Jaiza: Jobs key meqdar ka andaza karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Jobs key meqdar ka andaza karna
    Non Farm Payrolls (NFP)

    Non Farm payrolls (NFP) key bary me bahot hi kam traders knowledge rakty hey, USA me previous month me hasil karda job key meqdar ka andaza ye measures Non farm payrolls (NFP) karti hay, NFP ko market trend ka driver be samjta jata hay new week key first Friday ko NFP meeting me USA me jobs ka aur weekly ya month per hour key earning ka mawazana kar key NFP news release ho jari hay jes ka effect USD currency par bahot hi zeyda hony ki waja se other pairs me be big movement dekny ko mil jati hay, other economic events news monthly base par released hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friend AP NY bhot hi achi bath ki ha ma AP ki bath Sy agree krta ho AP bilkol thek bath KR rhy ha him logo ko sirf or sirf mhnat krni Chaya zayada sy Zayada or phir profit hi profit ho ga or achi earning bi KR skty ha
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Non Farm Payrolls (NFP)

      Non Farm payrolls (NFP) key bary me bahot hi kam traders knowledge rakty hey, USA me previous month me hasil karda job key meqdar ka andaza ye measures Non farm payrolls (NFP) karti hay, NFP ko market trend ka driver be samjta jata hay new week key first Friday ko NFP meeting me USA me jobs ka aur weekly ya month per hour key earning ka mawazana kar key NFP news release ho jari hay jes ka effect USD currency par bahot hi zeyda hony ki waja se other pairs me be big movement dekny ko mil jati hay, other economic events news monthly base par released hoty hey.
      hello dear aapne bilkul sahi kaha hai k agar kise mulk ke economic growth ka pata lagana hai to us main aany waali saari economic news ko lazmi follow kiya jaay. jesa kay aapne zikar kia non form payrolls ka. ab agar esi main dekha jay k kiss mulkk main kitne log berozgaari par lagy huy hain aur kitne logon ka rozgaar acha chal raha hai to apko us mulk ke development ka pata chalta hai,. aur yehi reason hai k jabbb ye news release ki jaati hai aur figures saamny aaty hain to un ko dekh kar market react karti haiaur us data o dekhty huy currency buy ya sell ke jaati hai.
      • #4 Collapse

        Market mein aane wali news par aapko Nazar Rakhna chahiye Ishq Mein Jab aapko parolkar data minus pe hai to aap ko Barkat ki movement Neeche ki taraf Jati Hai Sada Rahegi Jab isq epayroll kar deta positive Mein aata hai to uski movement aapko upside Praja TV Nazar Aayegi aapko Yahan Par working ke liye news ke sath sath working karna hoti hai
        • #5 Collapse

          Jobs ke miqdaar ka andaaza:
          Har month k start main NFP non form payrolls ke news aati hai jo kay trading kay hawale say aik intehaai importantt news hoti hai. Non form payrolls ka matlab hai ka kitne jobs har month main open hui hain aur logon ke income aur employment yani rozgaari kis ratio main barhi hai. Ye aik direct news hai jo economy ko show karti ha ya represent karti ha k economy kiss taraf jaa tahi hai. Agar mulk main job opportunities zaida create ho rahi hain aur nai jobs open ho rahi hain to isska matlab hota hai ka economic halat mul ke achi ho rahi hai aur logon ko kaam karne ka mawaaky mill rahay hain. Jis say us mul ki currency bhee strong hoti hai aur kafi buyers currency kay us news par daikhy jaate hain. Ess kay sath sath manfi main news aany say us mulk ke economy ke halat buri hony k khadshaat zahir hote hain aur currency weak ho jaati hai.
          • #6 Collapse

            bhai ap thek bath kr rhy ho ap logo ko her month ager him log mhant kre gye to hi him logo ko acha profit milta ha or him log kamyabi sy trading krty ha or acha profit hasil kr skty ha is leay himlogo mlhant krna chaya
            • #7 Collapse

              non form pay roll usa ki news hai jisko fundamental calendar ma apko schedule report ky tor py nazar ati hai is ma apko non farm pay roll ki read forcast ko dekhna hota hai
              yeh aik three bull head very important news hai jis ka market py bht zeyada impact bhi ho skta hai read ko analyse krna apko ana chye apko investing . com website join krni chye wahan py news ki reading ka method bhi btaya jata hai agr iski read zeyada ho to bullish usd aor agr negative ho forcast sy to bearish usd hai jata hai
              apko market ka analysis krna sekhna chue fundamentals aor technical ko understand krna zarori hai
              a
              • #8 Collapse

                Jab Aap Yahan Par iska analysis nikalte hain kaam karne ke liye market ka economic data dekhte hain toh aapko Aane wali news ke baare mein Mukammal information honi chahiye ke information market mein kitne factor rakhti Hai market ke sath sath Hum yaha par Kitna Jyada kaam kar sakte hain Jiske Aane wali news car market par Kitna GST affect Hoga Jiski direction ki sabse market Mein kaam kar sakte hain Jitna main market ki direction Ka Pata lagega Speed ke sath Hum yaha par running bhi apni increase kar sakte ho time ke sath isko manage bhi kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  my dear friends mary kayala ma NFP non form payrolls ke news aati hai jo kay trading kay hawale say a important news hoti hai Non form payrolls ka matlab hai ka kitne jobs har month main open hui hain aur logon ke income aur employment yani rozgaari kis ratio main barhi hai
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Dear jaisy ap ne baat ki hai NFP to ais mai jab bhi news aati hai aor ais mai kafi zayda faraq ho to aus time market kafi zayda fast ho jati hai aor kafi zayda move karti hai ais liay agar ap ne news par trade karni hai to ap ko chaye k ap ais mai pending orders laga k rahy aor aun k sath tp aor sl laga k rakhy ais mai ye hai k jab market aik taraf niklti hai to aus time ap ka aik order autha leti hai aor ap ki trade profit mai aa jati hai ais se ap ko ye tension ni hoti k market order autha k wapis aye gi kun k jab news aik dafa release ho jati hai to aus k baad ye atni jaldi wapis ni aati aor kafi zayda moment kar jati hai aor jab news ka asar khatam hota hai aus k baad wapis aana start hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      bhai achi information send ki hai ap ny jis main ap ny usd main hony wali sub se bari tabdeli k bary main hmary sath share kiya hai or forex trading main sub se bari market USD currency main lagti hai or pori forex esi pair k ser par move kar k apna ik name bna rahi hai jo k pori duniya main phela howa hai es liye itny strong pair main changing hony ki wjah bhi hmain sub ko pta honi chahye jis ki wjah se hum apni trading main osi hisab se trading kar skaen ta k hmain usd ki har movemnt ka pta ho or NFP ki meeitng main esi cheez ka moazna kiya jata hai or es main jitni eraning hoti hai ois ko bhi esi meeting main discus kiya jata hai ta k dollrs k abry main mokamal information hasil ki jay
                      • #12 Collapse

                        Jnb aap nain bht achi BT ko hai ksi bhi mulk ki currency us milk economically condition PR bht depond karta hai jub bhi kisi milk halaat theak Hungary kam log berozgar Hungary to is say pata chal ta hai k yeah milk tariq ki taraf ja raha hai air devolp ho raga hai jiski wajah say usli curruncy up jaati hai abhi aap nain NFP k barhay main bataya hai is say USA ki economy or barha farq parhta hai air jub USD ki value strong hoti hai to baaqi currunceis jinka pair USD k sath hota hai woh bhi is say zaroor effect hotay hain air sath sath gold ki value bhi effect hoti hai...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Non farm payroll america mein farming sector kay ilawa per month jitni jobs add hui hain, un ki tadad ko NFP (Non Farm Payroll) kaha jata ha. Nfp monthly release hoti ha aur har month kay first friday ko nfp report ati ha. Nfp par nazar rakhna is liye zaruri ha kay nfp se america ki economical conditions ka andaza kiya jata ha. Agar ziyada log employed hotay hain to america ki economy kay liye acha ha, dollar ki strength mein izafa hota ha aur agar jobs kam hoti hain to is se dollar par negative asar parta ha. Nfp ko economical calendars par dekha ja sakta ha, jiz mein previous aur forecast mention hotay hain, jin ki madad se traders next month kay data ka andaza laga saktay hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X