trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    walikumaslam bhai forex trading main apka IQ level high he hona chahye q k yah aik aysa business hai jis main hmain loss ko bhi face karna parhta hai or market ki cinfusion situaion ko bhi handle karna hota hai jis k liye apka iq level he es ko snbhal skta hai es liye apni trading main learning ko high karna zarori hai q k jitna apk pass knowledge hoga forex se related otna he ap foran stratgy ko use kar skty hain or apni trading kar skty hain es liye apko apni trading ko ahtr karny k liye forex ko zeyda se zeyda smjhna chahye q k jub ap forex main palning k tehat move on karty hain tu apko apki trading main kamybhi milny k chances zeyda ho jaty hain es liye apny iq level ko increse karty howe trading karen ta k ap achi eraning kar skaen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear ais market mai her tarha ka banda kaam kar sakta hai kun k ap ne ye dekha ho ga k ais market mai kaam karny k liay bahot sary tareeky hai aor agar hum dekhy to ais market mai agar ap aik indicator ko hi pakar ley aor aus k rules k hisab se simple entry aor exit hoty rahy to ho satka hai monthly ap ko jo result mily wo 70 se 80% tak ho ais liay agar aik normal banda hai aor aus ko thora bahot sekha dia jaye to wo bhi ais market mai atna kaam kar sakta hai k aus ko monthly acha profit ho sakta hai magar jab banda ais market mai lalch karta hai to aus ko ais mai loss bhi ho sakta hai aor ais mai ye hai k hum ko account k hisab se agar lot lagaty rahy to account wash ni hota.
      • #18 Collapse

        Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k forex main iq level kitna hona chaye kitna ni hona chaye bilkul meaningful ni hota hai q k kaafi log aisay hotay hain jinka aik taraf mind ni chalta to woh doosri taraf aik kamyab businessman ban k samnain. Aa jatay hain is liye agar forex main koi chesz important hai to woh aapki mehnat hai aur picking power and interest hai. Agar aapki picking power theak hai aur aap forex main Interested hain to aap bht jaldi sub kuch sekeh saktay hain aur aap ko mehnat karni parhaygi is kaamki jitni ziada aap mehnat karain gay it I jaldi aap seekhaingay isko
        • #19 Collapse

          Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

          forex aik online business hain hum is mai agar trading karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial karna chahey or hamy amount invest kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy hamy apny ander ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex trading students or house wife's or poor mans ky liye bohat ache job hain
          • #20 Collapse

            Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

            Iq ya intelligence quality aik aisi ability hoti hai jiss kay zariye cheezoo ko samajhnay ki istadaad ka pata chalta hai. Jin ka Iq ziada hota hai unhain zaheen aur aqal and kaha Jata hai aur jinka Iq Kamm hota hai unhain nalaiq ya bay waoof kaha Jata hai. Ab Agar forex trading mai Iq ki baat ki jaey tou yeqeenun jinka Iq ziada hoga woh ziada zaheen hongay aur unhain he jaldi cheezoo ki samajh aa jaati hai jiss say woh forex bhi jaldi seekh laitay hain aur ziada achi trading bhi ker laitay hain. Forex traders ka Iq bohat acha hona chaiye kiyu kay forex trading kay Doraan aik he waqt mai bohat kuch seekhna hota hai jo aik achay Iq wala trader he seekh sakta hai. Jin traders ka Iq acha nahi hota hai trading woh bhi seekh laitay hain laikin unn say baar baar ghaltiaa hoti hai jiss wajah say unhain bohat Losses bhi hotay hain. Achay Iq kay saath achi trading say achay profits easily earn kiye jaa saktay hain.
            • #21 Collapse

              Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

              IQ level Ki Kisi bhi field Mein kamyabi ke liye Kafi importance hoti hai Forex trading mein bhi IQ level bahut important hai lekin iske sath sath Forex trading ka knowledge experience or learning bhi bahut zaruri hai sirf IQ level per depend karte hue Ham trading nahin kar sakte
              • #22 Collapse

                Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

                Mery khayal me expert traders ki tarha har new trader ko be IQ level ko increase karny ki zarorat hoti hay, IQ level Forex key knowledge se hi behtar ho sakta hay aur online esy Forex IQ level test be hoty hey jes me ye determine kia jata hay key traders me Forex ka ketny percentage ka knowledge majood hay, esy test ko jo traders 95% average se pass kar lety hey me samjta hon esy traders acha khasa Forex ka knowledge rakty hey, sab se pehly knowledge achi tarha se hasil kar len es key bad IQ test den es se traders ko ye conform ho jaye ga key wo knowledge hasil karny me ketny kamyab rahy hey.
                • #23 Collapse

                  Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

                  Assalamu Alaikum Dosto kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                  Ji han doston Yahan per bahut hi Achcha Sawal poochha gaya hai doston IQ level ka Forex trading Mein itna Kam Nahin Hai Agar old members new members ki help karen to new members bahut hi Achcha kam kar sakte hain aur mehnat Karke achha profit Hasil kar sakte hain doston is Forum per knowledge or experience ka Jyada Hona bahut jaruri hai hamare pass Jitna knowledge or experience Hoga Ham dusron ke sath share kar Sakenge aur Kamyab Ho Sakenge doston Hamen is Forum per Achcha knowledge or experience share karna chahie Taki new members aur vo log jinko is kam ke bare mein jyada pata nahin hai usse fayda Hasil kar sake.THANKS
                  • #24 Collapse

                    Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

                    expensive meray khiyal mainfirex aik aisa business mainjis important aap ka IQ level ya schooling degree bilkul bhi ni remember karat hai q ok kuch aisi cheezain hoti hain jin ko aik matrix bypass eaisily samajh leta hai jub okay grasp walay ni samajh paatay hain agar aap is important kamyab hona chahtay hain to sub say pehli yeah aadat bana main k aap nain is mutaliq knowledge advantage karni hai chaye woh jahan say bhi ho air phir demo account or ziada say ziada effort karain kitni aap ziaad effort karain agay itni aapko ziada help hogi okay aap acha earn karainso work difficult to earn exact and do not be worry...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: trading ky leay IQ level kitna hona zarori hai?

                      Forex trading ek bahut hi Achcha business hai aur Agar ismein acchi trading karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki IQ level Kafi Achcha Hona chahie aur aapke pass Forex trading ke latest acche experience Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass Achcha experience aur knowledge Forex ke related maujud Nahin Hoga aap Kamyab Nahin ho sakte isliye sabse pahle market ko acchi Tarah Se learn Karen market ka backup Dekhen aur Market Mein hard work Karen tabhi aap forex market Mein acchi earning Hasil kar sakte hain aur ismein success Hasil kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X