Aik professional trader ki khasiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik professional trader ki khasiyat

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex m aik acha or professional trader wahi ban skta hy jo forex ko seriously ly us m mehnat sy kam kry new traders jo k aksar lalich krty han wo chahty han k jaldi sy ameer ban jain wo bari trade lgaty han wo smjty han k jaldi sy or zyada sy zyada profit hasil Kar lan gy mgr ye ni hota profit k bjaiy ap ko loss hi milta ha aik achy or professional trader m ye khsosiat hoti hy k wo lalich ni krta or soch smj kr choti lots lgata hy or mukamal confidence k sath trading krty han aik professional trader hmasha hr chez soch samj kr or profit k insar pr hi lgaty han unan ye hota hy k km or aista profit ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik professional trader ki khasiyat

      Dear aap nay achi baat share ki hai.professional traders kabhi bhi new comers ki tarah trading nahi kerta or hamesha long term trading ko tarjih daita hai.Professional traders koi bhi trade open kernay sey pehlay market ka analysis kerta hai or jab tak usay confirm nahi ho jaey wo trade open nahi kerta.new traders ya non professionals tukay pay chaltay hai or 5 minute ki movement daikh kay he trade open ker kay baith jatey hain but professional traders aisa kabhi nahi kertay kiyu kay trend kay saath trading kernay ka apna faida hai .Resistance or support daikhay baghair apnay account kay margins ka khayal rakhay baghair aap ko koi bhi professional trader trade open kernay ka mashwara bhi nahi day ga.Issi liye senior traders ya professional traders dusroo ki nisbat ziada kaamyab nazar atay hain
      • #18 Collapse

        Re: Aik professional trader ki khasiyat

        g han bhai ap ny shai abat ki hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu aik he sorat main achi krta hai k jub os k pass trading ka expiernce acha hota hai tab he hum os main acha profot eran karty hain q k hmari apni trading main yah zarori amal hota hai k hum pahly es ka expiernce gain karen os k bad trading karen q k forex ko smjhny k liye hmain bohrt sara knowledge gain karta hota hai or hum es ko tab he karty hain jub hmary pass es ka ilm hota hai or hum apni trading ko bahtr tariky se kar skty hain es liye jitna ho skta hai apni trading main expiernce gain karen q k yahi apko kamyab bnnay main help krta hai
        • #19 Collapse

          Re: Aik professional trader ki khasiyat

          Ak professional trader jab b trade kary ga dekh kar kary ga analysis poory kary ga or dekhy ga k kab sahi waqt hai trade karny ka trading soch kar kary ga or jab trade kary ga backup plan rakhy ga.
          Agar market against ho jaye to tab kya karna hai or stop loss or take profit to zroor use kary ga us sy trade mehfooz rehti hai or jo target ho analysis k mutabiq bs utni trading hi kary ga.
          Professional trader lalach nahi karta chahy ek trade mily lekin sahi mily to kary ga awi har waqt trading nahi kary ga or conform trading kary ga.
          Ap b achy trader ban sakty hai agar ap professional treeqy sy trading kary.
          • #20 Collapse

            Re: Aik professional trader ki khasiyat

            forex aik bohat bara business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara or kabe be katem na hony wala business hain
            • #21 Collapse

              Re: Aik professional trader ki khasiyat

              Position ko ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se yahan par mein kaam karte hue main Apna Kabhi time Poco launch nahin karna chahie confidence ke sath market par Nazar rakhni chahiye kamco stability ke sath long time ke liye karna chahiye Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam karte hain wo log kabhi bhi yahan se apne kaam mein nuksan nahin Karte Hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Aik professional trader ki khasiyat

                dear trading ek professional business ha is liye is mein agar achi earning karna ha to is mein hard work bohat he zarori ha aik professional trader is mein bohat he hard work or sojh kay sath work karta ha wo pehlynis mein acha experience hasil kar kay fir hard work demo practice mnein karta ha or fir wo sabhi tools ko use karta ha jesy kay apni har trad mein aik professional trader stop loss or take profit ko use kary ga kiyon kay jabhi market mein koi bhe trad open ho to risk factor kam hona bohat he zarori ha kiyon kay jitna risk kam hoga itni he achi trading kari ja sakti ha is liye low risk kay sath hameesha ek acha trader work kary ga or wohi trader kamyab earning karta ha

                اب آن لائن

                Working...
                X