trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?
    dear forex trading members Assalamualaikumma ap sub sy yeh pochna chahta hun ky humen trading ma aksar loss ka smna rehta hai trading ky leay aik trader ka IQ level kya hona chye ap ky kheyal sy discuss kren?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I think k IQ level wali baat apki sahi nahi hay qk agr apko apni skills ko utilize karna hay to app ko definitely apna knowledge aur learning ko bhi utilize karna hoota hay aur sab se barri baat hay k humain dosroon ki mistakes ko apna experience accept karna chhye hay aur us experience ki waja se hum trading mai aik target set kar k earnings kar saktay hain
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Meri Mere Khayalon Mein IQ level key forex market ma jarurat nahi hai Hamare Paas Itna Jyada knowledge Hoga Hum Log Itna Jyada profit bana sakte hain isliye Hum Logon Ko Apne knowledge me ezafa karna chahiye
      • #4 Collapse

        Dear meray khiyal mainfirex aik aisa business mainjis main aap ka IQ level ya education level bilkul bhi ni matter karat hai q k kuch aisi cheezain hoti hain jin ko aik matrix pass eaisily samajh leta hai jub k master walay ni samajh paatay hain agar aap is main kamyab hona chahtay hain to sub say pehli yeah aadat bana main k aap nain is mutaliq knowledge gain karni hai chaye woh jahan say bhi ho air phir demo account or ziada say ziada effort karain kitni aap ziaad effort karain agay itni aapko ziada help hogi k aap acha earn karainso work hard to earn good and don't be worry...
        • #5 Collapse

          Jnb aap nain bht ach a sawal kiya hai mgr main aapko batata chalon k forex main aap ki edycation itni matter ni karti nan hi aap k iq levwl matter karta hai haj mgr aapki picking power ziada honi chaye jub aapki picking power ziada hogi to aap kamyab hun gay forex main aur forex k baray main knowledge aur experience bht matter karat hai is liye mujhtaluf sources say knowledge gain karain ayr khud ko kamyab banayen aur agar aap experience main izafa karnan chahtay hain to ziada say zuda forex k demo accoung pr kaam karain ayr mukhtakuf stretgy apply karain aur jo suh say ziada kamyab ho us ko real account pr apply karain ...
          • #6 Collapse

            Dear pehly to app ko ye bat clear kar deni chaye key IQ level hota kia hay, IQ option ka name to me ne suna hay magar trading me IQ level hony ki bat meri samaj me nahi ai, traders ka expernice, knowledge, skills aur market ko understand karny ki khubi kesi be traders ko successful karny me bahot helpful ho sakta hay, agar bat traders key expernice aur trading skills key ki jaye to traders ki kamabi us ko apny confidence ki waja se mil sakti hay magar trading trading ka expernice be es level ka hona chaye key traders ko confidence mehsoos ho.
            • #7 Collapse

              Yahan par koi explain working karne ke liye aapka IQ level achha wala hona chahiye Jitna acha aap kahan par hai Q level Hoga Maruti Ko Zamaane Mein aapko Itni Zyada helpful Hoga aapka interest increase ho jayega Rocky Yadav working acche se manage Hota Hai Jayegi aapka long time Yaha par kaam karne ko Dil Laga rahega
              • #8 Collapse

                IQ is cognitive abilities (intelligence)
                dear forex trading members apki intelligence trading related thori zeyada honi chye
                Average IQ level is 90 to 110
                average IQ level 90 sy 110 hai jis ma kaha jata hai ky population ma average intelligence hai
                110 to 130 superior IQ level
                130 iq level superior tasawar kia jata hai to mery kheyal sy hamara iq level agr superior ho to hum bht achy trader bn skty hain aor market ko zeyada asani sy understand aor analysis kr skty hain
                • #9 Collapse

                  Dears iq level ka trading me koi kirdaar nahi hy agar kii pagal bhi trading karna chahy or kiu exper us ki help kr dy tou wo bhi kamyab ho jaey ga asal me trading hoti hy skill level pe aadmi k pas knowledge hona chaye us k pas situational awareness honi chahye k chart ko kis tarah follow karna hy or market kahan ja rahi hy tab wo achi trading kar sakta hy iq level tou i think k is me koi kirdar nahi rakhta agar ap k pas knowlede nai hy skills nahi hyn tou apny seniors ko follow kren experts se madad len or un se seekhen tou ap bohat achy trader ban jaen gy
                  • #10 Collapse

                    walikum aslam bhai pahli bat tu yah hai k trading k liye har trador ka IQ level high hona chahye forex trading aik risky business hai or es main trading k liye hmain online trading karty hain jis ki wjah se hmain kub kiya face karna parh jay es liye hmain foran se koi na koi action lena parh jay q k har traor ka asakl maqsad yah hota hai losss kam se kam ho or achy se achy se acha profit mily es liye apni leraning se he ap apni trading main IQ level strong hona zarori hai q k jub apki leraning achi hogi tab he ap apni trading ko bhtr kar k kar skty hain es liye apny knolwedge or apni leraning ko strong rakhna zarori hai or expiernce ki bhi boht ahmiyat hoti hai trading main q k es se hi hum apni trading ko bahtr se bahtr kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Dear forex market mein ye zarori hy k ap ka pora dihan markit ki traf ho lots lga kar chor dena markit ko smajhna ni hy markit ko smajhnay k liye aik high level iq chahiye jo k amoman har member use ni karta
                      welcome to pak forum
                      • #12 Collapse

                        Forex trading main IQ level :

                        Dear forex trading main IQ level sahi hona chhy to trader kay liay profitable hota hay kion kah forex trading business main mind ka use karna hota hay aor agr trader ka mind fresh ho aor trader ka IQ level acha hay to trader forex trading market main earning kar skata hay aor trader ko chhy kah woh forex trading main market kay lots kay use ko smjh kar trading karain forex trading main trader ko market pay dihan dana chhy aor trader ko forex trading market main knowledge aor experience ho aor trader forex trading main high IQ level use kia karay takah trader ko forex trading market ka acchhy say pata chal jay kah market kis tarf movement karnay walay hay is tarah trader profitable trading kar sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Yahan Par working karne ke liye aapke paas market Mein IQ level ka Zyada hona lazmi hai itna Jyada aap ke paas IQ level increase Hota Jayega aap ka minute nahi aap acche se investment Karega aapko Kabhi fresh hona chahiye market Main Long time ke liye working generate karne mein Aapki Yaad bahut jyada hai information code generate kar sakta hai Aapka kaam par nahi ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            W.salam dear brother ma umeed karta hun aap kheriyat say hon gay aur aap ka kaam acha chal raha ho ga. Brother aapne IQ level ka baary main question kia hai magar mery khyaal main aapka question ye hona chahey tha kay kiss tarha k log trading kar sakte hain aur trading karne kay liey kis tarha ke education ka hona zarorie hai aur kon say courses weghra say trading ka knowledge zaida hota hai.

                            Trading aik business hai aur es business ko har wo banda sahi tariky say kar sakta hai jo acha business koi bhe ho us ka karne ke salahiyat rakhta hai. To jab es business ko achi tarha sy aap karte hain seekhtt hain to aap es main kamyaab bhe ho jaate hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai trading ky leay iq level ki koi bi zarort nhi ager him log apny experiecne ko istmal krty ha to him log kafi earning kr skty ha or ager hmry pass knowledge ha or ager him log news ko follow krty ha to him log acha profit bna skty ha
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X