oscillators aor indicators ma kya farq hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    oscillators aor indicators ma kya farq hai?
    dear traderz market ma technical analysis ky leay different methods use kiy jaty hain
    in ma indicators aor oscillators hain jo meta trader 4 aor 5 ma nazar aty hain
    oscillators aor indicators ma main kya difference hai discuss kren...?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Oscillators indicator
    Oscillators common aur simple indicator hay jo key market key oversold aur overbought condition ko represents karta hay, oscillators indicator ko me es ley simple samjta hon key es ko samjna bahot hi easy hay market 0 to 100 key range me bound hota hay agar market movement rang 100 ho to oscillators indicator over bought condition ko represent karta hay jab key zero rang over sold condition ko zarhir karta hay, ye bahot hi popular technical indicator hay.
    • #3 Collapse

      Oscillator and Indicator both Ek dusre se difference in Dono Mein working karne ka idea tournament different hota hai indicators aapko market Mein Hone Wali movement ke baad mein batate hain aur uski recipe aap ko Is Tarah Ki Hai Yahan Par information provide karte hain long time ke liye working karne mein karte hai Aap Yahan Se Accha kaam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Oscillators dar asal indicators hi ki type ha. Indicators wo hain jo statistical data dety hain jesay charts, money flow, trends, momentum etc. Indicators actual price (primary price) kay against secondary price show kartay hain. Indicators ko mazeed 2 forms mein divide kiya gaya ha, Oscillators aur Non-bounded. Oscillators common technical indicators hotay hain, aur in ki koi limit hoti ha like 0-70, 0-100 etc jis se over bought aur over sold ka pata chalta ha. Non-bounded itna use nahi hotay lekin ye trend ki strength ya weakness show kartay hain.
        • #5 Collapse

          Amenable working karne ke liye technical analysis hota hai uski latest apps technical analysis ko utilise kar sakte hain isko manage kar sakte hain aapko dekh na tha kya aap Kis hisab Se Baatein kar sakte hain Jab Aise Bhi Zyada working Karenge toh aap ko Jaan Se Jyada earning ho sakti hai isliye Apne account ko strong banane ke liye ke helps a working Karte J
          • #6 Collapse

            • The Sterling is struggling as GDP figures take the day's podium from Brexit headlines for the early hours.
            • A notable lack of progress on Brexit negotiations threatens to send the Pound back where it came from following recent bullish momentum.
            • #7 Collapse

              Oscillators
              dear forex fellows oscillators bhi indicators ki aik type he hai yeh apko oscillations yehni ky thr thrata hua jjolta hua isky lafzi mtlub sy he smjha a jata hai ky aik had tk market ja chuki hoti hai to indication hoti hai ky time for reversal yehni yahan sy reversal aspected hai ap ny dekha ho ga ky moving average jub above 80 jati hai to strong reversal ata hai aisy he jub moving average below 20 jati hai to bhi reversal ata hai ya to market wahan stable ho jati hai aor new moving average indication bnti hai ya reversal ata hai aisy indicator ko oscillators kaha jata hai aor baki sary indicators simple trading predictions ky leay hoty hai
              ADX
              FIBONACCI RETRACMENT
              BOLLINGER BAND INDICATORS
              ETC
              • #8 Collapse

                assalamu alaikum bhai indicator Ko Hum Log karte hai toh hum logo ko Kafi fayda hota hai aur hum Logo Ko Mhnat abhi kaam karna padta hai phir Hum Log accha profit bana sakte hain aur achi Baatein kar sakte hain is indicator ki wajah se aur hum logo ko Kafi acha profit mil sakta hai
                • #9 Collapse

                  The best technical indicators for Forex traders
                  • Moving Average – an indicator to identify the trend. Moving Average (MA) is a trend indicator. ...
                  • Bollinger Bands – an indicator to measure volatility. ...
                  • MACD – an indicator that shows the phase of the market



                  Oscillators are thus most beneficial when a company's stock either is in a horizontal or sideways trading pattern or has not been able to establish a definite trend in a choppy market. When the stock is in either an overbought or oversold situation, the true value of the oscillator is exposed.
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Click image for larger version

Name:	IMG-20180908-WA0008.jpg
Views:	1
Size:	215.9 کلوبائٹ
ID:	12321195
                    Dear ap jab chart open karty hai aor aus par jab ap indicator lagaty hai to aus mai ap ki candles k oper ya aus k sath jo bhi indicator lagta hai aus ko hum indicator kehty hai ais mai 2 tarha k indicator hoty hai aik leading indicator aor aik legging indicator aor jo chart k nechy indicator show hota hai jaisy ap ne dekha hai volume indicator hai wo chart k nechy show hota hai wo oscillator hota hai aor ye jitny bhi oscillator hai ye range mai acha kaam karty hai aor ain mai jab hum trade lagaty hai to hum ko ais mai ye pata hona chye k oscillator jo use kar rahy hai ye range k liay best result deta hai ya trend mai acha result deta hai aus k hisab se hum ko use karna chaye.
                    • #11 Collapse

                      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k forex main is waqat kaafi indicator kaam kar rahay hain aur har aik ki kaam karnan ki quality accuracy aik jitni ni hai balkay mjkhtalif hoti hai aur har trader apni pasand ka indicator use karta hai issi tarah oscillator indicator bhi aik qism ka indicator hai jis main do reading hoti hain0 and 100 aur yeah aapko overbought ya over sell k baray main batata hai Jub iski reading 100 hoti hai to iska mflb market overbought hai aur aap buy ka order laga Jub k 0 pr is ko against sell laga do yeah oversell order hai hai...
                      • #12 Collapse

                        Bhai oxcilater ayk indicater hy our indicater sy ap ko tradi g ka tora bhot idia ho jata hy ap dykh sgty hy k ya jo market hy ya kis trf move kr rhi hy our ya kis had tak move kr sgti hy ap ko ayk idia dy dyta hy ocilater our phr ap thora ehsan ho jaty ho trade lgany ny to ap ehsani k sath apni trade open kr sgty hy our us my phr ap ko losss k chance thory kam ho jaty hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Oscillator:
                          Dear bro aapne sawaal kiya hai kay oscillator main aur indicator main kya faraq hai to main aapko ye bataon kay indicators bahut kisam kay hoty hain aur oscillator bhee aik indicator he hai jo kay aapko market ke soortehaal par indicate karta hai ya signal deta hai.

                          Jab market main zaida buyers aa jaty hain ya phir zaida sellers aa jate hain to market overbought ya oversold situation main aa jati hai aur us kay baad market main aik wahan say down aany ke tawaka hoti hai. To jab market es tarha ke situation main hoti hai to oscillator indicator aapko ye signal deta hai kay ab aapko buy karna chahey ya phir sell karna chahey.
                          • #14 Collapse

                            Re: oscillators aor indicators ma kya farq hai?

                            forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky oscillators indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik asa business hain johamy learning ky sat earning be deta hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik samil hain yai oury pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: oscillators aor indicators ma kya farq hai?

                              Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account Hamare trading karne mein practically help karta hai aur Hamein market ke Pata Chalta Hai isliye Mere saal Mein Tu demo account sabse best teacher hai best teacher hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X