Friends aaj ki meri posts history kay mtalik hai kay kiss tarha say currency jisko ham use krty hain wajood main aai aur iska istemaal kesy shuru hua.
Barter System: Jab currencies ka concept nahi tha to log aik dosry say cheezon ko exchange karty thy jesa kay aap kay pass sabzi ha aur mery pass daal to aap mujhy daal dy kay sabzi mujh say lay sakty thy. Is system ko bartering kehty hain. Ess system ma us time mushkilaat kaa samna karna parta jab aapko jo cheez chahey wo mery pass ho magar jo aapky pass ho wo mujhy zaroirat nahi to usma mushkilaat hoti gain.
Commodity: Jab bater system ma mushkilaat hui to logon nay commodities ko as a currency use karna shuru kar diya jis main gold silver weghra shamil hain. Ye wo cheez the jiss say har koi razi tha magar jeay jesy time guzarta gya aur gold ya silver zaida hoti gai to usko aik jagha say dosri jagha lay k jaana mushkil hota chala gya.
Paper Currency: Aakhir main gold aur silver currency ko edr udr lay k jaany kay masaail ko daikhty huy paper currency ko introduce karwaya gya jo kay sab maslon ka hal the aur easily edr udr bhe lay k ja sakty thy aur sath sath sab ky liey acceptable bhe the.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим