Trade modification kesy ki jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade modification kesy ki jaye?
    good trade ki modification key ley zarori hay key market ko analysis kia jaye aur traders plan kary key agar ham trades open karen to es me profit/loss ka ratio percentage es me kia ho sakta hay, good trade modification key ley lot size ko zeyda ehmiyat deni chaye, aur apny trading plan key mutabeq aur risk management ka be khayal rak kar kam se kam lot size lagana chaye, sath me good trade modification me take profit aur stop loss ka option bahot hi zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai ap ny thek bath ki ha ma ap ki bath sy agree krta ho ager ek trader apni skill ko increase krta ha apny knowledge ma ezafa krta ha or apny experience ko increase krta ha to phir wo ek kamyab trader bn jata ha or acha profit bna skta ha
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      good trade ki modification key ley zarori hay key market ko analysis kia jaye aur traders plan kary key agar ham trades open karen to es me profit/loss ka ratio percentage es me kia ho sakta hay, good trade modification key ley lot size ko zeyda ehmiyat deni chaye, aur apny trading plan key mutabeq aur risk management ka be khayal rak kar kam se kam lot size lagana chaye, sath me good trade modification me take profit aur stop loss ka option bahot hi zarori hay.
      Good suggestion for trade modifications:
      Aap ne Hamen trading ki modifications k bare men kafi achi suggestions di hain aapki baat darust hai hamen always apni trading men palaninpalaning aur modefication kerna lazim hota hai aap ne hamen acha idea dia hai hamen a hay shares pe amal krna chahiye
      Apne acount k motabiq mony management and risk to reward:

      ​Hamen always apni trading men aone balance ko dekhte huye hi mony mmnagmanag aur risk to reward rakhna zaruri hota hai tab hi ham trading men kamyab ho pate hain hamen apne balance k motabiq hi trades ko open krna parta hai ttab hi hamari trades successful ho pati hain isliye hamen iss baat ka khas khaykhayal rakhna chahiye k ham trading sirf apne balance k motabiq hi kren
      • #4 Collapse

        Jnb aap nain bht a hi bt ki hai to main aapko baat batata chalon k agar aap naye hain to aap sub say pehlay knowledge gain karain forex ktolls kbaray main or trade ko kesay modify kartay hain to yeah aap us waqat sahi istimal kar payengay Jub aap k pass isk related knowledge hogi Jub bhi aap koi trade lagatay hain aur dirmiyan aapko analysis kar k pata chalta hai k market opposite jayegi to iski sl or tp ko change kardenainko modification kehtay hain Jub aap ki koi trade plus main chal rahi hoti hai aur aap vhahtay hain k market reverse bhi aye to aapko loss nan ho to sl ko entry point prlaga dain yeah aik a hi modification hai trader k liye...
        • #5 Collapse

          trade modifictaion k liye apko sub se pahly apny analys ko achi trah se usee karna chahye q k jub ap maret ko achi trah se analsy karty hain tab he hum apni trade ko sahi lga skty hain es k liye apko apni trading main stop loss or take proft ko bhi market k hisab se set karna chahye q k jub ap apni trading main stop loss or take profit set karty hain tu un main points ko achi trah se chek karty howe set karni chahye q k juba p apni trade k sub k he points ko achi trah se set karty hain tu ap apni trde ko ahtr tariky se lga lety hain jis k bad apko koi masla nahi hota hai na tu apko changing ki fikar hoti hai or na he kuj or order sahi lagny k bad hmara focus hmary profit par hota hai jo k main bat hoti hai sub tardors k lye
          • #6 Collapse

            forex trading main best trade modification main wo sub point aty hain jis se hmain apni trading main loss na ho or hum acha profit eran kar skaen es k liye sub se pahly apko apni trading se market ko achi trah se analsy karna chahye os k bad jub ap lot set karty hain tu wo apk capital k hisab se honi chahye q k jub ap capital k hisab se apni lot set karty hain or apki trading main risk kam ho jata hai or risk akm hony se apk account ki mangemnt bhi ho jati hai or ap apni trading main aik trah se account mangmnt k sath trading kar paty hain pher apko apni trading main stop loss or take profit ko percantage k hisab se set karna chahye ta k humain loss ho tu zeyda na ho or agr profit ho tu wo bhi acha ho jay en points se hum apni trade ki modifuctaoin kar skty hain
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai Mere Khayal mein Market Mein Hum logo ko Hum Logon Ko Forex ke uska Pata hona chahiy Phir Hum Log mhnat Kiya Karte Hain profit Mein Jati Hai Aur Hum Logon Ko uska bahut fayda Hota Hai Aur Hum Log Kafi acchi earning kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Yahan Par 4 explain working karte hue aap ko is Baat Ko Jaan Lena chahiye ke konsa trading currencies aapke liye sabse Jyada best Hai jis ki help se aap working market Mein kar sakte hai market mein aap kaam karne se pehle aap ko uski modifications kar lena chahiye aapko market ka sabse Jyada Le Lena chahiye kya market me kaise kam kar sakte hain confidence investment Karte Jayenge aapke Yaad nahi karne ke Aise Bhi market se confidence be increased kar sakte hai aur Market Mein Kafi reasoning generate kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  trade modification ka tareeka demo pictures ky sath
                  bhai pehly to humen trade lgany sy pehly he pni trade ko management kr lena chye is ma kch steps leny bahot zaroei hain
                  1. market ka technical analysis kren jis ma market ki previous current state market ki recent support aor resistance, aor market ka trend find out kren
                  2. market ma fundamental schedule bhi view kren recent news time ko bhi mind ma rakhen
                  3. trade apni money capital ky mutabiq manage kren stop loss aor take profit he asal trade modification hai
                  trade open krny sy pehly jo lot size rakh lea wo bad ma modify nhi hota
                  trade ka lot size soch smjh kr rakhen keun ky bad ma modify nhi ho skta jist stoploss aor take profit modify ho skta hai
                  nechy ma apko picture ka demo deta hun trade modifications kesy ki jati hai
                  • #10 Collapse

                    G han jnb aap nain bht achi BT share ki hai kuch trader aisay hotay hain k hub with trade laga detay hain to khud saloon say beth jatay hain air market PR phir koi tawajuh ni detay jiski wajah say jub market in k opposite jaati hai tb unki ankhain khulti hai yeah sub ka sub surf is wajah say hota hai tm k trader over confidence hi bata hai is liye trade ko sath sath observe kartay raha karain ta k hub bhi marjeet aap k haq main kuch profit day rahi ho air pips move karat to aap ko chaye k aap trade ko modify karain air SL ko utha entry point PR laga dai. Ta k agar market move bhi karat reverse to aap ka loss nan ho ..
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear jab hum koi bhi trade lagaty hai to aus mai ye hai k hum agar ye chaty hai k hum apni trade ka take profit lagye ya apni trade ka stop loss lagye to aus mai ye hai k hum ko aus mai agar changing karni ho to aus mai hum aus k modify waly option par ja k change kar sakty hai aus mai ye hai k hum agar chaty hai k hum aus mai se half lot ko close kary to wo bhi kar sakty hai aus mai simple ye hai k humri agar trade profit mai ho aor hum aus mai se half ko close karna chaty hai to hum aus mai se half lot select kar k aus ko close kar sakty hai ais se ye hai k humra account mai profit add ho jata hai kun k ais mai hum ko ye pata hona chaye k hum ne order ko kaisy modify karna hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X