Jab central banks interest rates kay baary mein decisions lety hein to wo ishaara dete hn k wo rates increase karin gy ya maintain karien ge ya phir decrease karne wale hn.
Hawkish:
Jab central banks iss tarha ka ishaara dein k wo inflation ko control kerne chahte hain ya increase hone sy bacahana chahte hein to wo interest rates increase karne ka ishara hota ha aur iss ko hawkish kehte hein.
Dovish:
Jab central banks iss tarha ka ishaara dein k interest rates decrease karne wale hein to issko dovish kehty hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим