hum log forex ko join krtay hain to hum isko proper seekhtay nahi hain aur na he learning mein interest takhtay hain balkay mn to ye kahunga k forex ko join krnay wala har member sirf aur sirf forex trading k unlimited profit pe nazar rakhta hay iskay ilswa yeh nahi sochta k profit hasil krnay k leye jo learning hay osy kaisa hasil kiya jaaye.har member profit ko dekhtay howay join krta hay aur oskay baad jb learning na honay ki wajah se forrx se musalsal loss milta hay to isko leave kr jata hai.forex mein profit bhi hay aur loss bhi chahy koi bhi is mein business kray.haan ye zaroor hay k jo trader isko join krnay k baad achy tareeqay se isko seekhta hai aur hamesha apni trade soch samjh kr experience k mutabiq aur trend ko follow krtay huway lagata hay aur iskay sath sath risk ratio aur profit ratio ko manage kr k is mein trade krta hay to aisa trader bhi loss to krta hay magar overall agr monthly history ko dekha jaye to wo profit mein rehta hai.forex ka hamesha loss sirf unko milta hay jo forex ko bina samjhy is per sirf gambling k taur pe trade krtay hain aur totally apni luck per depend krtay hain magar haqeeqat mein aisa kuch bhi nahi hai.forex mein profit k sath sath loss kp bardasht krna seekho aur apnay experience se faida uthatay huway ye koshish zaroor krni chahye k aisi trading ki jaye jis mein loss minimum ho sakay.shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Only profit in forex.

                      Jee nahi, forex forum py threading, trading ya aur koi b karoobar shuru kiya jaye to agar hum us kaam ko sekh k usme mehnat nahi karay gy tb tak hum munafa nahi kama saktay isliye sbse pehlay ye zrori ha k kaam ko sekhy aur phr thek tarha mehnat kar k us kaam ko kiya jaye taky nuksan km aur munafa kama sakay. Isliye munafy ki bunyaad tab ha k jb hum mehnat kar k acha kaam karay. Is baat ko aese samja jaye k agar hum forex forum py threading k zariye munafa kamana chahty ha to sbse pehlay humay threading k qawaneen k bary me ilm hona chahiye aur iski quality b achi honi chahiye, is tarha se hum zyada se zyada munafa kama saktay ha. Shukria

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X