Market main trade entry main hum kitna time lagaty hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market main trade entry main hum kitna time lagaty hai ?
    dear forex members main aap sab ki twaja ais baat ki taraf dilana chahta hoon ky her trader ko ghoor karan chahyee ky wo market main trader laganay main kitna time leetay hai ?

    hum aksaar market mai enter hooty he thoori si cheezain deekhaty hai aor apan order open kar daity hai phir nateeja humin loss ki soorat main deekhana parta hai humin chahyee ky hum jis cheez main bhi trade kar rahay hai us mai trend line different patterns waghaeera ka achy sy jaiza lay ky trade lagaeen ager koi opportunity nahi mil rahye too trade naihe lagani chayee
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading aik kafi risky aur complicated type ka business ha jis mai trading kay liye proper home work , trading ke planning aur daily analysis bohot he ziada lazmi hai .

    chaiye ap kitne he baray trader kion na hon app ko daily trading start karnay say pehlay in sab process ko zaroor time Diana chaiye . yeh market itne ziada risky hai ke iss mai bahgir analysis kay aur jaldi mai trade open karnay ka soch b nai sakta hai. Scalpers ko trading mai jaldi decisions making karne hoti hail akin woh b trading day start karny say aur phir sath sath market ke movement ka aur fundamental ka analis karty rehty hain. Trading day ko strat karnay say pehlay best yehi hai ke time laga kar technical aur fundamental anlsysis zaroor kar liya jaiye.
    • #3 Collapse

      g bhai ap jtna time marzi trading kro sewae Sunday or Saturday ky kau ky is waqat market off hoti ha or him log trading nhi kr skty ha baki dain ap trading kr skty ho
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Market main order lagany ka best time:
        Dear aksar mane apne sath bhi aur dosry traders jo kay itna zaida time trading main nahi ho gaya hota hai unko ess baat ke jaldi hoti hai kay jesy he wo trade aik main say nikalte hain to foran dosri trade laga dety hain aur es tarha say wo sahi jagha say market main enter nahi ho paaty hain aur unko loss hone ka khatra hota hai ya phir profit acha unko nahi ho paata jitna wo achi entry say lay sakte hain.
        Sab say best tareeka kaar ye hai market main order emtry lagany ka kay aap pehly acha time dain market ko aur apne analysis karin achy khasy time tak chart par. Jab apne analysis kar lain aur aik decision par pohanch jaain kay aapne buy ke entry lagani hai ya sell ke entry lagani hai to us lay baad aap ye analysis karin kay kon c jagha ha jahan sy sab se best buy ya sell ke entry mill sakti ha. Agar to apko lagta ha ka foran market main entry lagana best rahy ga to phir to sahe ha wagarna aap apna pending order laga kar market ko chor dain to aap ko aik perfect entry mill sakti hai.
        • #5 Collapse

          Market investment karne se pehle market Ka Pata laga lena chahiye market kya usse tadpana working Karegi abstraction Memu Karegi Jab aapko ye sab cheeze Ka Pata Lag Jayega Toh aapko Pata Lag jayega kya abhi aap kaise kam kar sakte hain business ko kaise develop kar sakte hain long time kam karne ke liye ki sabji Joker aapke paas achi wali information, Naraz Nahi Hai Jaise Jaise aap ke pass information increase ho jayegi ho jayegi
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
            dear forex members main aap sab ki twaja ais baat ki taraf dilana chahta hoon ky her trader ko ghoor karan chahyee ky wo market main trader laganay main kitna time leetay hai ?

            hum aksaar market mai enter hooty he thoori si cheezain deekhaty hai aor apan order open kar daity hai phir nateeja humin loss ki soorat main deekhana parta hai humin chahyee ky hum jis cheez main bhi trade kar rahay hai us mai trend line different patterns waghaeera ka achy sy jaiza lay ky trade lagaeen ager koi opportunity nahi mil rahye too trade naihe lagani chayee
            Assalamu Alaikum Bayan Har Kisi Ke Apne Hote Hain Aur Woh Apna analysis ke mauta big time Deta Hai Jitna time usko lagta hai analyses karne mein best entry time nahi hota hai Ke Jab aap ko acche tarike se market ke baare mein Maloom Ho Hum hai apke Ek accha trading time set kar sakte hain agar aap Bahar analysis Gate reading Karenge toh aap ko Kafir ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k har kisi ki apni ability hoti hai har kisi ki apni stretgy hoti hai jis kmitabiq woh chal rahay hotay hain ab aap kisistretgy k tehet chal rahay hain yeah to mujhay ni pata han albata agr aap sirf indicator k saharay chal rahay hain to aap kabhi bhi expect point say entry ni lay saktay q k jitnain bhi indicator hain sub market ko follow kartay hain koi bhi lead g indicator ni hai aur indicatorkshafay sirf trading karnan bewaqofihai agar aap laaxmi inko use karnan vhahtay hain to at a time more then 2 indicator use karain is say aapko Acha profit ho ga...
              • #8 Collapse

                forex trading main trade entry main 3 se 4 mintues lgty hain k hum achi trahse har chez note kar k apna order lga den or wesy bhi mera khyal hai k forex main analysis karny k bad jo basic bat hoti hai wo ayh hoti hai k hum market k hisab se profitable order set kar den q k hmari trade main azra sa lait hony par bhi hmain pareshani othani parh jati hai yah tu pips gir jaty hain yah bhi market move hony ki sorat main hmain loss bhi ho jata hai es liye market ko achi trah se chek kar k apna order lgana chahye jis main koi bhi kisi bhi trah ki galti ki gunjasih na ho q k jub ap lait ho jaty hain tab bhi masla bnata hai es liye es nazuk markhy ko aghr hum achi trah se face karty hain tab he hmain acha proft milta hai warna profit wali trade bhi loss main chli jati hai
                • #9 Collapse

                  forex trading main trading entry ko ap jitna bhi time lgana chahen lga skty hain maghr apki analyis bahtr hony chahyen q k jub ap analyse achi trah se karty hain tu hum apni trading main entry lety itna time nahi lgaty hain or time par hum apna order laga skty hain es liye apko apni trading main entry lety howe es bat ka khas khyal ralhna chahye k best entry k sath trade lgaen ta k hmain loss na ho jay or jub tak apko achi tarh se tasali nahi ho jati hai trend ki ta tak entry na lgaen q k market main trend chnage hony main time nahi lgta hai es liye apki galat confermtion apk loss ka sabab bn skti hain or apki trade loss main chli jati hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                    dear forex members main aap sab ki twaja ais baat ki taraf dilana chahta hoon ky her trader ko ghoor karan chahyee ky wo market main trader laganay main kitna time leetay hai ?

                    hum aksaar market mai enter hooty he thoori si cheezain deekhaty hai aor apan order open kar daity hai phir nateeja humin loss ki soorat main deekhana parta hai humin chahyee ky hum jis cheez main bhi trade kar rahay hai us mai trend line different patterns waghaeera ka achy sy jaiza lay ky trade lagaeen ager koi opportunity nahi mil rahye too trade naihe lagani chayee
                    Salaam Alaikum Dubai Jaan Forex trading main result laane ke liye aapko time kaam karna bahut Zaroori Hota Hai Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ke main aap kis time par aapko date Gopan karna hai aur kis time par trade close karni hai yeh Mann Yaad bahut jyada Zaruri Hoti Hai Kyunki Main Bhi Apne Khoon Se proper Mallu market and capital last major Lag Gaya Iske wajah se mujhe de Dila heroine ke proper Timing Analysis ke baad heated kar nahi chahiye
                    • #11 Collapse

                      G han ye mistake traders bahot hi zeyda karty hey agar market bahot zeyda down ya up chala jaye to support ya resistance levels ko hi nahi dekna chaye hamy per be market ko analysis karna chaye aur trade open karny me ham jetna zeyda time lagayen gey hamara trade entry point etna hi achi ho gi, koi be trade open karny me etni be jaldi nahi karni chaye key ham market analyzing ko hi ignore kar den esi mistakes agar ham karen gey to es business me kamyabi ka ham khowab hi dake sakty hey aur real me hamy kabi be kamyabi nahi mil saky gi.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                        dear forex members main aap sab ki twaja ais baat ki taraf dilana chahta hoon ky her trader ko ghoor karan chahyee ky wo market main trader laganay main kitna time leetay hai ?

                        hum aksaar market mai enter hooty he thoori si cheezain deekhaty hai aor apan order open kar daity hai phir nateeja humin loss ki soorat main deekhana parta hai humin chahyee ky hum jis cheez main bhi trade kar rahay hai us mai trend line different patterns waghaeera ka achy sy jaiza lay ky trade lagaeen ager koi opportunity nahi mil rahye too trade naihe lagani chayee
                        Market main train lagaane ke liye to Hame Jyada time nahi lagta taking Jab Hum proper analysis aur planning Banakar trading Karte Hain To uske liye Kafi time lag jata hai aur Hame Hamesha proper planning Karke Hai trading Karni chahiye tabhi Hum accha profit on kar Sakenge Uske Bina in trading profit banana impossible hai Hamesha hard work aur apni trading score successful Banakar profit gain kare Jab Hum hardworking Karenge
                        • #13 Collapse

                          assalamu alaikum bhai market Mein Koi trade open karne ke liye Hum logo ko bahut Kam Lagta Hai Ab hum koi bhi trade Lagate Hain Tumhare Pyar Mein Ek Dost second lagte hai usse Jyada time Nahi Lagda Tere Hamari trade open ho jati hai ya phir loss jati hai ya phir profit main Jati Haia
                          • #14 Collapse

                            Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hota hai k ais market mai kon si strategy par kaam karna hai magar jab hum ais market mai bethy hoty hai trade lagany k liay to aus mai hum ko jaldi hoti hai aor hum aus time ye ni dekhty k jaha se hum market ko sell kar rahy hai waha se support hai aor waha se market oper auth sakti hai hum ko market mai entery hony se phly kam az kam 3,4 baty dekh k enter hona chaye ye ni hai k sirf aik cheaz dekh k hum market mai enter ho jaye aor aus k baad hum ais market mai apna loss karty hai to ye kehty hai k hum jo bhi trade lagaty hai market humry opposite jati hai aisi liay jati hai kun k hum trend ko ni dekhty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jnb aap nain bht achi BT share ki hai forex main jub bhi koi trade lagani hoti hai to aapko chaye k aap market ko achi tarah analysis kar main jub bhi koi trade lagayen uska analysis achi tarah kar main air koi bhi trade without analsysi nan lagayen trade lagaty waqat SL or to laazmi set kar pain eyah aaik bht acha tools hai jiski wajah say aapko risk factor but kam ho jatay hai aur say pehlay calcylation achi tarah kar pain k market kitni pips move karaygi to aapko kitna fiada hoga air aap ko kitna loss yoga agar opposite move karat ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X