Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Forum me bahot se members emotions key topic par bat karty hey ham emotions ka hi jaiza lety hey key ham kesy trading me emotional ho jaty hey aur es ko ham kesy ignore karen gey

    Emotions

    Trading me greed ko ham emotions ka name nahi de sakty hey, greed karna trading me alalg topic hay emotional ham trading me us time ho jaty hey jab hamy small loss ho jaye aur ham es loss ko recover karny key ley apna all account capital par risk laga kar es loss ko one shot me hi recover karny ki koshish karny lagty hey esi koshish me 99% chances loss key hoty hey, ham apni trading ko etni risky bana dety hey key market ki movement kesi be time hamary account balance ko wash kar sakti hay, etna risk le kar be ham come back nahi kar sakty esi ko ham emotions keh sakty hey.
    Assalamu Alaikum emotions for Humanities hai agar Hum greeting karte hain aur hum Apne motions par nahi karte toh Hame bahut jyada Mushkil se kamyabi Hasil hoti hai agar Hum accha experienced karna chahte hain aur accha trading karna chahte hain toh Hame Apne emotions control karna bahut zaroori hai Kyunki Agar Hum emotions Mein Jayenge toh bahut Jada nuksan ka Samna karna padega emotions control bahut jyada Chori Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

      trading main emotions ka mtlb ap nay wazeh kr dia hay phr bhi main kahta hon kah forex trading main emotional trading us ko kahty hian jab trader ka mind sahih kam na kr rha ho aor trader forex trading market main mistakes krna start kr day high profit aor jld profit earn kranay kay liay high lots place krta jaye aik ka bad aik place krta jae takah trader ko jldi profit ho to is tarah say trader ko account balance ko wash krna pr jata hay trader say market control main nhi ati aor trader mazeed emotions main chla jata hy to trader ko forex trading market main koshish krna chahye kah trading market main risk management ko follow kray trading main emotions ko khtm kray safe methods forex main use karay greedy na ho trading main mind fresh ho account balance ko wash na krain trading main proper planing say work krain hard work krain emotions free trading krain relaxed ho kar trading krain to is trah trader ko faida hota hay trader ka account wash na hota hay aor trader profitable trading kr lata hay to emotions trading main bad hian emotional trading profitable nhi hoti ha is main loss hi loss hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

        Assalamualaikum bhai kaise hain aap Mein Baat Karti Hoon ki aap khairiyat se Honge Dekhe buy Forex mein bahut Sare log emotions Ki Baat Karte Hain uski wajah se Hame emotions ka Jaisa Lena padta hai to me is bare me kehna chahun gi k Trading me greed ko ham emotions ka name nahi de sakty hey, greed karna trading me alalg topic hay emotional ham trading me us time ho jaty hey jab hamy small loss ho jaye aur ham es loss ko recover karny key ley apna all account capital par risk laga kar es loss ko one shot me hi recover karny ki koshish karny lagty hey esi koshish me 99% chances loss key hoty hey, ham apni trading ko etni risky bana dety hey key market ki movement kesi be time hamary account balance ko wash kar sakti hay, etna risk le kar be ham come back nahi kar sakty esi ko ham emotions keh sakty hey. Sumeet Karti Hoon ki aap meri is Baat se Ittefaq Karenge Shukriya Allah Hafiz
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

          g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex main emetions or point hota hai or greed or bat hoti hai or aghr hum apny emtions ki bat karen tu jald bazi es ka bahtreen tarjma hai q k jub hum apni trdaing main jald bazi karty hain or yah kosish hoti hai k hmain aik he din main yah tu boht zeyda profit mily yah pher hmain loss hony par jald bazi yah karty hain k jaldi se loss recover ho jay es liye hmain chahye k loss hony k sub he factors ko avoide krna chahye q k jub hum apny emetions par control nahi rakhty tu hmain loss ho jata hai tu hmain aysa kuj bhi nahi krna chahye apni trading main acha profit earn krna chahye loss se bahtr hai kam proft par razi rah kar market se nikal aen
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

            bhai ap ny boht achi posts ki hain jis main ap ny hmary sath emtions ko discus kiya hai jis main hum asani se dekh skty hain k har trador apni trading main meotions kesy krty hain jesa k hum sub es bat ko boht achi traha se janty hain k trading main metions par trading karny ka hmain kbhi acha faida nhi milta hai es k baejood bhi hum apni trading main es factor ko use karty hain es liye hmain apni trading ko analysis karny k bad trading karni chahye kbhi bhi apni trading main jald bazi nahi karni chahye jis k bad hum apni trading main loss ko face karty hain tu metions par control rakhna chahye or jald bazi main kbhi bhi apni trading nahi karni chahye q k ayse kamybhi mumkin nahi hoti hai
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

              agar hum emotional ho ky forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss sy bachny ky liye emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hainis mai emotion hamara dusman hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                Forex may hamrn yahan pr emoional ni hona vhahiye har cheez par hamen yahan pr nzar rakhni chahiye agar hamen yahan.pr market maybkaam.karty howy aonay always emotional.ko control may rakh kr working krty rehama chahoye or apnay mind ko cool.and fresh rakhana chahaiye or aoni information ko increased kr market ka auchau say analysia nikal kr working krty rehana.chahiye
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                  AP ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon g han bilkal emotions or greed do alag alag chezan han ap in ko compare ni kr skty greed ye hota hy k ham zyada profit hasil krny k chakr m or jaldi ameer banny k liay greed krty han zyada bari trade use krty han jis sy hamy hmasha loss hi hota hy or emotions aik alag chez hy emotions tb aty han trading m jb koi profit ya loss ho ry hon to agr hamy thora sa b loss ho ra hota hy to ham emotional ho kr us loss ko cover krny k chkar m pora account hi dao py lga dyty han k kisi b tra loss cover ho jaiy mgr loss cover hony k bjaiy pora account khtry m par jata hy to koshish karan is tra ki satution m sara account khtry m na dalan emotions py qabo pana sekhan
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                    Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ke trading ki Jati Hai Yahi Wajah Hai Ke Forex trading day by day sabse bada Businessman Ta ja raha hai aur iski popularity Mein izafa Hota ja raha hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                      forex aik bohat bara business hain hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum is mi apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain agar hum forex mai real account bana kar kam karna chatey hain to hamy demo account mai practice ky bad risk lena chahey pher he hum loss sy bach saky gy q ky real account mai aik cote mistake ke waja sy hamy big loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Forum me bahot se members emotions key topic par bat karty hey ham emotions ka hi jaiza lety hey key ham kesy trading me emotional ho jaty hey aur es ko ham kesy ignore karen gey

                        Emotions

                        Trading me greed ko ham emotions ka name nahi de sakty hey, greed karna trading me alalg topic hay emotional ham trading me us time ho jaty hey jab hamy small loss ho jaye aur ham es loss ko recover karny key ley apna all account capital par risk laga kar es loss ko one shot me hi recover karny ki koshish karny lagty hey esi koshish me 99% chances loss key hoty hey, ham apni trading ko etni risky bana dety hey key market ki movement kesi be time hamary account balance ko wash kar sakti hay, etna risk le kar be ham come back nahi kar sakty esi ko ham emotions keh sakty hey.
                        Dear friend ap bilkal tek kaha ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main bazdafa hum emotional ho jaty han or bagar sochy samjny trade open karty han jis ki waja sy humy loss hota ha is ley humy apni ap ko emotions sy bachana ho ga ta k humy loss na hon
                        Emotions ko control karny k ley humy apna knowledge or experience ziada karna ho ga jtna knowledge or experience ho ga hum easily emotions ko control kar sakty han jab tak forex trading main hum emotions ko control ni karny gy to humy loss he ho ga is ley humy apni learning or mehnat sy practice kar k maximum knowledge or experience hasil karna ho ga jis sy hum emotions lalich or juldbazi ko control kar sakeny gy
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                          Forex tarding business mai traders ko apnay emotions pay control rakhnay ki baat bohat ziada ki jaati hai. Forex trading business mai emotions ussi waqt active ho jatey hain jab traders kay trading accounts mai investment ya phir pak forex forum ka monthly bonus transfer hota hai. Traders ko emotion pay control kernay kay liye pehla step yehi laina chaiye kay jab trading account mai balance ajaey tou fori tore pay tarde open nahi kerni chaiye. Kiyu kay jab balance aik baar trading account mai ajata hai tou phir wapis kahi bhi nahi jata hai.
                          Traders ko emotions pay controls trade open kertay huay order place kernay aur lot size select kertay huay kerna chaiye. Market ki movement bohat volatile hoti hai iss liye traders ko market ki movement ki bajaey apnay balance ko daikhtay huay trade open kerni chaiye. Jab trade loss mai chali jaey ya close ho jaey tou apnay jazbaat pay qaabu rakhna chaiye aur uss loss ko recover kernay kay liye fori trade open kernay ki bay waqufi kabhi nahi kerni chaiye kiyu kay ho sakta hai usi waqt market bhi reverse ho ajey aur dusri trade mai bhi loss ho jaey. Tarders ko apnay emotion ya jazbaat her waqt control mai rakhnay chaiye
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                            Jb aap trading kar rahy hon aur thorra boht loss ho jaye to aap emotional ho jaty hein k loss kyun ho gya mujhe Abhi k Abhi apna sara loss cover karna hai kuchh b ho jaye tb market mein trade lganay ki hint b achhi nhi hoti bs yehi waja hai k aap apny emotions ko control nhi kar paaty
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                              Emotions in Trading.

                              Forex business mein emotions ka bohot hi ziada effect hota hey aur agar hum emotional trading kartey hein to hum kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hein, iski bohot sari wajuhaat hoti hein aur emotional trading mein aap Greedy bhi bantey hein aur uske ilawa aap Over trading bhi kartey hein jab keh agar hamen kisi bhi trade mein loss ho jata hey to hum us loss ko accept nahin kartey hein aur trades par trades lagatey hein aur account ko wash kar dete hein yeh Emotions trading mein hi ata hey aur iske ilawa hamara balance bohot hi kam hota hey aur hamar trading bohot hi ziada high hoti hey, Koi trading plan nahin hota aur bas profit ke chakron mein trades par trades hi lagani hoti hein aur is emotions ko hamen control karna hi hamen aik acha trader bana sakti hey.

                              Advice:

                              Forex business mein 95% traders fail ho rahey hein aur uski sab se bari wajha emotions ko control na karna hey isliye hamen chahiye keh hum always emotions ko control mein rakhen tab hi hum is business mein always successful ho saktey hein other wise hum totally fail hi hotey hein.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: emotion ham trading me kesy karty hey

                                Traders kesi be waja se trading me emotional ho sakty hey koi 1 waja emotional hony ki nahi hoti hay, over trading, greed aur jaldbazi ki trading ki waja se traders emotional ho sakty hey, mery khayal me loss ka dar traders ko bahot jald aur bahot hi zeyda emotional kar sakta hay, emotional se bachny ka 1 hi tareeqa hay aur wo hay limit lot size key sath profit goals ki trading karna, profit targets ko achieve karna hi agar hamara maqsad ban jaye to koi be ham esa risk leny ki koshish nahi kar sakty hey jo hamy trading me emotional kar sakta ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X