Scalping ek aisi strategy ha jis mein short time mein trades open aur close ki jati hain, jesay m5-m15 etc, in time frames mein market ziyada pips tak to move nahi karti, is liye is mein usually wo traders participate kartay hain jin ka account size ziyada hota ha because scalping mein small lots se ziyada profit nahi hasil ho pata. Scalping ek risky strategy bhi ha, because jab big lot size se trade open ki jati ha to us se big loss ka risk bhi ziyada ho jata ha aur scalping ki trades short time ki hoti hain, to traders k liye trades ko monitor karna mushkil ho jata ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим