Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
    Forex trading ke market mai trading decision karty time per indicators ka bara he important role hota ha.
    Akaser traders yeh recommend karty hain ke trading kay doran behtar rehta hai ke traders aik say ziada indicators use Karin . iss say trading signals ziada achy milty hain aur trade ke confirmation mai b kafi asani rehti hai.

    trading mai day traders kay liye best indicators kon say hai jo pair mai acha kam karty hon ? Ap say pata yeh karna hai ke ager koi say b 2 ya maximum 3 indicators use karnay hon tu phir kon say indicators traders ko use karne chaiye jo combination mai aik dosray kay sath b best kam Karin aur trading indicators b achi mil sakin ?
    Hum din main wedding kare ya phir Raat Mein trading Kare Hai Aur Jaoge indicator use kare trailers ko Hamesha ek baat Apne mind mein rakhni chahiye ke koi bhi indicator 100% right nahi hota aur indicators for use Karke bhi traders call loss ho sakta hai indicators ko sirf health ke liye use kare indicators ko hundred percent right Samajh Kar Uske side pe hi trade Na Laga De is Savi loss ho sakta hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

      Dear day trading key ley sab se best indicator (support and resistance aur RSI) hay other bahot se esy indicators hey jes key base par day trading ho sakti hay magar jaha tak me ne trading ka experience hasil kia hay support and resistance indicator key elawa RSI be day trading key ley best ho sakta hay, moving average indicator ki agar bat ho to ye indicator kesi be condition me long term ya short term trading signals de sakty hey, traders traders RSI aur support and resistance indicators par bahot hi zeyda depend karty hey.
      • #18 Collapse

        Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

        foreign exchange buying and selling ke market mai trading choice karty time according to indicators ka bara he critical position hota ha.
        Akaser traders yeh recommend karty hain ke trading kay doran behtar rehta hai ke traders aik say ziada signs use Karin . iss say trading indicators ziada achy milty hain aur trade ke affirmation mai b kafi asani rehti hai.

        buying and selling mai day buyers kay liye best signs kon say hai jo pair mai acha kam karty hon ? Ap say pata yeh karna hai ke ager koi say b 2 ya maximum 3 signs use karnay hon tu phir kon say signs investors ko use karne chaiye jo combination mai aik dosray kay sath b quality kam Karin aur trading signs b achi mil sakin ?
         
        • #19 Collapse

          Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

          jesay k forex main 4 market k sab session hain sb say best London oour USA hai us main london 12 bajy pakistani time k mutabik open hota hia our dosra us main USA hae jo k sham 5 bajy open hota hai un do main ap ko ache moves her pair main milti hain koen london session kafi european currencies ko cover kerta hai to ap apni planning our strategy jes pay confident ho ga us ko use ker k us say ache income hasil ker sagty hean kisi khas indicator ki zarorat app ko nahe partae hai jo normal use ker rahy hain wohi chalta hai
          • #20 Collapse

            Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Forex trading ke market mai trading decision karty time per indicators ka bara he important role hota ha.
            Akaser traders yeh recommend karty hain ke trading kay doran behtar rehta hai ke traders aik say ziada indicators use Karin . iss say trading signals ziada achy milty hain aur trade ke confirmation mai b kafi asani rehti hai.

            trading mai day traders kay liye best indicators kon say hai jo pair mai acha kam karty hon ? Ap say pata yeh karna hai ke ager koi say b 2 ya maximum 3 indicators use karnay hon tu phir kon say indicators traders ko use karne chaiye jo combination mai aik dosray kay sath b best kam Karin aur trading indicators b achi mil sakin ?
            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main successful hony k liay humy zarori ha k hum ziada sy ziada indicator use karny ta k ap ko Indicator sy ziada help ho ap ko trading karny main ziada help ho main RSI or moving average use karta hon trading main mujy in sy ziada help hoti ha trading main or forex trading main hum jtni ache trading karen gy humy utna he ziada profit ho sakta ha jab hum lalich karen gy ya kam waqat main ziada earning ki try karny gy to humara ziada loss ho sakta ha is ley humy both ahtaiayat sy trading karni chae ha
            • #21 Collapse

              Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Forex trading ke market mai trading decision karty time per indicators ka bara he important role hota ha.
              Akaser traders yeh recommend karty hain ke trading kay doran behtar rehta hai ke traders aik say ziada indicators use Karin . iss say trading signals ziada achy milty hain aur trade ke confirmation mai b kafi asani rehti hai.

              trading mai day traders kay liye best indicators kon say hai jo pair mai acha kam karty hon ? Ap say pata yeh karna hai ke ager koi say b 2 ya maximum 3 indicators use karnay hon tu phir kon say indicators traders ko use karne chaiye jo combination mai aik dosray kay sath b best kam Karin aur trading indicators b achi mil sakin ?
              Assalamu Alaikum agar aap daytime e-trading karte hain ya FIR aap night time mein trading Karte Hain Sab Hi time mein indicators Jo indication Dete Hain wo same hi hoti hai koi special indicator Nahin Hai Jo ke din ya FIR Raat Ki trading mein jyada achha hai tarike se kaam karta ho mere Khayal Mein two indicators Par Bharosa karna galat baat hai Kyunki market ki movement sirf 10% hi aisa hota hai ki indicator ke result ke sath match Karen Baki 90% movement different paper hoti hai isliye manually Tor par Hamein Apne analyse karne chahiye aur UN analysing patrade Karni chahi
              • #22 Collapse

                Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                buddies umeed karta hun kay aap sab theek thak hon gay aur aapka buying and promoting time acha chal raha hoga. aaj ma buying and selling adequate ly week ma high-quality din kay bary ma baat krna chahtaa hun. week ma wesy to five din shopping for and selling hoti hai magar ha din trading kay liey acha sabit nahi hos sakta ha. ma the massive apple or app ny esa time apnitrading adequate liey dhoondna hota ha jo hamari buying and promoting ko suit karta ho.

                Wese to hamin pata ha ok buying and selling k liey nice session london consultation hai aur london consultation ma kafi achi movement hoti ha, magr jo best time hota ha trading adequate liey wo week kar darmiyaan waly three din hote han. Week ka pehly aur aakhri din shopping for and selling kay ly stats ka lehaz sy itne achy ni hn jitny darmiyan wale three din yani k Tuesday, Wednesday ot thursday.
                   
                • #23 Collapse

                  Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                  Yes dear aapne bilkul sahi baat kahi hai indicators hamari kafi zaida help karte hain aur indicators say hamain analysis karney main bhe kafi zaida help mill sakti hai. Jesa kay aap nay bhe kaha hai kay trading kay liey aik say zaida indicators ka istemaal karna chahey to main aapko yehi mashwara dun ga, k aap indicators ka use beshhak karin ess main koi buraai nahi ha kun k indicators aapko technical bassis par signals dety hain. Jabb kay indicators ko use karney kay liey jo sab say main chhez kaa apnayy apny mind ma rakhana ha wo apney analysis hain. Agar indicator aur aap kay analysis aik he tarhaa k hon aur aik dosry ko support kar rahy hon to us main aapko achi khaasi help mill jaati hai. Aur aik tarha ke tension release ho jaati hai. Indicators ko bila shuba apni trading behtar banaany k ly use kiya ja sakta hai.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                    jo bhe app noraml indicator us main normal days our time k istemaal ker rahy hain to dost wo app kise bhe time istemaal kise bhe kesam kki trading k leay ker sagty hain jesy k main stochastic use kerti hoon oiur us pay long setup ddikehna ho to pher main daily ouir weekly main stochastic line our signal line ki condition diekhti hoo our jab intra day trade kerni ho to pher main us main lower time frame main m5 m15 m30 ko istimaal ker k to us main trade kerti hoon oiur pher us k matibk jo lot hoti hai mujehy profit ya loss hota hia
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      Forex trading ke market mai trading decision karty time per indicators ka bara he important role hota ha.
                      Akaser traders yeh recommend karty hain ke trading kay doran behtar rehta hai ke traders aik say ziada indicators use Karin . iss say trading signals ziada achy milty hain aur trade ke confirmation mai b kafi asani rehti hai.

                      trading mai day traders kay liye best indicators kon say hai jo pair mai acha kam karty hon ? Ap say pata yeh karna hai ke ager koi say b 2 ya maximum 3 indicators use karnay hon tu phir kon say indicators traders ko use karne chaiye jo combination mai aik dosray kay sath b best kam Karin aur trading indicators b achi mil sakin ?
                      Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main ap kisi bi waqat trading karny ap agr achy analysis karty han to ap ziada behtar trading kar sakeny is main ap koi bi acha indicator ni istamal kar sakty han is k alawa technical analysis or fundamental analysis kar k trading karni chae ha ta k hum ziada sy ziada behtar trading kar sakeny jab forex trading main hum ache trading karny gy to maximum profit ho ga
                      Forex market main RSI or moving average best indicators han jin ki madad sy hum market ko ache tahra samj sakty han or is sy market movement ko samj k ache trading kar sakty han
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                        ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya friends main indicator ek bahut achcha karta hai isase aap ek achcha problem kar sakte hain aur ismein basket aisa hota hai ki ismein kafi senior member bhi isko istemal karte hain aap trader banna chahte Hain to dadar se jyada indicator used kar ine honi chahie aur jab aap analyse kar chuke hote ho to aapas mein compare Karen aur FIRindicator se aapko ek achcha milega aapko 3 4 indicator office mein compare karna chahie unki trading follow karna chahie unki analyse karke aapko pata chal jata hai ki kaun sa indicator usko isase aapko ek achcha indicator mil jaega mere hisab se ideal indicator rs support resistance price action hai day trader bhi yahi popular decatur use Karen tran pareshan karte karte hain aur isase jyada se jyada karne ke liye tragedy ke sawal karte hain aur ek accha fashion open hote hi market mein acchi dress in kannada ho jata hai aur ismein ek achcha profit karte Hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                          forex main din ky time ju ap ko acha indicator rahy ga wo ichimoko hai yeh aik bohut he acha indicator hai es ko ap ko pehly samjhna chaheay ap ko youtube ky is ky bary main tafseel mil jayy ge ap wahn say eski detaisl ko dekh kar phir demo account main kam say kam aik month tak practice karain aur kisi bhi indicator ko ap demo account main practice keay bgair ap kabhi bhi real main kam karna chaheay kyon ky indicator ya koi bhi stratgey kitni bhi achi ho ap ko forex main foran real main apply nahi karni chaheay pehly demo main achi tara say proper stop loss aur take profit aur risk aur reward ko dekhty hoay trade karni chaheay jab ap ko acha result mily aur ap ko us ki samjh bhi ajay tu tab ap ko forex main real acoutn main apply karni chaheay phir he ap success ho sakty hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                            Behtreen Indicator:

                            Forex trading mein aap kabhi bhi yeh nahin keh saktey hein keh din ke waqt aur raat ke waqt indicator ko change kiya ja sakta hey mein samjhta hun keh jo trader bhi indicators ko use kar rahey hotey hein woh chahe din ho ya raat ho usy indicator ko hi use kar saktey hain aur yeh har trader ke apni strategy par hi depend karta hey aur aaj kal Moving average bohot hi ziada chal raha hey moving average ki madad se traders ko kafi ziada acha trend dekhne ko mil raha hey aur isko bohot hi ziada traders follow kar rahey hein.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                              Dear friend Aisa bilkul nahin hai ki din time hi train indicator Koi kam Karen indicator Jo software trading software ke original indicators Hai Unki help se aap bahut acchi trading kar sakte hain jaise km CAD bollinger band aur Iske alava Rs ya Aise indicator Hai jinki help se aap bahut hi acchi indicator to use Karke Ameen handal kar sakte hain to isliye in Mein Din Ye Raat ka koi time table Nahin Hai indicators ko aap Kisi bhi time use Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Jab aapko Ek Achcha signal Mile tabhi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading Mai Din K Waqt Traders Kay Leye Behtareen Indicators Koun Say Hain?

                                Forex trading business mai traders ko bohat ziada aisay tools available hotay hain Jin ki madad say bohat achi trading ki jaa sakti hai aur traders ko in tools ko use bhi kertay rehna chaiye. Forex trading kay Doraan traders ko tamaam tools MT4 trading terminal pay available hotay hain aur unn ki madad say he real time trading mai help. Milti hai. Demo trading accounts mai trading ki practice ka yehi maqsad hota hai kay traders MT4 trading terminal kay tools ko achi Tarah seekh lain aur unn ki practice ker lain aur unhain use kernay kay liye confidence unhain demo trading kay Doraan baar baar use kernay say he ata hai.

                                Day trading ho ya night trading ho, scalping ho ya hedging strategy ho sub jagah aur type of tradings mai indicators ka bohat role hota hai. RSI aik aisa indicator hai jo kisi bhi type of trading mai bohat achay result daita hai. Relative strength indicator traders ko use kernay say achi future indications mill jaati hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X