Jaiza: hamari learning self investment hi hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: hamari learning self investment hi hoti hay
    Trading ko learn karna be challenge hi hota hay agar ham learning karty hey to ye hamari self investment hi hoti hay jo key ham future key ley ye investment karty hey, professional traders Forex education aur learning ki waja se hi apny trading skills me master hoty hey Forex ki correct education aur trading practice right attitude hota hay jo hamy kamyabi ki taraf le jata hay yahi self investment kesi stage par hamy kamyab hony me hamari bahot help kar sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse


    Learning is self investment

    Forex main investment to log zaida tar yehi samjhty hain kay wo paisa laga dain gay to unki investment ho jaay ge lekin asal main jo investment hai wo apki learning hai. agar aap forex main invest karte hian to eska ye matlab nahi hota hai kay aapko usi din say profit aana start ho sagta hai ya phhr aapko sarry kam ke samjh aana shuru ho jaate hai, forex main investment asal wo hai ky aap apni learning ko din ba din increase karin aur jitna ho sakta ha forex ka knowledge increase karin. kun kay asal cheex to forex learning he hai aur apko asal faida to forex ke education ne he dena hota hai wagarna jo aap invest karte hain us ke bhe koi guaranteenahi hote ha k us main aapo lazmi faida he hoga. bal kay aapka sarmaaaaya zayaa bhi ho sagta ha.
    • #3 Collapse

      G brother Ap nay bohot he achi baat share ke hai, forex trading mai money ke investment kay sath sath traders ko apna time b investment karna partha hai.
      Forex trading ke learning karnay ke liye aur phir demo account mai trading ke practice karnay ke liye traders ko apna bohot he ziada time b invest karna hota hai phir iss kay baad he traing mai kamaybi ky imkan hoty hain.
      Trading ke learning kay liye traders jo time daity hain aur phir iss ka knowledge gain karny ke liye jo mehnat karty hain woh b aik trah ke investment he hai jo traders future kay liye kar rahay hoty hain. Traders ko paisay invest karnay ke sath sath yeh wali investmtn b zaroor karne chiye.
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum dear Forex trading members main aapko ye batana chahta hoon Forex trading main learning ke liye hame time nikalna parta hai trading ke liye aapko market mein practical work karne ke liye demo account banana padta hai usko chalane ke liye aapke paas knowledge hona chahiye juky aapko Pakistan Forex forum se milta hai Pakistan Forex forum ek bahut hi achi jagah hai jahan se ek time main aapko bahut sare fayde mil rahe hain aapko yahan se basic learning knowledge aapko yahan se Forex trading bonus aapko yahan se online guidance bhi mil rahi hai dear Forex trading members trading ke liye aapki management planning aur skilled support count hoti hai aapko trading mein proper take profit aur stop loss use karna hota hai Iske ilawa lot size ko bhi mange karna hota hai
        • #5 Collapse

          Jaiza: hamari learning self investment hi hoti hay
          Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k Forex trading main business k doran ya jomokably ka doran
          Jaiza: hamari learning self investment hi hoti hay say kaya morad ha please koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say jaldi
          • #6 Collapse

            Yes dear main aap say agree karta hun kisi qisam ka bhi film Basil karnan aik trah ki investment hoti hai jis ko aap save kartay ho apnain future k liye aur yeah aap ko future main help karti hai ISSI trah forex main bhi aap ki education aapka knowledge aur aap ka experience aap ki investment ho Jo k aap aik behtar trader k future k liye gain kartay ho forex k baray main knowledge gain karnain k bht Sarah tareqqay hain
            Consult with your senior member
            Work on daily basis on pak forum
            Download different kind if apps related forex
            Watch videos on internet about forex...
            • #7 Collapse

              Agar aap Yahan Par Jyada Se Jyada posting Karenge is posting ke against aapko Ek achha wala bonus Milega Ye bonus aapko working karne ke liye Kafi Zyada sport provide Karega aur aap Jo yahan se is bonus Yaad Nahi Karenge aur aap isko withdrawal nahi karenge tu hai aapki self investment Hogi jo aap kabhi B withdrawal kar sakte hain kaam karne ke liye
              • #8 Collapse

                Irfan bahi apki baat say ma agree karta hun kay learning say hamaara long term main faida hota hai aur eski wajha say hamary leiy learning self investment ka kirdaar aadaa karti hai. Learning kay liey aapko sab say pehley aik proper schedule tiyaar karna chahey jismain ye cheez ho kay kon kon cee cheezin hain jin par aapne aboor hasil karna ha aya jin kay bina aap forex market main trading karney kay laaik nahee ho sakte hain. Forex market aik nehayat waseeh aur aik bara learning process hai jiss ko aap nay aik planning say karna hai. To jab planning aap karte hain to us planning main aapko kafi saari cheezin seekhna hoti hain jo ka aagy ja kar aapko faida dete hain. Lehaza ye aik kisam ke self investment hoyi hai jo k aap khud par karte hain aur us ka benefit hasil karte hain.
                • #9 Collapse

                  Assalamu alaikum bhai Hum jitni instaforex Mein gold rate open Karte Hain Hum Log Kitni dafa he learn Karte Hain isliye for Excel learning ka bahut accha Dariya Hai Jise Hum Log Apne knowledge mein bahut yaad aaya kar sakte hain aur aap logo ko sex Mein kaam nahi chahiye toh hum logo ko news chalu karna Hota Hai Jis Se Hamare knowledge main ezafa hota hai
                  • #10 Collapse

                    Yes dear ap ki ais baat se agree karta hu mai k agar hum ais market mai investment karty hai to hum ko ais mai experince tab hi hota hai jab hum ais market mai paisa lagaty hai kun k jab hum ais market mai apna paisa lagaty hain hai to ais mai hum ko tension hoti hai aor hum ais mai hum jab tension mai hoty hai tab hum ghaltian karty hai ais liay jab apna paisa laga ho aor banda ais market mai soch samjh k kaam karta hai to aus k sath bandy ko experince ho jata hai ais market mai kaam karny ka aor banda ais mai asani se kaam kar sakta hai agar hum ais mai acha kaam kary gay to hum ko ais mai acha experince ho ga aor hum ais mai kamyab ho jaye gay aor faidy mai rahy gay.
                    • #11 Collapse

                      Hamari learning Hamari mens Banyan par Kabhi Bhi one side ki taraf nahi honi chahiye Jab Hum Yaha par knowledge increase karne ke kya sochte hai apne mind Mein Kaam Karte Hain Tumhare Hamare baad mein Bahut Si cheez hi aisi Hoti Hai Ke Hum one sided earning nahi karna chahte Hum Babu set working karna chahte hain business constable Rakhna Chahte Hain Jitna business costable Karke experience ko increase Karenge Hum Itna Jyada business develop kar sakte hain time ke sath sath business, Rakhna hai Sabse jyada samajhdar hai
                      • #12 Collapse

                        him logo ko pakistan forex forum sy learning krni chaya phir ista ma invest krna chaya phir him lgo ko acha profit milta ha or him log kamyabi sy trading kr ky acha profit bna skty ha
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Forex mein aik trader ka sab se acha teacher wo khud hota ha because trader jo kuch personally experience kar k seekhta ha, wo us ko duniya k sab se best traders bhi nahi sikha saktay Aik trader jitna time kisi aur k pas learning mein guzarta ha, agar wahi time wo real ya behtar ye ha k demo account mein spend karay, to ye wali learning sab se achi hogi kyun k trader khud market k sath jurra hoga aur market mein honay wali changes, un ki reasons aur un k asaraat se bakhabar ho jaye ga aur ye cheez hamesha k liye us ko yaad reh jaye gi. Isi tarhan jab trader loss experience karay ga to us ki ye koshish hogi k next time us ko loss na ho, loss ki waja se us ka experience increase ho jaye ga aur ab ki baar jis waja se loss hua, agli dafa trader us waja se khud ko bacha kar trading karay ga.
                          • #14 Collapse

                            Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha jab hum forex trading main learning karty han to ye humari self investment he ha q k future main hum ache trading kar saken gy or ache earning kar sakeny gy
                            Is ley friends Mary sammat sab ko learning karni chae ha jtna ziada ho saky to demo account main practice karni chae ha jis sy humara knowledge or experience ziada ho ga or hum easily ache earning kar saken gy
                            Jtna ziada knowledge or experience ho ga hum easily successful hon gy is k ley hum both hard work ki zarort ho ge is k bagar hum successful ni ho sakty han
                            Forex trading main successful hony k ley learning both important ha jtni ziada ap learning karny gy utny successful hon gy or Mary khayal forex trading main learning both wasee ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee haan dear aap nay achi bat ki hai forex trading main hum jo time daity hai aor jitni bi koshish karty hai apni knowledge ko barhany ki wo bhi aik investment hai likin ye investment aisi hai ky ais ka life time aap ko faida hoota hia aor aap jitna experience haisil karty hia utna aap achy trader banty hai aor ye forum aap ko boht achi opportunity day raha hay jis main na sirf aap ko apni personal investment karni parti hia aor app ko bouns ki soorat main kafi acha mooka mil raha hai trade seekhny ka bhi aor saath saath earning karny ka bhi aor jeesa ky bhai nah kaha ha ais sy hasil hoony wala tajarba aik aisi investment hai jo long term aap ko faida daiti hia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X