profitable trading ky leay technical ko time zeyada den ya fundamental analysis ko?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profitable trading ky leay technical ko time zeyada den ya fundamental analysis ko?
    dear forex trading members
    ap sy mera yeh swal hai ky agr profitable trading krni ho to kis analysis ko zeyada time dena chye
    technical analysis ko understand krny ma zeyada time lgain
    ya phr technical analysis ko zeyada time aor importance den?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Qk technical analysis se humain trading karnay mai useful strategy ka andaza hoota hay k hamaray expert's ki taraf se humain aik tracks provide kia jata hay k aik support position aur aik resistance point dia jata hay much better to yehi hay k analysis ko follow up karna chhye hay
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum layer Agar Hum Ko forex market Mein profitable trade karni hai to uske liye fundamental analysis ki bahut jyada jarurat Hoti Hai uski wajah se hum log market find kar sakte ha orchestra humlog Kafi accha profit bana sakte hain
      • #4 Collapse

        Dear aap nain bht achi BT ni hai k technical analysis zarori hain ya fundamental analsysi to main aapko bataya chalon k bht saari trade aisi hoti hai jin main aap technical analysis kar k kamyab ho jatay hain air acha Lhasa profit earnkar saktay hain but sometime jub aap technical analysis kartay hain to phir aap ko loss ho bata hai is ki main wajah yeah hoti hai k kisi milk k baray main koi ehmnews aa jaati hai jesay USD main movement us waqat change ho jaati hai jub trump koi elan karta hai to had ya to bilkul sell main chali jaati hai ya bilkul but main chali jaati lehaza aik acha trader bamnain k liye zaroori hai k aap technical analysis k sath sth fundamental analysis PR bhi tawajuh rain...
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
          dear forex trading members
          ap sy mera yeh swal hai ky agr profitable trading krni ho to kis analysis ko zeyada time dena chye
          technical analysis ko understand krny ma zeyada time lgain
          ya phr technical analysis ko zeyada time aor importance den?
          Technical analysis ki impotance:
          Ziada tar log trading men technical tareqe se hi trading ko analys kete hain aur ye aik methametically base pe work keta hai
          Ham market k up ya down jane ko tecnitechni tareqe se judge kr rhe hote hain aur maximum log market men issi method ko use kr rhe hote hain iss method se ham easily market ki movement ko note kr lete hain aur phir ussi k motabiq hi apni trades ko put krte hain
          Ye method hamare liye bahot ahm hota hai aur hamen trading men best results k liye iska sekhna bahot hi zaruri hota hai...

          Fundamental analysis ki impotance:
          Fundamental analysis hamare liye tecn5 analysis se bhi ziada important hote hain q k jab tak ham market men fundamental tareqe se analysis ni kr lete hain uss waqt tak hamare technical analysis ko fail samjha jata hai.
          Q k market men kissi bhi crunccy pair pe ya commodity pe jab koi news aati hai to uss waqt hamare technical analysis wrong ho jate hain isliye hamen news ki prediction krna bahot hi zaruri hota hai
          Ham jab tak news ki sahi tareqe se prediction nhi kr lete lete aur news k9 ignor kr dete hain tab hamara kamyab hona bahot hi mushkil ho jata hai isliye ye analysis hamare liye bahot hi ahm hote hain

          We should use both method for best results:
          Agar ham ne market men kamyab hona hai aur apne analysis ko behtar banan hai to hamare liye zaruri hai k ham dono analysis kia kren then hi ham kamyab ho sakte hain hamen dono method ko applying krne men hi acha results milte hain.
          • #6 Collapse

            good question dear ap na achi cheez pouchi ha ka forex ka ander ap na technical analyssis ko zyada timme daina ya fundamental ko to dear phla apko yh daikhna ho ga ka technical ka ha and fundamental ha kya bhai fundamental nalyysis just news trading ko nhn kh skta fundamental analysis wala to investor hota hn bhai trader nhn hota trader to bechara market mn sa urti chirya ka kuch pr pkrana wala bhai hota ha and us ka wja sa e marekt mn uchal nhn bnta ha dear
            • #7 Collapse

              Jnb aap nain bht acah sawal kiya hai k time kia analyssi ko ziada denan chaye to aap ko batata chalon k firex main donon analyssi bht ehm hain aur har aik ki apni aik aio quality hoti hai technical analysis kar k aap kamyab ho saktay hain aur um time kamyab ho aatay hain pr uch dafa aap ko loss ho jata hai q k is waqat news aa jaati hai jub bhi kisi mulk ki news aati hai to market bht ziada move karati hai agar poaitive s yegi o market buy main jayegi agar negetive news ayegi markeet sell main jayegi is liye try karain k fundamental analysia ko bhi proper time dain agar aap kamyab banan chahtay hain to donon ko sath sath lay k chalin tb hi kamyah hun gay....
              • #8 Collapse

                Dear hamari pehli koshish ye honi chaye key ham profitable trading karny key ley fundamental analysis par hi depend karen, 2nd agar koi khas news ya market movement dekny ko na mily ya market ki news hi hamari samaj me na aye to esy me yahi option ho sakta hay key ham market ka technical jaiza len, aur agar market fundamental analysis be ham karty hey aur sath me technical analysis be to es se achi bat aur koi ho hi nahi sakti hay jaha ham se fundamental analysis me ham se ghalti ya mistake ho jati hay to es mistake ko technical analysis cover kar leta hay.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                  dear forex trading members
                  ap sy mera yeh swal hai ky agr profitable trading krni ho to kis analysis ko zeyada time dena chye
                  technical analysis ko understand krny ma zeyada time lgain
                  ya phr technical analysis ko zeyada time aor importance den?
                  :1f60e:Assalam o allaikum dear kaisy hain ap? umeed hai k khair khaiyat say hongy..acha je aty hain ap k sawal ki taraf
                  investors bahot saary techniques use karty hain stock ko evaluate karny k liye in may two jo basic techniques hain ik hai technical analysis ar dosra fundamental analysis. ye dono mukhtalif methodologies ko predict katy hain jo jo movements chal rahi hoti hain market may.
                  jo fundamental analysis hai wo company k financial ar market position waghaira ko focus karta hain. is may saary economic factors ko focus kiya jata hai, yani financial statement ko b dekhty hain ar company k market position ko b dekhty hain.to agr hum fundamental analysis k base par koi trade lagaty hain to hum us company k in cheezon ko mad e nazar rakh kr karty hain. is may political issues ko b dekha jata hai qk fundamental analysis political situation say kafi effect hoty hain.

                  fundamental analysis thora slow chalti hain qk ye company k finacial indicators yani k price ratio free cash flow waghira k mutabik chalti hain.fundamental analysis k liye chahye k ap news dekhye ar news k base par apko pta chalta hai k is waqt currency k kia surat e hal hai , qk fundamental analysis may currency ka up and down ka us country k political situation pr hota hai k ab currency up ja rahi hai ya down.

                  technical analysis wo methodology hai jo market k statistics ko use karti hai ar usi k through pta chalta hai. technical analysis ik frame work hota hai jis may traders price ki harakat ka jaiza lety hain technical analysis may jo cheez pehly zehan may ati hai wo chart hota hai. us chart say basani andaza lagaya jata hai k mazi qareeb may price kis level pr the ar ab kis level pr hai. uper ja rahi hai ya neechy , market trend may hai ya side par hai.

                  ab atty hain k kon si analysis profitable hai?
                  dono analysis bahot basic hai hume trade karty waqt dono say update rehna chahye, yani dono ki ehmiyat say inkaar nhi kia ja sakta, agr fundamental analysis ko samny rakhty hoye trading ki jay to monafy ka mawaqy ziada hoty hain iska asan tariqa ye hota hai k trading se qabal calander check kiya jai, bank rates, FMOC meeting, non farm pay Roll waly din trading na krna behter hota hai. dosry aham noiyat k alaan hoto kam as kam 1 hour pehly trading rokhni deni chahye .
                  Umeed hai k mery is post say kafi logo ko help mil jaigi ar ye b umeed karti hai k In Shah Allah ap Ko mera Jawab pasand ayega.
                  Thank you so much:1f607:
                  • #10 Collapse

                    Yahan se good working karne ke liye usko Sajna Ke Liye achi working karne ke liye sabse Pehle Aap Ke Paas technical analysis ke sath sath fundamental analysis ka hona lazmi hai yeah analysis aap ki planning ko acha karne ke liye aap ko bahut jyada sport karte hain aapka working standard yahan se bahut accha ho sakta hai ab tabiyat se manage ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      dear Forex trading members apko profitable trading ky leay zeyada tawajo
                      technical analysis ko deni waja iski yeh hai ky forex trading ma knowledge aor experience sy apko management krni hoti hai market move technical analysis ky hisab sy krti hai support aor resistance ky levels ko touch ya cross krti hai aor market trend ma move krti hai fundamental analysis bhi apka strong hona chye keun ky market fundamentals py bhi high move leti hai kabi kabar to market ka trend bhi chang ho jata hai lkn bat wahi hai ky market phr bhi move technical analysis py he hoti hai keun ky market ma charts indicator mojood hai jo bull near power ko show krty hain market ki move ky leay lots ki zaroeat hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Dear fellows trading me jo apko acha lagy wohi karo or rahi bat fundamental or technical analysis ki tou technical analysis best rahy ga q k us me bohat se logon ki sich shamil hoti hy or jo sab se best tareeqa hota hy wo yehi hota hy or hamen technical analysis ko ziada time dena chaye q k ap technical analysis se achi trading kar len gy or acha profit nikaal len gy or fundamental analysis tiu kisi time bhi change ho sakty hen un ka koi bharosa nai hota or us ki waja se apko bohat loss ho jata hy or ap depress ho jaty hyn lehaza loss se b preshan nahi hona chaye
                        • #13 Collapse

                          I think dono ko time dena chahye kuen dono say hamay kuch baton ke samj ayegi aur hamay pata chaly ga kah market may kia ho rha hy to os hesab say per trading karni chahye aur hamay osi say earning mele ge aur loss kam hoga.
                          • #14 Collapse

                            Achi aur profitable trading kay liye technical analysis aur fundamental analysis dono ko he barabr importance daine chaiye.
                            Fundamental analysis ke per maire kahyal say technical analysis ke nisbat kam he time lagta ha . Technical analysis ke liye traders ko kafi ziada time required hota hai.
                            Fundamental analysis mai traders market say related news ko daikhty hain jab kay technical analysis mai mazi ke prices aur chart ke madad say trading ke current trend ko jannay ke koshshih karty hain.

                            Maire khayal mai tu Kamyab aura chi trading kay liye technical trading kay sath sath fundamentals per b nazar rakhni bohot zaroori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main technical analysis ki apni values hoti hain or fundamental ki apni values hoti hai or fundamental ki apni values hoti hain es liye aghr technial analysi ki bat ki jay tu es ki amportance zeda hai market main q k techniacal se hmain price action ko analyis karna hota hai or es k sath sath charts ko dekhna hota hai es liye yah basic material kah skty hain k yah basic materail hai trading ka tu hmain en ka jaiza zeyada lena chahye ta k hmain pahli market situaion ka bhi pta ho or agly time main market ki sitiaon ska bhi pta ho es se yah hota hai k hum apni trading main har trah se har point ko analysi kar k trading kar skty hain es liye technicala analysis ko mera khyal hai zeyda achi trah se use karna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X