Dear traders aapne dekha hoga kay trading kay doraan baaz awkaat aap bht zaida stressed feel karte hain magar aapko samjh nahi aa raho hoti kay es stress kw wajha kiya hai. Aapko ess tarha ke situation ko achi tarha handle karna chahey
Stress ko acknowledge karin:
Agar aap kay dill main trading karte huy kisi kisam ka bhe darr ya loss ka khatra ya kuch bhe aisa feel ho raha hai jos say apki trading par asar parh sakta hai to usko tasleem karin aur zabardasti trading jaari na rakhin
Stress ke wajha talash karin:
Aap sab say pehly relax ho jaain aur us kay baad stress ke wajha talash karin kay aisa kiya hai jo apke kaam ko affect kar raha hai aur jiske wajha say apki trading mutasir ho rahi hai.
Jab aap ye pata laga lain gy to yakeenan us ka solution bhe nikal aay ga aur aap relax mind say trading jaari rakh sakin gy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим