Trading with experience Or Analysis ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading with experience Or Analysis ?

    insan jo bhi karobar kary us main jo hi qudam uthae ga us main woh zra sochy ga keh main is karobar main jo fulan qadam utha raha hon us kaam ko main ny kaisy mein tein karna hy or main ny is karbar main main ny kaamyab kaisy hona hy or loss sy main ny kaisy is karobar main buchna hy taqeh or agr mairi trade loss ki traf chali bhi jae to us loss sy kaisy buchna hy or agr loss ho bhi jae to pher us loss ko powra kaisy karna hy taqeh woh loss wali kumi powri ho jae or agr us karobar main naffah kmana hy to woh naffah kaisy kmana hy or us naffy sy agy bkes trah sy nafah kmana hy yaeni sari us karobar ky bary jes main woh kaam kar raha ho plaining karna janta ho or us kaam main hony waly loss sy bhi buchny bka pata hota hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading with experience Or Analysis ?

      my friend forex main app achy trader analysis kerna jab siekh jaty hain our pher us k oper app k pass acha experience aa jata hai to pher he us main app achy trader ban patay hain app demo main jab tak apnay knowledge ko use ker k analysis karty hain jes say app trade with stop loss our take profit kerty hain to pher he us main ap ko ache earning hoti hai our pher he us main app achy trader ban paty hain our pher he kamayaabi milti hai jab pher app real account main usi analysis oru experience k sath trade karein gay to pher he us main ache earning ho gee our pehr he us main aap acha profit ker pain gay our app ak professional trader ban pain gay or app forex main apnay real account ko loss say safe ker pain gay
      • #18 Collapse

        Re: Trading with experience Or Analysis ?

        G han bilkal i agree with you forex profitable hony k sath sath aik risky or difficult business b hy is m jb tk ham mehnt ni karan gy successful ni hon gy or forex m anylyses ki bot ahmiat hy hamy hmasha anylyses ko parh kr trade lgani chaiy anylyses ko parahy bagar ap agr koi trade lgaty han to us sy hamy loss hi ho ga anylyses k sath sath experience ka hona b forex m bot zrori hy hamy jb tk kisi b Kam m experience ni hota wo kam ham ni krty forex m trading krny sy phly hamy demo account bna kr us m practice kr k experience hasil krna chaiy phr real account m trading kr k profit hasil krna chaiy ap k pas jitna zyada experience ho ga ap utna hi zyada profit hasil Kar saken gy experience zindgi k hr shoby m bot ahmiat rakhta hy is k swa ham koi b kam easily ni kr skty
        • #19 Collapse

          Re: Trading with experience Or Analysis ?

          Trading with experience hi hoti hay. aur achay analysis kerna bhi experience hi kehlata hay jo kay forex trading main mehnat aur time guzarnay say hi ata hay. is liye analysis achay hon gay to experience lazmi tour per acha ho ga. jis trader ka experience acha nahi ho ga to wo kabi bhi forex trading main kamyab trading nahi ker paye ga. forex trading main acha experience bhi hota hay aur bura experience bhi hota hay. lakin kam accuracy kay sath zayada accuracy ki traf kuch month laga ker trading kerna boht acha experience kehlata hay.
          • #20 Collapse

            Re: Trading with experience Or Analysis ?

            dear yeh ek common bat ha kiyon kay forex mein achi earning karnay kay liye hard work bohat he zarori ha kiyon kay jitna hard work hoga itni he achi earning kari ja sakti ha is liye forex mein experience hoga tabhi ap is mein analysis kar sakty hein is liye experience say trading karna bohat he zarori eha kiyon kay apko market ka pta hoga kay kis tarha is mein work karna ha tabhi ap is mein work kar sakty hein is liye forex mein kamyab earning kay liye market ko achi tarha analysis karna bohat he zarori ha tabhi ap is mein achi earning kar sakty hein so forex mein trading experience say ap market ko achi tarha judge kar sakty hein or fir is mein kamyab earning kar sakty hein so hard work and get success easy in forex
            • #21 Collapse

              Re: Trading with experience Or Analysis ?

              G haan ap n bhoot achi bt ki h k forex m hardworking
              Se hi ap ko exprince hota h posting kr kr k ap acha bonus miltay h phir ap is profit beager exprince k ap n ziada earn kr skta ho or analysis se ap market ko achi trah pick kr market ki movements ka pata laga latay ho is trah ap ko profit earn krny lay ziada chances hotay h
              • #22 Collapse

                Re: Trading with experience Or Analysis ?

                Yaha bhi aapne ek baar thik hai Jab Tak Main original train ka pata nahin Lagta to hum yahan se Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kaam mein stability rakhne ke liye train mein kaam karna zaroori hai agar Hum Log friend Nahi nikalenge To Hum Yahan Par Kabhi bich long time ke liye working kar ke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahi kar Payenge position ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se
                • #23 Collapse

                  Re: Trading with experience Or Analysis ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
                  Friends hamain trading main hamesha analysis kr ka trade lagani chayar ya baz dafa ham experience ki bna pa be trade laga sakty hain ?
                  Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main kamyab honey k ley humy maximum knowledge or experience hasil karna hoa ga jtna ziada humary pass knowledge or experience jtna ziada ho ga hum utny kamyab ho sakty han
                  Forex trading main hum jtny ziada learning or practice karny gy humara knowledge or experience jtna ziada hota jay ga or hum trading main utny ziada kamyab ho sakty han or humy utna ziada fayda ho sakta ha
                  Forex trading practice sy he knowledge or experience hasil hota ha jtni ziada practice or learning karny gy utny he kamyab ho sakty han is ley humy learning or practice jari rakhni chae ha ta k hum easily kamyab hon
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading with experience Or Analysis ?

                    Dear member forex trading mein analysis ki bahut zarurat hoti hai aur analysis ke bagair Ham trading nahin kar sakte. Forex trading mein analyses do tariko se kiye jaate Hain ek hi technical analysis aur dusra hai fundamental analysis. Technical analysis trading indicator charts aur tools ki madad se karte Hain joker hamen current market ki true picture de rahe hote Hain. Fundamental analysis se ham economic calender kya hai aur kaun si aisi news hai jo market the aane wali hai ya a chuki hai aur uske effect se kaun se pair mein increase or decrease ho sakta hai. News ke tamam analysis ko fundamental analysis kaha jata hai aur yah technical analysis ke mukabale mein bahut zyada rapid aur fast hote Hain. Ek successful trader donon analysis ki madh e Nazar rakh kar trading karta Hy.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading with experience Or Analysis ?

                      ji mere Bhai koi bhi kam hai Ham usko periods ke Bina nahin kar sakte agar hamare pass experience nahin hai to Ham use mein uska samna kar sakte hain isiliye hamen Main bhi apne experience ka game karna chahie aur hamen forex mein mehnat karni chahie jitna jyada hamen iske bare mein experience hoga jitna jyada Ham market banaa life karenge Ham market ko samajhne Lage Ham jyada share market mein. Karenge to hamen iske bare mein experience jyada hona aur ham iski market ko samajhne Lage aur ek beta trader Ban Gaye hamen successful hone ke liye uski mein kide ko analyse karna chahie jyada se jyada ismein time spend karna chahie ham trade karke successful Ban sake
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading with experience Or Analysis ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
                        Friends hamain trading main hamesha analysis kr ka trade lagani chayar ya baz dafa ham experience ki bna pa be trade laga sakty hain ?

                        Forex trading business mai bohat achi earning ki jaa sakti hai. ye aik aisa business hai jiss mai earning aur income ki koi limit he nahi hai. agar daikha jaey tou iss ka muqabala koi bhi dusra online business nahi ker sakta kiyu kay iss mai her roz puri duniya say laakhoo loog trading kertay hain. Her rooz trillions dollars ka business hota hai.

                        her tarder forex mai profit kay liye ata hai aur jo bhi learning ,knowledge aur training practice laita hai uss ka aik he maqsad hota hai kay achi earning ho,profit ziada ho takay zindagi mai asaaniaa ajain. Forex trading mai profit lainay kay liye analysis tou bohat zaroori hai kiyu kay experience bhi tab he kaam ata hai jab analysis kerna ata ho aur saath saath apni income barhanay kay liye bhi kaam aey. Iss liye experience aur analysis dono ko mila kay he achi trading ho sakti hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading with experience Or Analysis ?

                          Professional aur profitable trading agar app karny ka sochty ho to app ko trading experience ki be zarorat hoti hay aur knowledge ki be enti hi zarorat hoti hay, app key knowledge aur experience key sath trading skills me kami nahi honi chaye es ko app jetna zeyda increase karo gey app ka confidence be increase ho ga aur app ki trading be successful hi rahy gi, bahot se traders samjty hey key knowledge aur experience ko ehmeyat dena ghalat hay magar esa nahi, app ka knowledge aur experience hi app key bahot kam ata hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X