crude oil aur gold be kia US dollar ki price par effect kar sakty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    crude oil aur gold be kia US dollar ki price par effect kar sakty hey
    ye to ham sab hi janty hey key agar US dollar ki price me kesi kisam ki big changing hoti hay to es ka effect directly gold price par aur crude oil price par be ho sakta hay, agar gold aur crude oil ki price me big movement ho jati hay to kia US dollar ki market par es ka asaar ho sakta hay ya nahi?

    crude oil aur gold ka relationship US dollar key sath bahot hi strong hay esy me agar ham crude oil ya gold me trading karty hey to kia hamari nazar US dollar ki news par be honi chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jiha crude oil and gold movement copy Speed ke sath hoti hai ok dollar index par bhi Kafi Zyada Asaram dance hoti hai Jaise Jaise Ye move hota hai waise waise bhi uski bhi movement Tej Ho Jati Hai market ko samajh Na Bole last Me Hota Hai Pehle Hum isko samajh le phir Uske sabse kam Karenge 2 tour majorda capital generate Hoga isliye Zyada Se Zyada working kare
    • #3 Collapse

      Brother Crude oil ki baat ham karite hain to us mein usd ko thora bht asar aprta hai aur crude oil ke price zaida hny sa usd ke price ma mamooli fark hota hai. kun kay oil ke imports US meinkafi achi khaasi hein aue phir us ka bilkul mamooli affect bilkul hota hai. lekin wesy itna zaida jis say worried hua jay wo affect nahi hota kun k oil to sab coutries k ly mehnga hota hai.
      Gold ke price jo hoti ha Jesy 1242 per ounce to ye price 1242$ mein hoti hai aur jab Usd ke value main increment hota ha to gold down aata hai aur jab usd ke value decrease hoi ha to us time gold ke price up jaatiha mgr us ka ulat nahi hota. means gold price up jane sy gold par itna asar ni parta
      • #4 Collapse

        bhai jaan jahan tk bat hai crude oil prices ki to yeh global war hoti hai contract hota hai oil ka us hisab sy he move krta hai canida major oil market hai un ki 60 to 70 percent economy oil py depend krti hai crude oil ki cad ky sath relationship hai jub cad strong ho to oil bhi strong hota hai
        gold ka us dollar ky sath bhi relationship hai aor france ky sath bhi hai agr chf stable ho to gold bullish hota hai chf agr weak ho to gold weak hota hai aisy je isd dollar stable ho to gold weak hota hai aor weak dollar gold ko up lift krta hai
        dear commodities ki price ka apna moving circle hai jis ma gold yearly band ky hisab sy move krta hai is dafa gold ka yearly band complete ho chuka gold aab isi band ma move kry ga bottom support ya up resistance k9 nhi tory ga
        • #5 Collapse

          Gold plus crude oil aur US DOLLAR ka inverse relation ha, matlab US DOLLAR ki value barhnay ya kam honay se Gold aur crude oil ki qeemat bhi kam ya ziyada hoti ha. Gold ka US DOLLAR par is liye effect ha kay Gold (internationally) dollar day kay khareeda jata ha aur dollar ta talluq economy, bonds, stock markets se bhi ha. Jab stock market mein mandi hoti ha, to investors dollar kay bajaye gold par ziyada bharosa kartay hain aur yun gold ki qeemat up aur dollar ki qeemat down ati ha. Same crude oil bhi dollars kay badlay khareeda jata ha lekn crude ki price par OPEC (Organization of Petroleum Exporting Countries) kay faislay ka bhi asar hota ha.
          • #6 Collapse

            dear yahan per yah bat to theak hai k un main trading karna bohat risky hai per mazeed mera nahe khayal k crud k price main change ki waja se dollar main koi change aay . per jaha tak gold ki bat hai us main change se dollar main change aty hai. q k main na umoman daikha hai k jab gold price up hoty hai gbp/usd main taizy a jaty hai or jab gold price main kami hoty hai to yah pair b decrease ho jata hai. to is se umeed ki ja sakty hai k gold can effect dollar per but crude oil can not. is ki aik waja yah hai k jab gold ki price down hoty hai to log dollar main purchase kar laity hai . wise versa
            • #7 Collapse

              Crude oil ki movement yahan par aur golki movement currencies par directly affect Karti Hai Jab perfect karti hai toh Hame Bhi Zyada sweet Kisan movement Hoti Hai market Mein Nazar Aaye Gi market Mein uske liye Hota Hai Jaise Jaise aap isko Nazar Mein Rakhenge Aap Ka Zameen Aasman ho jayega kya aapne usko Kaise Main Hai usme fact kitna hota hai
              • #8 Collapse

                Assalamu alaikum bhai main crude oil or God main market ki movement bahut Hi aap hoti hai isliye Hum logo ko isme trading nahi karni chahiye Hum logo ko currency trading Karni chahiye currency main market ki movement hoti hai sakte hain Hum logo ko mhnat bhi kaam karna padta hai
                • #9 Collapse

                  gold or oil ma market ki movement bhot fast hoti ha is leya him logo ko gold or oil ma tradind nhi krni chaya him logo ko currency ma trading krni chaya jis ka fida hota ha or him logo ko loss bi nhi hota ha or him logo ko profit hota ha loss ho bi to kam hota ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear jaha tak baat hai gold ki to aus ki jo moment ho rahe hoti hai wo to usd dollor k sath hi ho rahe hoti hai magar jo ais market mai oil hai wo sirf demand aor supply par depend kar raha hota hai aor aus k sath Cad par depend kar raha hota hai aus ki main waja ye hai k oil sab se zayda Canada se nikal raha hai aor aus ki agar currency weak ho ya aus mai koi masla aa jaye to aus se oil ki price gir jati hai aor jab Canada k halat achy ho to aus time oil up jata hai ais liay apne dekha ho ga k jab bhi Cad ki news aati hai to aus k sath oil bhi move karta hai aor agar oil ki price zayda change ho to aus k sath Cad par bhi faraq parta hai aor gold par trade k liay usd par nazar rakhni hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k usd k hissab say sirf gold chalta hai aur yeah donon aik dosray k inverse chalta hain aagar currency up jayegi to gold down jaysga magar Jub currency down jayegi to gold up jayega lakin Jo oil hai iska usd k sath koi relation ni hai is ki value up down hoti hai supply and demand k hissab say aur agar koi currency is ko effect karti hai to woh hai cad Jub cad up jayega ya down jayega yeah bhi up down jayega aur rahi bt k inko wajah say currency pr kia effect hota hai to main batata chalon k koi effect ni hota han currency ki wajah say inko zaroor effect hota hai..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bht achi information share ki hai magar is main aap jain aik ghalti ki hai to woh main aapko batata chalon k USD ki value say druid oil ki movement PR koi farq ni parhta hai q k oil ziada tar Canada produce karta hai to is ki variation bhi cad k hissab say hoti hai is liye gold up jaye ya down woh USD PR depond karta hai air oil ki movement cad k hissab say hoti hai lakin doosri BT yeah hai k yeah donon curuncy in metal ki movement ko control kartay hain lakin yeah donon kisi Bhi curruncy ko control ni kartay albataa jub kisi mulk sale barhi hai to uski curruncy up jaati hai...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X