Forex trading step by step ham kis tarha seekh sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading step by step ham kis tarha seekh sakte hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Friends agar ham forex market ko step by step aik aik cheez ko seekhna chahin to lesy seekh sakte hain?
    Assalamu Alaikum dear bhaijaan B2B Ne Jo baki hai ya sabse achi baat Hai Iski posts a new trader kaafi accha experience Hasil kar sakte hain Jaisa ke inhone apni post mein kaha ke Hamen pahle Forex ka basic knowledge Hasil karna chahie aur jab Tak Hum use basic knowledge ko Hasil Na kar lena main apne tradeco open nahin karna chahie basic knowledge Hasil karne ke liye aap ko pahle demo account par kaam karna hoga agar aap demo account par kaam Karenge to aap ko market ki movement ki understanding ho jayegi aur yah bhi pata chal jayega Ke Kisse timing main market ki movement kaise ho rahi hai jo ke Ek important part hota hai Forex trading mein aur aap online bahut Sare senior traders ke blogs padh Ke Bhi accha experience Hasil kar sakte hain aap Itni mehnat Karenge aap ko uska utna hi accha fal Hasil ho jaega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading step by step ham kis tarha seekh sakte hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Friends agar ham forex market ko step by step aik aik cheez ko seekhna chahin to lesy seekh sakte hain?
      Dear friend forex trading ko step by step seekeny k ley humy proper learning karni chae ha sab sy pehly jtna basic knowledge ho hasil karna chae ha next step main isi knowledge ko demo account main apply karna chae ha jab hum apny knowledge ko demo account main apply karny gy to is humy ziada forex trading ki samj aay ge humara knowledge or experience ziada ho ga or hum forex trading main ache trading kar sakeny gy forex trading k bary main daily kuch na kuch seekena chae ha or candle chart k bary main seekeny or mt4 main different indicator istamal hoty han un ko seekena or samjena chae ha
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading step by step ham kis tarha seekh sakte hain?

        Forex trading business ko jo traders step by step seekhtay hain woh iss business mai bohat kaamyab hotay hain kiyu kay ye aisa business hai bohat long time tak chall sakta hai aur isay seekhna bhi isi hisaab say chaiye takay kaamyabi ziada say ziada time tak haasil ki jaati rahey. Forex traders jab trading seekhna shuru karain tou unhain sub say pehlay forex ki basic learning seekhni chaiye kay ye business kia hai. Iss ki know how laini chaiye takay seekhnay ki ibtada achi ho sakey. Uss kay baad forex trading ki technical learning haasil kerni chaiye jiss mai trading terminal kay barey mai seekhna chaiye. Basic aur technical learning kay baad traders ko demo trading account kay barey mai seekhna chaiye kiyu demo trading kertay huay traders basic aur technical dono knowledge ka use kertau hain aur unhain trading ka tareeka samajh ajata hai. Iss Tarah real trading kay liye achi tayari ho jaati hai

        اب آن لائن

        Working...
        X