Jaiza: market gap ka fill hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: market gap ka fill hona
    Market gap filling

    some time market me gap any key bad ye fill be ho jata hay market me gap any ki 1 waja to ye be ho sakti hay key jab up gap ata hay to es ka matlab yahi hota hay key koi be trader selling order place nahi karty aur jesy hi traders selling order place karna start kar lety hey gap be fill ho jata hay esi tarha jab down gap ata hay to koi be trader buy order lagany wala nahi hota hay jes ki waja se market holidays ya kesi muqy par down gap ajata hay aur ye gap be buying traders key active hony key sath hi fill hona start ho jata hay.
    UP gap filling
    Click image for larger version

Name:	Understanding Market Gaps EURJPY 1 hour.png
Views:	6
Size:	44.1 کلوبائٹ
ID:	12462324
    Down gap filling
    Click image for larger version

Name:	Understanding Market Gaps AUDUSD 1 hour.png
Views:	1
Size:	42.8 کلوبائٹ
ID:	12462325
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sometime aisa hota hai market ki movement is Alisha Speed ke sath nahi hoti hai sometime Marwadi movement one time bahut zyada Ho Jati Hai Jisne time to time is ko manage karna bahut zyada Mushkil ho jata hai market Mein working karne ke liye main strong level Tak isko resistance dekhna Hota Hai Jab Iske resistance level aa jata hai phir Hum isme easily working kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Forex market main prices main utaar charhaao rehta hai aur price opening aur closing main gaps aa jaate hn magar wo gaps charts par to aapko nazaar aate rahen gy lekin shyed market later on us gap jahan say market down ya up open hui the dobara say wo price visit kare, Forex mein har aik chez kise reason ke base par hoti hai ye nahi hoata kay har baar wo market gap fil he hoga. ho sakta ha wo gap phir fill na ho aur aap entry laga kar apna loss kar baithin so please be careful. apna nuqsan na karin aur apne apko loss na dein.
      • #4 Collapse

        gee mery bhai forex trading ma expert bnana zaroori hai humen trading journal ko smjhna chye aor ap ko analysis ky leay struggling krni chye apko aik strategy py har dafa amal nhi krna chye
        bearish gap ya bullish gap fill ho jaty hain lkn har dafa aisa nhi hota hai market ma jub bhi high liquidity provider entr hoty hain to market usi side move kr jati hai jahan py liquidity nhi hoti market gap kr jati hai ap ny aksar dekha ho ga crude oil aksar intra day ma bhi gap kr jata hai aor gap ky bad start hota hai lkn wo gap aksar fill nhi hota hai
        strategies chang kr ky trading kren aor multiple approach ky sath trading kren
        • #5 Collapse

          my dear friends ap ny thek bath ki ha ager him log mhant krty ha or him logo ko trading expert bnany ky leya mhnat krna hoti ha phir him log acha kam kr skty ha or achi tra sy tradind kr ty acha profit bna skty ha is ky leay him log ko bhot sara kam krna hota ha
          • #6 Collapse

            Assalamu alaikum bhai mere khyaal my forex market Mein Kitna yaad aa gaya tha isliye HumHum Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat Karne chahiye aur hum Logon Ko Jyada Se Jyada kurur mil sakta hai hum achche nahi kar sakti hai aur accha Mitra Laga sake
            • #7 Collapse

              Sometime market ki Kitni Speed ke sath movement Hoti Hai market Mein working karne ke liye Hame Samaj Nahi Lagti Hai kitni der Mein Hum kab aur kis jagah se investment Kare increase ho jata hai ye Hame working karne mein bahut jyada important Hota Hai Hame dekh lena chahiye gap Kitna Pyara Hai Ye time Kitna lega Hamari investment ko Apne target achieve karne mein Apna karte hain mutneja increase investment increase of Jayegi
              • #8 Collapse

                Gaps are areas on a chart where the price of a stock (or another financial instrument) moves sharply up or down with little or no trading in between. As a result, the asset's chart shows a "gap" in the normal price pattern. The enterprising trader can interpret and exploit these gaps for profit. Here we'll help you understand how and why gaps occur, and how you can use them to make profitable
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k jab bhi market weekend k baad open hotii hai aor ais mai kafi zayda gap ho to hum ko samjh jana chaye k market ne aj jo moment karni hai aus mai sab se phly ais gap ko cover karna hai aus k baad agay kahe move kary gi agar hum time se ais market mai enter ho jaty hai aor market aor opposite jati hai to hum ko waha se aik aor order laga dena chaye aus se ye faida hai k jab market move karti hai to aus mai ye hai k hum ko acha profit dy k jati hai kun k market apna gap lazmi cover karti hai aor aus k baad hi trend mai move karti hai aor humry pass yehi time hota hai jab hum ais market mai se faida autha sakty hai aor ais mai se paisa le k side par ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k market week k 5 din open rehti hai Jub k Saturday and Sunday ko close hoti hai woh bhi surf trader k liye jiski wajah say yeah gap aa jata hai aur isko fill bhi kiya jata hai baad main waqia ap nain achi bt batayi hai k gap do tarah k hotay hain up gap and down gap up gap us waqat fill hona shuru hota hai Jub kaafi saray trader buy order lagatay hain to yeah fill ho jata hai Jub k isk muqablay main down gap tb fill hota hai Jub bht saday trader sell ka order lagatay hain..
                    • #11 Collapse

                      Aap nain bht acha sawal uthaya hai air achi information share ki hai to main aapko batata chalon do din trader ki ghair moujoodgi main barha gap ban bata hai market main air taqreeban r curruncy PR hota hai q k is din kisi hi rrunc PR koi trade ni hoti lehaza market movement honain k baad jub bhi Monday ko market open hoti hai to woh aik barha gap show hota hai woh gap ooper hota hai ya neechay hota hai air jub trader Monday ko andha dhun trade lagatya hain jub buy ka lagaty hain to upper gap fill ho jata hai air sell lagatay hain to lower gap fill ho jata hai...
                      • #12 Collapse

                        gee bhai yeh baat sab hi trader note kertay hain kiun kay mostly hota hay aisa kay weekends per market aksar gap maarti hay jis kii wajah say aksar loss double bhi ho jaata hay or kabhi kabhi khatam bhi ho jaata hay hota yu hay kay majourity dekhtay hay jab bohat ziyada log sell per hain to market downside gap mar ker unka loss cover kerna ki koshish kerti hay jo kay baad may cover bhi ho jaata hay ager trader ki majority buy per hay or market continuos down jaa rehi hay to upward gap maaray gi jiss say sab ka loss cover ho jaaye ga or phir baad main gap maket cover ker lay gi yeh gaps mostly weekends per maarti hay jookay cover ho jaata hay https://www.google.com.pk/url?sa=i&s...42718236171891
                        • #13 Collapse

                          Jab gaps occur hotay hain, to 1 candle se dusri candle k beech koi buyer-seller nahi hota aur next candle se buying or selling start hoti ha. Is k baad market normal move karti ha aur jesay hi (agar up gap ho) buyers ziyada ho jatay hain ya sellers take profit start kar detay hain, market wapas gap walay point tak aa jati ha aur yun up gap fill ho jata ha. Isi tarhan down gap ki missing candle tab tak fill nahi hoti, jab tak sellers ziyada nahi ho jatay ya buyers take profit start kar dein, to market wapas gap point tak aa jati ha aur down gap bhi fill ho jata ha. Gaps se achi entry point forex trading mein or koi nahi because gaps 90% fill ho jatay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: market gap ka fill hona

                            market gap kay bary main agr bat karty hain to is main kafi reasons hoti hay jis ki waja say market main gap ata hay so humain jab trade karna hoti hay to achy say chart ko read karna hota hay jis kay bad hi hum is main kam kar skty hain kun kay agr to gap a jata hay or is main huma foran say entry lay laty hain is soch main kay agr entry lyty hain to shaid gap fill hony wala hay to is main loss b ho sakat hay or may possible gap fill na ho is main gap ki wja ye b hoti hay kay market main up gap tb hota hay ka traders selling order nai laga rahy hoty hain jis ki waja say market main up gap a jata hay or ye fill b hota hay jab traders ia main selling order laga lyty hain or down gap b tab ata hay jab traders buying order nai place karty hain or order place karny say ye gap fil b ho jata hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: market gap ka fill hona

                              gaps ki bat karty hain to market main gap any ki kafi wajooaht ho sakti hay jis ki waja say market main gap a sakta hay agr to market main traders ziada selling order ko place nai karty hain to is say ye hota hay market main up gap a jata hay ye gap tab fill hota hay jab traders is main selling order ko place karna start kar dyty hain is kay sath sath market m,ain kabhi down gap b a jata hay jis ki ye waja hoti hay kay traders is main buying order nai place kar rahy hoty hain to jis ki waja say market main is tara ka gap a jata hay or ye gap b tab fil hota hay jab is main traders buying order ko lagaty hain jis ki waja say down gap fil ho jata hay humain agr succss hasil karni hay to in gaps say zra ahtiat say kam karna ho ga agr ta kay trade karna humain loss na day saky profit hasil ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X