Jaiza: winning trades ka muqabla losing trades se karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: winning trades ka muqabla losing trades se karna chaye

    better trading kay liay winer trades ko losing trades say mawazna krna wala aml acha hay is say trader ko experience ho ga kah trader ki wining kis trah say howi aor trader ko losing kis waja say howi tab trader ko mazeed knowledge ho ga trader market main apny result history ko check kr kay trading main bhtr mazeed laye ga aor trader ko future main success ho gi trader ko daily apni mistakes say jo loses hotay hian un ko smjhna hay aor trader ko forex trading main wrong mistakes use na krna hain trader daily apni trading main bhtri laya kray aor trading main daily experience bhtr kray trading main honay walay dialy ki changes ko face karay in say learning kray in say experience ho ga trader experience say sab apni trades ko wining trades main laye ga aor trader ko losing na ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: winning trades ka muqabla losing trades se karna chaye

      winning trades mukabla loosing : bohat best ha ye tarikay sey hamay farak pata lagay ga apni skills ka,hum logon ko winning trades yani ka jin trades ma hamko profit hua ho aur losing trades jin ma hamain loss hua ho un ka mawazna karna chahiey. aur dekhna chahiey ka kin kin trades ma humko loss hua hai aur kin kin trades ma hamahin profit hua hai. jin trades ka profit hamko milaa ho un main dekhna chahey k wo aise kia strategy thee giss ke wajha say hamahin profit hua tha aur wo aise kia wajha the kay jiske wajha say hamko profit hua tha. phir ham un 2no trades ka muwazna kar ke es cheez ka andaza laga sakte hain ka kon kon see hmaary andar aise khoobiyan hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: winning trades ka muqabla losing trades se karna chaye

        Assalamualaikum bhai kaise hai aap Mai Umeed Karti Hoon ki aap khairiyat se Honge bhai aapne bilkul theek for maiya ke batter trading result aur trading performance me behtri key ley traders ko winning trades aur losing trades me versus karna chaye chaye es se traders apny mistakes ko determine kar sakty hey,

        Traders ko last apny 20 trades ko analysis karna chaye es me losing trades me hoty hey aur winning trades be, jes trades me loss howa hota hay es ka reason be hamary knowledge me asani se ajata hay aur winning trades me profit hony ka reason traders ki trading result ko future me mazeed behtar kar sakta hay,

        last trades esy be hoty hey jes me hamy big loss ya big profit howa hota hay to ham bahot hi achy tareeqy se esi trading me mistakes ko dake sakty hey jo key hamy future me es ko control karny me asani ho jati hay. Aur main aapki is Baat se hundred percent Kitna Pyar Karti Hoon Shukriya Allah Hafiz
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: winning trades ka muqabla losing trades se karna chaye

          forex aik bohat bara business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide businss hain

          اب آن لائن

          Working...
          X