some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

    Technical analysis fail hony ki wajoohat bahot si hoti hay koch indicators ko ham nahi samjty es waja se hamari technical analysis fail ho sakti hay aur koch indicators signals wrong provide kar rahy hoty hey ya real trend key signals hamy nahi milty es waja se be technical analysis fail hi ho sakty hey, sab se zeyda depend hamy fundamental analysis par karna chaye jo kabi be fail nahi hoty app kesi be news ko follow karo app yakeen karo ye news trading app ko kesi be indicators se zeyda ka profit de sakta hay, technical analysis work fail hony key chances hoty hey magar fundamental analysis key nahi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

      trading business Mein Ham market ka technical analysis kar bhi le Fir Bhi Hamen 50% chance Hote Hain Ki loss Ho Jaaye Kyunki market ko forecast karna impossible hota hai Ham chat aur market news ko Dekhte Hue trading Lagate Hain aur Achcha profit Hasil Karte Hain Magar sometimes Hamare technical analysis Kisi vajah Se fail ho Jaate Hain fail hone Ki Sabse Badi vajah Hamara Apna experience aur overconfidence hota hai Hamen koshish Karni chahie ki Ham Apne mind Mein loss ko bhi rakhte Hue trade Karen aur technical analysis karte hue Jyada risky feed Nahin Lagani chahie koshish karen ki Chhoti Se Chhoti trade Lagaye Jaaye jisse Achcha profit earning kiya jaaye Jo traders Apne overconfident ki vajah se technical analysis karte hain aur trade Lagate Hain unko loss hota hai Kyunki vah overconfidence ki vajah Se Jyada Se Jyada Bada lot size pay trade order Lagate Hain isiliye bahut se traders ka technical analysis fail ho jata hai fail hone se bachne ke liye chahie ki Chhoti Se Chhoti trailer gai hai aur over over confidence se bacha Jaaye Shukriya
      • #33 Collapse

        Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

        technical analysis ky fail hony ki reason ky pechy fundamental hoti hai jab bhi ap apny kisi bhi system pay kam karty hain tu ager ap news ko chek nahi karain agy tu wo analysis kabhi bhi news any pay fail ho sakty hain es lea p ko forex main say sy pehly news ko skehna bohut ziada zrori hai aur news main app ki ka say kamaik year ki practice honi chaheay phir he ap apny technical analysis main success ho sakty hain kyon ky news main market bohut ziada fast move hoti hai jiss ki waja say ziada double move hoti hai aur ap ka stop lag jkata hai news main aksar bari bari spike lagti hai jiss ki waja say news main nuksan ziada hota hai news ky time market main out ho jana behtr hota hai ager ap ko yeh pata cha ajy ky news positive ayy ge ya negitive tab ap news main kam kar sakty hain otherwise ap news any ky aik ghnty ky bad trade karain.
        • #34 Collapse

          Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

          Forex market hamehsa demand aur supply pay kaam kerti hai. Iss liye yeh nahi kaha jaa sakta kay technical analysis hamehsa sahi hongay ya kabhi ghalat nahi ho saktay. Forex trading market mai traders ko bohat si baatoo ka khayaal rakhna parta hai. Jiss ki wajah say traders kay technical analysis mai usay madad milti hai. Traders ko technical analysis mai news, signals, trends waghaira sub ko he daikhna hota hai aur phir unn sub cheezoo ko khud bhi trading terminal charts pay big time frames mai verify kerna hota hai tab h unkay technical analysis sahi hotay hain laikin jab market mai sudden movement hoti hai jo kay kisi siyaasi ya qudarti aafat ki wajah say hi sakti hai aur issi tarah jab kisi wajah say demand aur supply ka difference banta hai Tabb bhi technical analysis fail hojatey hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: some time technical analysis fail hony ki kya waja hoti hai?

            is ki reason yeh ha ke market me movement just technical analysis ki waja se nehi ati ha balke movement kisi bhi countries ki economy par asar parne ki waja se bhi movement ati ha or fundamental analysis ki waja se bhi boht strong movement ati ha or jub fundamental analysis ki waja se movement ati ha tu yeh movement itni strong hoti ha ke wo technical analysis ko fail kar deti ha isliey traders ko baz oukat technical analysis ke fail hone ka samna karna parta ha agr aisy traders technical analysis ke sath fundamental analysis ko bhi analysis karte hain tu technical analysis ke fail hone se jo loss hota ha os se bach sakte hain kyuke jub ap news ko analysis karo gay tu ap ko market ki movement ko technical analysis ya trend ke against ati ha os ko pehle hi pridict kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X