Asalam-o-alikum!
Piyary dosto jis jis ne bhe forex trading ke hai us ka wasta scammers say zaroor parta hai chahey wo aapko free main kuch provide karney ke offer kar rahy hon ya phir payment kar k. Scammers forex trading main kafi zaoda hain aur aapne in say bachna hai.
Account management forex main aik achi facility ha magar kafi sary scammers apni mashoori kar rahy hoty hn k kuch fin main apna account double karwaain ya be hisaab munafa kamain to kabhe bhe scammers ko apna account manage karne k ly na dain.
Paid Signals kay baay ma to apne suna he hoga aur wo log apne aap ko acha trader dikhaany k liey kafi fake photos weghra ap kay sath share karte hain to kabhe bhe kise ko pay na karin signals kay liey. Khud seekhin aur expert banin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим