Stress yani zehni dabao kici bhi surat main ho to wo hamesha he nuqsan deh hota hay. forex trading chon kay aik boht he khatarnaak karobar hay. Is main jahan munafa kamany kay beshumar chance hoty hain wahen is mn boht bhari aur na qabil e bardasht nuqsan kay khadshat bhi aksar mandlaty rehty hain. Lehaza forex trading kay liye trader ka fresh hona aur taza dam hona aur kici bhi qisam ke zehni aziat aur dabao say bach kar trading karna nafa bakhsh sabit ho sakti hay aur kici bhi shadeed zehni stress kay dauran trading krna hamesha he nuqsan deh sabit ho ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим