Main nay forex main kafi saray indicators ko use kia hay lakin sab use less hain. que kay main aik long trader tha aur ye saray indicator ya to leading thay aur ya lagging hian. jis ki waja say in kay sath trade kerna thek nahi tha. is main few pip profit hota hay aur loss boht zyada hota hay.
Is ka bad main nay elliot wave theory ko seekha jo kay aik boht hi achi aur perface theory thi. is mai mughy aik idea howa hay real main forex kay chart ap ko nishandahi kertay hian kay ap ye honay wala hay. aur ap kisi indicator kay bina hi chart dekh kay bata saktayho kay next kia honay wala hay. main nay ab tak jitnay bhi knowledge forex kay seekhay hian long term tradin gkay liye elliot wave theory ko best paya hay. ab elliot wave ki bhi advance version a gai hay. ye aik boht acha knowledge hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим