Forex mein competition

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein competition
    Members aksar new members jub join hoty hein to start mein kuch din trading kar k phir seniors sy rabta karty hein to phir seniors sy competition karny lagty hein aur koi koi trader compet bhi karty hein to forex mein competition ni karna chahiye ye galat hy competition mein hamesha loss he hota hy esi bato sy perhez karni chahiye
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Forex business me competition ka sawal hi peda nahi hota hay, har trader apny expernice key base par hi profit earn kar sakta hay, agar kesi trader ka experience kam ho ga to wo kam hi profit earn kar sakta hay, ham Forex business me na to seniors traders aur expert traders se kesi be kisam ki competition kar sakty hey aur na hi kesi other traders se zeyda profit earn karny ka soch sakty hey, ham jetna be profit earn kar lety hey wo hamary expernice key mutabeq hi hota hay es me kesi se ham kia competition karen gey.
    • #3 Collapse

      Dear forex trading aik aisa kaam hay jis main aap kise ko daikh kar apna kaam nahi kar sakte hain aapko apney liey khud say strategies banana hoti hain Agar aap kise ko daikh kar trading karney ke koshish karte hain to us main lazman aapko loss he hota hai. Us ke main wajha te hai kay har kise ka pass apna plan hota hai aur wo us plan k mutaabik chalta hai. Agar aap kise plan kay baghair kise ka mulabla karna shuru ho jaao gy ya phir kise k trading style ko copy kafna shuru ho jaao gy to aap kay liey bht mushkil rahy ga aur kabhe bhe aap kise ko copy kr k kamyab nahi ho sktee hain.
      Ham agar forum ke misaal lay len to ham log mehnat yahan nahi karte hain magar mehnat kay baghair ham ye chahte hain ka hamara bonus zaida aa jaay lehaza ham sirf dosron ko dekh kar jesy jesy wo karta ha usi tarha say karna shuru kar dety hain. Mery nazdeek agar hamara apna plan ho aur apna tareekakaar ho to ham aik fin lazmi kamyaab ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Dear maire khayal say tu new traders hon ya phir experienced traders, as a trader inn ka asal competition apni trading aur emotion kay sath he hota hay.
        Iss ke waja yeh hai ke forex market itne un predictable aur mushkil market hai ke traders iss mai aik dosary ke sath competition ka tu soch b nai sakty hain . Ager traders market ko sahi trah say samjh kar trading kar lain tu yeh b bari baat ha.

        Traders ko chaiye ke woh apni tawajo forex mrekt per markooz rakhin , Jo traders apni trading performance per nazar rakhnay ke bajay dosary traders ko monitor Karin ya in kay sath muqabla karnay mai lag jain tu yeh in ke trading kay liye bohot he risky ho jata hai aur iss tarh ke soch ko avoid karna acha rehta hai.
        • #5 Collapse

          apki bat shia hai maghr aik yah factor bhi hai k kuj log others se aghr compete karty hain tu wo pani mahnt se karty hain or yah aik achi bat hoti hai k hum har kamyab ko dekh kar oski trah banna achahty hain infact os se cah akarna chahty hain tu aghr es mamly ki traha compete kiya jay tu masla koi nahi hai han aghr ap kisi ko necha dikhany k liye mahnt karty hain tu yah aik glaat bat hai ayse tu ap apni skills bhi waste kar dety hain es liye aghr ap kisi ki trah abnna chahty hain tu postive soch k sath banen aghr ap negtive mind ks ath chalty hain tu apko os main koi faida nahi milta hai es liye apni trading ko best way main karen or postive soch forex main apk boht kam ati hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
            Members aksar new members jub join hoty hein to start mein kuch din trading kar k phir seniors sy rabta karty hein to phir seniors sy competition karny lagty hein aur koi koi trader compet bhi karty hein to forex mein competition ni karna chahiye ye galat hy competition mein hamesha loss he hota hy esi bato sy perhez karni chahiye
            forex main 2 kisam kay traders hoty hain kuch aise traders hoty hain jo sirf yehi chahty hain kay wo trading esly karin gay ka wo aik he raat main ya aik he week main crore pati ho jaain gay magar un ko ye nahi pata hota ha k yahan kafi achi khasi mehnaat kar ka log es mukam par aaty hain k wo daily basis par sainkron dollars kama rahy hoty hain. Agar 1 new banda aa kar ye sochy ga k wo purany traders ki tarha yahan par rozana sainkron dollars kamay ga to aisa possible nahi ho sakta hai yahan trading buisness main competion kise aur sa nahi balky apne aap sy rakty hain aur improcve karne ke koshish karty hain
            • #7 Collapse

              g bhai forex ma bhot hi zayada competition ha ager jo log ya is market ma mhnat krty ha wohi log acha profit hasil kr skty ha or jo log mhant nhi krty ha wo log is ma kamyab ni ho skty ha is leya him logo ko bi zayada sy zayada mhnat krni chay kamyabi ky leya
              • #8 Collapse

                Forex mein competition

                Assalamu Alaikum friends naya news Amethi se nahi remember se Pucha Jata Hoon cast of Lakshmi competition kab Shuru hota hai aur kitni der takyesterday please give Sunil Bhai Behan Mujhe Uske baare mein Bata sake jaldi se jaldi
                • #9 Collapse

                  Aaj kal hum hain Yahan Par Yeh Dekhne Mein Aaya Hai Ke Hum Jaise jaise kaam karte hain Hame Iske against advantage P uske sath Mil Jata Hai Aaj Kal market Mein competitions Bose Yadav Speed ke saath chal raha hai hame is competition ko control Mein Rakhna Hoga aur Market ki movement Ke Sath Hai Main Bhi Zyada sweet ke saath kaam karna hoga Phir Hum yahan se kamyabi kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    nb aap nain bilkul sahi jaha hai firx main din badun trader ki tadaad main izafa hota ja raha hai aur issi trah forum pr bhi log is liye conpitition pr uttar aye hain aur jahan compitation ho wahan bht saray faiday bhi hotay hain bht sray nuqsan bhi hotay hain
                    Jub log aik dosray k muqablay main kaam kartay hain to effort bht zuada aartay hain ayr mehnat ziada kartay hain jiski wajah say experience aur knowledge main bharpoor izafa hota hai jo k aik achi bt hai compitator k liye
                    Lakin is k baraks is ka nuqsan yeah hai k log jub muqablay main hitay hain to apni knowledge aur experience gain ni kartay jo k bri bt hai aur is say sub ka nuqsan hota hai aur hum aik doosray ka muqablay main nuqsan kar hethtay hain ....
                    • #11 Collapse

                      G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai human aonai. senior ko ustaad mannan chaye air koi bhi insanaisa ni hai Jo apnain ustaad say muqabla at k aagay nikal ho aur human apnain senior ki hamesha baat manani chaye air fazool qisamki behest ni karni chaye air jub humin say muqablay k baray main sichtay hain to woh sikhana. Chor detay hain k aap yo bht barhay trader ban gaye hain air is liye chaye k aap muqablay say perhaiz karain air jahan say knowledge multi hai aik. Karai. Yeah aik acha trader ki nishani hoti hai...
                      • #12 Collapse

                        Forex market Mein working karne ke liye aapke concerts hona chahiye aapke basic rules and regulation Ka Pata hona chahiye kitne acche aapke paas concept Honge market ko samajh na aap ke liye itna asaan Hoga isliye working Karke market for long time ke liye watch karna hota hai Jaise Jaise Hum Mar Jayenge paise Kaise market ki aapko samajh start ho jayegi Aapka kaam just investment karna hai aur generate karna Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Dear jaisy ap ne baat ki hai competition ki to ais mai ye baat yaad rakhny wali hai k ais market mai risk kafi zayda hai aor ais mai agar hum zayda risk lety hai to ais mai hum ko ye bahot zayda faida bhi ho sakta hai aor bahot zayda loss bhi ho sakta hai ais liay hum ko ais mai agar kaam karna hai to ye ni k kisi aor ko profit zayda hoa hai to hum bhi ais mai atna hi profit banye kun k ap ne ais mai apna account safe rakh k kaam karna hai agar hum ais mai aisy hi kaam karty hai to hum ko ais mai apny account k hisab se risk lena chaye aor ais mai ye hai k hum agar ais mai kaam sahe karty hai to hum ko ais mai acha profit ho sakta hai aor hum ais mai se faida autha skaty hai.
                          • #14 Collapse

                            bhai mary khayal ma forex means competition kau ky is ma him log jtni zayada mhnat krty ha him logo ko itna hi zayada profit mita ha or him log acha profit bnany ky leya apny experience ko istmal krty ha phir him log forex ma kamyab ho skty ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein competition

                              forex trading main competition nhi krna chahye senior traders ka haq bnta ha kah woh junior traders ki help krain un ko forex trading kay bary main complete guide krain takah un ki trading main success ho aor forex trading main aik dosry ki help krna aor aik dosry say experience share karny say trader ko trading main mazeed faida hota hay traders ko mazeed knowledge gain hota hay is tarah trading market main kabhi bhi senior trader competition na krain aor junior traders jo newbies hian jin ko forex trading market main kuch bhi pta nhi hota hay un ko right trading kay liay guide krain un ki complete support krain takah woh trading main successful trading krain aor forex trading main jb successful trading krain gay to pray krain gay un ka rozgar aor income ka bhtreen zaria forex trading say ho ga to main jahan tak smjhta hon to is tarah say traders ko aik dosry sy help krna acha ha kabhi bughzz senior traders na krain aor help krain new traders ki aor trading main bhtri kay liay aik dosry kay sath good thoughts share krain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X