Dear ais market mai kaam karny k liay analaysis bahot zarori hai aor aus k liay hum technical aor fundamental use karty hai jis se hum trading kar sakty hai agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai jo technical analaysis hai wo chart par dekh k kiay jaty hai aus se hum ko market ki samjh aa jati hai k market ne up jana hai ya down aana hai ais mai hum sath indicators use karty hai aor ais mai price action mean hum resistance aor support use karty hai jis se hum ko ye hota hai k hum ais mai jab kaam kary gay to jo indicators show kary gay aus k hisab se hi trade lagani hai aor aun k hisab se hi hum ne target bhi set karna hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим