Loss ka bad confidence kasy bahaal kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka bad confidence kasy bahaal kiya jaye?
    dear forex members jesa ky hum sab janty hia ky jab bhi humari koi trade loss mai chali jaye to hum apna confidense loss kar daity hai aor us ky baad hum koi bhi decision theek naihe lay paty mara aap sab sy swall hai ky achi trade and confidence ko bahaal karny ki tips share karien and apna experience share karien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han loss key bad confidence me kami nahi ani chaye aur jo loss ho jata hay es key reason ko find out karna chaye, jab tak loss hony ka reason traders key knowledge me nahi ajata wo esi mistake bar bar karen gey jes ki waja se per se un ko loss ho sakta hay, hamari pehli koshish ye honi chaye key trades hamesha soch samaj kar open karny chaye aur agar per be loss ho jaye to confidence ko bahal rakana chaye, agar hamary confidence me kami ajaye to next time ki trading me hamy bahot zeyda mushkilat ka samna karna pard sakta hay.
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum dear hum logo ko loss hony ke baad mein mhnat karni chahiye aur apne aap ko courage karna Chaya apne aap ko Phir Hum Log Forex trading me Kamyab sakte hai aur Apna sakte hainapn Hum logo ko maine karni chahiye Pehli Dafa Se Bhi Zyada
      • #4 Collapse

        Sab say phelay tu traders kay liye trading start karnay say pehlay yeh understand karna bohot zaroori hai ke Loss b forex trading ka aik lazmi hisa hai aur loss saray he traders ko zaroor hota hai .

        Yeh jannay kay baad kay loss zaroor hota hai trader ko iss kay liye mentally prepare honay mai kafi madad mily ge aur woh trading mai b loss control karnay ke liye iqdamat kar sakin gaay. Jis say loss ka hona tu nai rukhay gaa lakin loss traders kay control mai zaroor aa jiye ga.

        Lakin ager phir b trader ko loss ke wja say pressure feel ho tu trader kay liye best baat yahi hai ke woh kuch time kay liye forex trading say break karn lain tu iss break say in ko apny emtion control mai kafi madad mily ge.
        • #5 Collapse

          Confidence kesy bahaal kiya jaay:
          Dear friend confidence aik aise cheez hai jo kay trading main bahut he zaida zaroori hai aur jis kay elaawa aapko trading nahi aa sakti hai. Aik acha faisla aapki trading ke behtar banata hai. Apke choty profit ko bary profit main lay kay jaata hai aur aap kay bare loss ko kam say kam kar sakta hai. Lekin ye vheez sirf mumkin confidence say ha.

          Confidence agar aapko apni tra ding main nahi hai aur apko nuqsaan ka khadsha hota hai to first aap trade lagana apne account main bilkul band kar dain. Aap aisa karin kay trade lagany say pehly jo jo aapkay mind ma shak hain kay ye jo jaay ga ya wo jaay ga to wo shakooq aap apne door karin. Us ko door karne kay liey aapne apna aik acha sa past main kiya huy kam ka analysis karna hai aur us ko dekhty huy future planning karni hai. Jis kay baad InshaAllah aapko kafi acha confidence miley ga.
          • #6 Collapse

            loss jb m ko hota hy to hamaar bhot hi bra msla hy k ham ko us k bad bhot hi zeda necha fllhota hy haam us taime my bhot hi dara jaty hy our bhot hi zeda ham low confidance kr dyty hy y apna our us waja sy ham ko our bhi gy loss hot hy is liy hm ko loss sy bchn chiy our hm ko loss ni krn chiy blky hm ko chiy k hm jb loss kr choky to hemt hry blky haMshi sy km kry
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Kafi acha swal bhi hy aur kafi acha hal bhi hy kiyon k kai bar esa hota hy k loss hony ki wjha sy hmara confidant khtam ho jata hy to isy control kaisy kiya jaye to mere khyal sy apna hard work improve kar k humein apna confidant bnana chahiye
              welcome to pak forum
              • #8 Collapse

                g han bhai apki bat shai hai ro main apki bat se agree krta hun forex main jub bhi hmain loss hota hai hum apny emotions control nahi rakhty hain jis k bad hum jald bazi main ayh sochty hain k jaldi he es loss ko cover kar len or pher es soch k bad kiya karty hain bari lot k sath agli trade lga dety hain yah pher osi time main pahli tarde k oposite main aik or trade lga dety hain k hmain buy se loss howa hai tu sell kar dety hain asye he hamakton se tradors loss k bad pher loss karwa bethty hain tu mera khyal hai k loss hony se jo basic bat hmary mijnd main ani chaye wo yah honi chahye k hmain loss howa q hai kiya hum se koi galati hoi hai k nahi khud ki traf focus deny se sub kuj thek ho jata hai tu jald bazi nahi karni chahye dsri trade ko profit main hasil karny ki try karni chahye ta k hmara loss cover ho jay
                • #9 Collapse

                  mary kahayal ma hmra loss hony ky bad jo confidence kam hota ha is ko increase krny ky leya him logo ko mhant sy dobra trading krni chaya jis sy hmra confidence increase hota ha or him log kamyabi hasil kr skty ha or him logo ko mhnat bi kam krna hoti ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Forex mein sab se hard cheez loss ha, loss aik trader ka nightmare hota ha aur loss ko deal karna us se bhi mushkil kam ha. Trader bhi as human emotions k zer e asar aa jatay hain aur jab loss ho jata ha to disheart ho jatay hain. Loss ko recover karnay ka sab se acha tareeq loss ki amount ko trades mein divide kar diya jaye, aik hi trade se sara loss recover karnay ki koshish se mazeed loss ho sakta ha. Market se badla nahi liya ja sakta, lekin market ki better understanding kar k nai hikmat e amli bana kar trade ki jaye to bohot hadd tak loss par qabu paya ja sakta ha.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                      dear forex members jesa ky hum sab janty hia ky jab bhi humari koi trade loss mai chali jaye to hum apna confidense loss kar daity hai aor us ky baad hum koi bhi decision theek naihe lay paty mara aap sab sy swall hai ky achi trade and confidence ko bahaal karny ki tips share karien and apna experience share karien
                      Hame Hamesha Apne mind Mai Ke Baad rakhni chahiye ke profit or loss Forex trading ka ek important hai agar Hame trading karte huye loss Ho Jaye to hame nahi hona chahiye Banke apni trading co better karna chahiye tha ke hum Forex trading Se Accha profit per kar sake aur sone ke baad hum Apna confidence SBI profit Bana kar kar sakte hain isliye Hame chahiye ke Jab Bhi trading Kare to small profits banane ki try kare
                      • #12 Collapse

                        Forex Mein kaam karte hai aap ko yaha par Bojh nuksan ho sakta hai aap apna confidence increase Kare Jab aap ko kam karne ke time par nuksaan Ho Jaye Toh aapko chahiye jahan tak ho sake Apne nuksaan Ko recover Kare Itna Jyada apne business ko recover Karenge long time ke liye information generate Karenge aap Jaan Se Jyada Se Jyada capital generate kar sakte hai aap ko kam karne mein bahut gussa nahi ho sakti hai market Mein management karna aap ke liye bahut pasand Ho Jayega aapko hichki direction ko nikal Dena chahiye Phir kaam karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko batata chalon k insan main self confidence ki agar sub say barhi dushman cheez daimhi jaye to woh loss hi hai insan jitna loss karta hai uska Confidence level itna hi girta jata hai lehaza loss say bacha in aur Bach kesay saktay hain
                          solution to minimised loss
                          Analyse before opening trade
                          put sl and tp
                          calculate pips
                          set you point of goal
                          observe market during trade
                          modify the trade according to situations.
                          after loss how we react...
                          bht saray trader aisay hain Jo loss k baad bht emotional ho jatay hain aur trading chordetay hain to main unko batata chalon k loss say kabhi bhi disheart nan hun balkay apni ghaltion say seek hain aur unko repeat nan karain..
                          • #14 Collapse

                            Jnb agar aapko fired main real dushman hai koi cheez to woh aapko under confidence hona hi aur banda under confidence tb hi hota hai jub uska loss hota hai loss or profit trading ka hissa hai aisa koi bhi business ni hai jismaij loss nan hota lakin aik acha trader wohi hai Jo apni ghaltion say seekhta hai air inko minimse karta hai aur aanain walay donon main in. Mistake ski repeat nan karnan k aazzam leta hai air jub aik banday ki apporoch positive hogi to isko reward bhi positive milayga aur his din loss ho us din mazeed trade nan karain balkay apnain mind ko relax karain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear jaisy ap ne baat ki hai loss ki to ais mai ye hai k market mai her trader ko loss bhi hota hai aor profit bhi hota hai agar hum ko ais mai loss ho aor hum dar k beth jaye to ais mai banda phir profit bana hi ni sakta kun k ais mai banda jab bhi koi trade lagany lagy ga to aus ko ye dar ho ga k kahe ye market mera stop loss hit na kar dey ais liay hum ko chaye k hum ais mai agar kaam karty hai to ye dar zehan mai ni hona chaye aor ye baat yaad rakhni chaye k expert trader ki bhi trades loss mai jati hai agar humri kuch trades loss mai chali gai hai to ais mai atna masla ni hai new trades lagaty hai aus mai ye hai k humra phly wala loss cover ho jaye ga aor hum ais mai acha profit nikal ley gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X