Trading with experience Or Analysis ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with experience Or Analysis ?
    Friends hamain trading main hamesha analysis kr ka trade lagani chayar ya baz dafa ham experience ki bna pa be trade laga sakty hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading hamesha analysis kay base par hi ki jati ha, ye technical analysis bhi hoti ha, fundamental aur sentimental analysis bhi. Analysis ka matlab market ki past movement, current soorat e haal aur future expected movement ha. Analysis jitni achi hogi, trade utni profitable hogi lekin accurate analysis experience kay bina possible nahi ha. Experience, trading kay doran aik trader par guzarnay walay halaat hain, chahay wo loss experience karay ya profit, ye trader ka experience count hota ha. Jitna trading experience ziyada hota ha, utni hi analysis bhi achi hoti ha.
    • #3 Collapse

      Forex trading kay liye trade open karnay say pehlay analysis zaroori hai.
      Brother jo log forex trading ka experienced rakhty hain woh yeh baat achi trah say jantay hain ke trade ko hamesha analysis ke base per he karna chaiye. sirf apny app ko experienced samjh kar trading karnay say loss ka chance bohot he barh jaiye ga aur trading b bohot he ziada mushkil hoti jiye ge. Iss liye trading mai behtar yehi hai ke apni experience ko kafi samjh kar trade open na Karin balky apni har trade proper analysis ke baad he open Karin tu iss say trader chaiye new hon yah phir experienced sab ko behtar results mil saktain hain.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
        Friends hamain trading main hamesha analysis kr ka trade lagani chayar ya baz dafa ham experience ki bna pa be trade laga sakty hain ?

        Experience aur uski importance:
        Trading men experience ka hona bahot hi zaruri hota hai ham jab tak trading men aik acha experience nhi bbna pate hain uss waqt tatak ham successful nhi ho sakte hain isliye hamen experience ka hona bahot hi zaruri hota hai agar hamare pass experience nhi hai to ham kabhi bhi aik professional trader nhi bn sakte hain experience hi hamari wo skills hoti hain ji se ham market men trading kete hain aur market se earning lete hain
        Experience kese banaya jay:
        Jab ham trading men learning krte hain to hamen trading ka aik best knowledge milta hai aur hamen uss knowledge pe practice krni parti hai ham jab bar bar practice krkrte hain to tab hi ham market ki movement ka andaza laga pate hhain aur yahi hamara experience hota hai
        Experience k sath analysis:
        Experience k sath hi hamare analysis hote hain agar hamare pass trading ka acha experience hoga to tthen hi ham trading men best analysis kr paen ge aur agar hamare pass trading ka experience nhi hoga tab haham kabhi bhi best analysis nhnhi kr pate hain
        Market men analysis ka hona bahot hi zaruri hota gai tabhi Hamen market k trend ka pta chalta hai
        • #5 Collapse

          Dear jab tak market ko analysis nahi kia jata trading ka expernice ho hi nahi sakta, agar ham ye samjty hey key jo trade ham ne open kia hay aur ye expernice key base par open kia hay aur ham ne market ko analysis be nahi kia hota to me samjta hon key esi trading anadazy ki trading hoti hay jes me loss bahot hi zeyda ho sakta hay, without market analyzing koi be trade hamy loss ki taraf le kar ja sakti hay, candles ko agar traders achi tarha samjty hey to us ko be technical analysis key base par hi market analysis ki jati hay us key bad hi trades open ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            Forex Mein working karne ke liye aapke paas experience aapka knowledge for Jada important Hota Hai Itna Jyada aap ke paas important knowledge Hoga aap market mein itna Jyada acche se learning kar sakte hai isko watch kar sakte hain uski investment co technical analysis ki help se increase karne ko help mil sakti hai aap ko acche se kam karna hoga
            • #7 Collapse

              G han jnb aap nain bilkul sahi BT ni hai agar aap trading main kamhab hona chahtay hain to aap ko chaye k apnain experience main jitna ho sakay izafa karain air is k sath sath aap k pass knowledge hona bhi bht zarori hai agar aap k pass experience air knowledge hai to phir bhai surf experience PR inhisar nan Karen balkay koi bhi trade laganin say pehlay achi tarah analysis kar main is ko fundamentally air technically donon analysis main daikhain agar aapko sahi lagta hai to confidence k sath trade laga dain...umeed hai yeah donon cheezain aapko kamyabtrader bana dain GI ..
              • #8 Collapse

                Kam koi bhi ho us ka experience tab he hota ha jb us kam ko bar bar kia jay start ma ghaltiyan hoti hain tuff time lgta ha lekin ahista ahista ham wo kam seekh jaty hain trading ma bhi same yehi scene ha trading ma kisi ne 1 sal kam kia hota ha tu kisi ne 1 maheena tu 1 sal wala apny experience ki wja se bakhobi sar anjam deta ha us ka analysis ka pta hota ha . Manual trading ka analysis krna asan ha kion k us ma hr chz samny hoti online trading ma analysis krna qadry mushkil hota lekin thora time deny se ho jata
                • #9 Collapse

                  bhai jan market ka technical fundamental data hona chahiye tab aap trading main successful ho sakte ho
                  Forex trading mai without knowledge and experience kam nahi karna chahiye trading main management planning both important haen
                  dear trading friends apko market ma expert bnana hai to demo account practice kro kam sy kam 2 months demo ma practice kro phr real bonus account mein trading start kro lkn stoploss aor take profit lgana na bholo stoploss ky bina kabi bhi trading start nahi karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Forex main Experience aur Analysis
                    Dear member forex main trading hoti hi analysis karny say aur jo ap analysis karty hai wo ap apny experience say karty hai agher ap ka pass market ko analysis karny ka knowledge nai ho ga to ap forex main kamyabi hasl nai kar sakty aschi trading ka lay ap ko technical analysis aur fundamental analysis karna boht zarori hota hai aur ya tab hi ho sakta hai agher ap ka pass analysis ka experience ho agher ap ya bagher analysis ka trading karna chaty hai to as trah ap ko loss hi ga aur ap apna time bi zay karny ga aur dosra ap apni investment bi zaya kar jay ga forex main sub say zayda important hai market ko analysis kar ka planing karn aur us ka bad trading karna as ka bagher ap trading main successful naiho sakty.
                    • #11 Collapse

                      G Bhai hmry pass jtna zayada knowledge ho ga or jtna zayada hamry pass experience ho ga him log is Kam ma Itna hi zayada kamyab ho skty ha is leya him logo ko apny knowledge or experience ma ezafa krna Chaya ta ky him log acha profit bna skty or him log mhnat krty rhy zayada sy Zayada
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k har trader ki apni soch hoti hai koi experience ko tarjih deta hai koi analysis ko
                        trading with experience...
                        Trading main experience bht hi ehmhai samajh lain k agar kamyab ki koi kunji hai tradi g main to woh sirf or surf experiences hain aur experience gain karain ka best tariqa demo account pr practice hai yeah aapko kabhi nakaam ni honain dayga
                        trading with analysis...
                        analyses k beghair market main profit earn karnan bilkul mushkil hai aur chances bhi kam hain lehaza Jub bhi market main enter hun analysis zaror kar lain
                        work with experienced and analysis
                        Agar aap trading main kamyab hkna vhahtay hain to experience aur analysis donon ko sath sath lay k chalain. ..
                        • #13 Collapse

                          jtny zayda hmry pass experience ho ga itny achy him log market ko analysis kr skty ha or itna acha profit hsil kr skty ha is leya him logo ko apny experience ma ezafa krna chaya phir him logo ko fida hota ha or him log earning kr skty ha forex ma
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market ka experince ho jata hai aor ais mai ap ko time lagana parta hai aor jab ap ais market mai analysis karty hai to ais mai ye hai k ap ko ais mai time to time pata chalta rehta hai k ap k analaysis achy hoty ja rahy hai kun k ais mai ye hai k market ap k jab tp hit karwati hai to ap ko pata chalta hai k ap ne jo ais mai analysis kiay hai wo achy hai aor aun ka acha result aya hai aor ap phir wohi same pattren jab dobara dekhty hai to aus par ap zaror trade lagaty hai kun k ap ne aus par phly trade lagai hoti hai aor ap ko aus ka pata hota hai ais liay ap aus par yaqeen k sath trade lagaty hai aor acha profit banaty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfraz9007 پيغام ديکھيے
                              Friends hamain trading main hamesha analysis kr ka trade lagani chayar ya baz dafa ham experience ki bna pa be trade laga sakty hain ?
                              Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading main aapko analyses Woh Jyada Jaroori hote hain analyses ke bare aapas mein kamyabi Hasil nahi kar sakte aur agar aap Chahte Hain ke aap ko Forex ka achha experience Hasil karne ke liye aapko daily basis for analysis karna bahut jyada Jaroori Hote Hain analyses a ki hai Jise aap accha profit Hassan kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X